Biji: Accha Rajbeer Puttar teek hai magar tum Preeto ke saath Dhruv ko bi legana kui tumhe to pata hai ke ladkia apne soorall mein shaadi se pale nahi jate.
Rajbeer: Teek hai Biji Papaji. Accha mein ab chalte hoon phir 2 din baat aajoogene.
2 days later:
Preeto: Hello Rajbeer mein bolo rahi hoon. Tumhe pata ha nah aaj shaam ko hum tumare Dad se milene jana hai.
Rajbeer: hai mujhe pata hai magar meine socha tune kisi aur baat ka liya phone kiya hooga?
Preeto: kyuni baat?
Rajbeer tum jo kabhi nahi kahati? I love you.
Preeto: nahi mein nahi bologi and hangs up before Rajbeer says anything further.
In the evening Rajbeer comes dressed in black jeans and red check shirt. Dhruv is wearing a blue and white check shirt with black jeans. Preeto wears a red and green frock suit. Rajbeer and Dhruv greet Biji and Papaji and the rest of the family. Preeto comes down and Rajbeer sees her and smiles. She looks so beautiful. Dhruv notices this and teases Rajbeer. Rajbeer blushes.
Papaji and Biji bless them and tell them to go otherwise they will be too late coming back. The three of them then leave for Rajbeer's house which is half an hour away. Rajbeer and Dhruv seat in the front and Preeto sits in the back. Rajbeer sees Preeto in the mirror and sees that she is nervous. Dhruv and Rajbeer assure her and tell her not to worry everything will be alright. They arrive at the house and Rajbeer rings the bell. The door is answered by Ramu Kaka (the servant). They greet him and go inside. Preeto is looks at the huge mansion. Ramu leads them to the living room where they sit down and are offered a drink.
Rajbeer's Dad walks in and Dhruv and Rajbeer touch his feet and hug him. Rajbeer then introduces Preeto.
Rajbeer: Dad ye Manpreet Singh Dhillion aka Preeto. Preeto gets up and touches his feet. Dad says God bless. Dad tells them to sit down. They all have something to eat and drink and have a light conversation. Then Dad starts asking Preeto questions.
Dad: Toh tum ho jo mera Rajbeer ka dil churaliye ha. Accha Preeto tumare ghar mein aur kyon kyon hai?
Preeto: who is very nervous says in a squeeky voice ji uncle ji Biji, Papaji hai aur meria char bheyen aur hain. Ek ki shaadi Dhruv Jiju ke saath hoi hai. doorsi ki aap shaadi hoonge wali ha. Meria 2 choti bheyen study kare rahi hai.
Dad: Aur tum kia karethi ho?
Preeto: Ji mein ek fashion designer hoon aur Boutique mein Simran ke saath kaam karethi hoon.
Dad: Accha iske matlab tum ek naukri karethi ho.
Rajbeer: Dad Preeto nay abi Best Fashion Designer of the year award jeetha hai aur usse contract be mila hai. Bus ab Meeta di ki shaadi ke baad Preeto woh contract start kare dena hai.
Dad: Jaanta hoon. Meine tv paar deka tha tum dono koh. Aur usse waqt be soche tha ke khab tum milenge oohga Preeto se.
Dad: Preeto tume maloon ha ke Rajbeer mera ek loota beta hai aur mein isia bohot pyaar karetha hoon. Aur ye ek multi millionaire business ke malik hai. Aur ye soche kaar tume mera beta se dosti ki hoogi aur usse shaadi karne chati ho taake tum uski jaidaat le saako.
Rajbeer: Dad aap kise baatha kare raho. Preeto isi ladki nahi ha.
Dad: Rajbeer mein tumse baat nahi kare hoon. Mein Preeto se baat kare hoon. Agar tum beech mein mat bolo toh accha hooga!! Tum isi middle class ladki ki side rahe ho and apne dad se soban laraho. Mujhe pata lega tha ke Preeto nay tumse kise apni jaal mein pasaye hai. Isiliye tume Simran se rista thor diya aur isi ladki ke peche paar ke ho.
Rajbeer: Dad I am sorry paar aap ko kui galat fami hoihe.
Dad: Rajbeer mein tumse kya nah ke meine Preeto se baat kare rahe hoon beech mein maat bolo tho accha hooga. Preeto bolo kya kia tume jo Rajbeer tumari baatho mein aagaye aur ab mera samana soban larahe he.
Preeto: uncleji meine kui jaal nahi bisha aur nahi mujhe aysa karne atta hai. Haan mein middle class ki ladki hoon aur apni mannat aur immaandaari se kaam kare ke paisa kaamthi hoon aur mein apne sab family ka keeyal rahe thi hoon. Agar aap ko lagthe hai ke meine Rajbeer se paise liya dosti ki toh aap galat hai. Rajbeer aur mein ek durse se pyaar karte hai. Hain ye sache hai hum shaadi karne chalte hai magar aap ki ashirwaad ke saath.
Dad: Mein ashirwaad nahi doonga. Aur tume pata ha Rajbeer ki maa bi ek middle class ki ladki thi aur meine use shaadi kareke bohot pasaathra hoon. Aur usne mujhe aur mera beta ko chooreke kisi aur ke saath baagegi. Mein apne beta ko aisi galati nahi karne na doonga.
Rajbeer: Dad I am sorry mein aisi baata nahi soonga Preeto ke baare. Aap aur maa ek durse se pyaar nahi karethe the. Aap kisi oor se pyaar karethe the aur oonsa kisi aur se shaadi kareli family ke pressure karne. Mein janatha hoon ke meri baat aap ko acchi nahi lagrahihe paar mein Preeto se pyaar karte hoon aur Preeto hi meri biwi banegi. Mein Preeto ko apni biwi ke roop mein saawahi kare chooka hoon. Meine usse Daadji ki chunni ooredhi he. Mein kisi oor se shaadi nahi karnooga. Meine aap se phele hi kahatha ke nahi mujhe aap ki daulat aur aap ki jiyadaad chaliye. Mein jitna kaamtha hoon usme mein khoosh hoon aur Preeto bhi kaamthi ha aur shaadi ke baad mein apni biwi ko support kare sakte hoon.
Dhruv: Uncleji Rajbeer bilkul teek kare hai. Preeto isi ladki nahi ha. Woh bari sansakari ladki ha. Aur Biji and Papaji itna accha log ha ke aap oone miliege toh aap ko pata chaalgaiga.
Dad: Rajbeer agar tumhe Preeto se shaadi ki tho mein tumhe choor doonga. Aur tume apni sari jayadaad se tumara naam nikaal doonooga.
Rajbeer: Dad aap samanjh na ki kushi kui nahi kare rahe. Jo Rajbeer aaj tumare samane hai woh ek badal hoya insaan ha. Dad aap tho janathe hoi ke me aurat se kitni nafrat karetha the. Paar Preeto ne aur uski sari family ne mujhe itna pyaar diya ke mujhe ek patthar se insaan banediya. Preeto aur uski family ko deka kare mujhe ristso ko nibaane ki samanjh aiihe. Mein Preeto se hi shaadi karoonga aur mein uke bina ek paal bhi nahi rahe saaktha. Anyway mein aur basaadi nahi soone sachta meri Preeto ki aur mein jaa rahe hoon. Waise Biji and Papaji ne aap ko shaadi pe boloye hai magar don't bother yourself.
Rajbeer gets up really angry and takes Preeto by the hand and goes out. Dhruv follows them as well.
286