Bigg Boss 19 - Daily Discussion Topic - 30th Aug 2025 - WKV
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 30 Aug 2025 EDT
MAIRA KNOWS 30.8
MAIRAs SCHOOL 29.8
Aneet and Ahaan on the cover of THR!!
Param Sundari opens well
Throw back! When katrina did not take 'gentle' gently from Shah!
Monsoon Magic Micro-fiction Contest Felicitation Ceremony
Deepika Ranveer At Ambani Ganpati Festival
Cannot decide who is most annoying
Nazar laga hua anda mein nahi khaata
Ijja-jjat hai
Queen 2 Tanu Weds Manu 3 Get Rolling
Trailer - Do You Wanna Partner - Tamannaah Bhatia Diana Penty
Unseen bollywood pics
Amaal has a message for his Phansss 😇
Anupamaa completes FIVE Years !! Fifth Anniversary Celebrations
CID episode 75 - 30th August
Vicky says Katrina hates ‘honest feedbacks’ about her acting but…..
The Curry-ous Readers 🍛 Book Talk Reading Challenge September 2025
Marriage–a book of which the first chapter is written in poetry and the remaining chapters written in prose
part 8
Here starts a new journey of marriage two strangerss married and are living together they dont have any feeling for each other nor love nor hatred but still they are together and they need to be together forever they respect their relation and there elders decision this was the first da she wakes up gets ready for office sam didnt want to stop her becoz he dont want to force her for anything
G-goodmorning
S-goodmorning Mrs Shergil
She smiles
G-tum agar jaldi fresh ho jaoge toh breakfast saath main karenge warna tumhein akele karna padega
S-aa raha hun 10 minutes agar tumhein late horaha toh tum jaa sakti ho
G-koi problem nahin hain I will wait
S-thanks
G-thanks bolne ki zaroorat nahin hain
They have breakfast together
S-aalu paraate its my favourite
G-oh toh roz banaongi
S-daily khaonga toh bore ho jaonga
G-mujhe bhi daily dekh rahe ho bore nahin honge
S-mera woh matlab nahin tha
G-mazak kar rahi thi
S-kitne din baad normal dekh ke acha lag raha hain waise tumhare liye ek gud news hsain
G-gud news
S-tumhare mom dad yehaan aane waale hain kal aur woh tumse bilkul bhi naraaz nahin hain maine aur tumhari bhabhi ne mana liya hain
G-sachi
S-muchi
G-thanks sam thanks a lot tumne mujhe mere life ka sabse bada gift diya
(her eyes were fill with tears)
S-tum kitni emotional ho
G-sam
S-phir se war shuru mat karna waise tumhara office kahaan hain
G-khuraana industries mere manager neil oberoi hain he is very nice owners yehaan nahin rehte
S-khuraana industies ok fine
G-acha ab main chalti hun kaafi late hua hain
S- I will drop you
G-main challi jaongi tum kyun taklef lete ho
S-i think tumhein phir se class ki zaroorat hain
G-please phir se shuru mat karna isse better yehi hoga tum mere saath chalo
He drops her but in afternoon she recieves a big shock seeing sam in office
G-tum yehaan
S-woh main
Neil interrupts them
Neil-yeh hamaare office ke naye MD hain Samrat Shergil
Listening to that gunjan was shocked her face changes he notices that
S-Miss Gunjan abhi isi waqtsaare files lekar mere cabin main aana
S-sam beta aaj yeh tujhe maar dalegi
She goes insidewith anger
G-tum yehaan kya kar rahe ho phir se mujhe follow kar rahe ho ya phir mujh par apna hukum chalaane aaye ho agar tumhein mujh par itna shak hain th main tumhare saath tumhare ghar chaloongi par tumhein itne naatak karke cheap banne ki zaroorat nahin
S-koi apne boss se aise baat karta hain kya boss ki respect nahin hain
G-sam tum
S-kya main sam nahin sir
G-ok sir yeh lijiye
S-yeh kya hain
G-mera resignation letter
S-wat main yehaan tumhare liye aaya hun aur tum resign kar rahi ho
G-jaanthi hun isiiy resign kar rahi hun
S-tum galat samaj rahiho
G-main bilkul sahi samaj rahi hun
S-please do minute meri baat shanthi se suno
He requests kindly
S-main yehaan tumparshak karne nahin aaya hun balki isiliye kyunki main tumhare saath thoda time spend karna chahta hun aur toh ar ghar pe bore ho raha hun yeh mere relatives ka office hain dad ka help lekar main yehaan join hua hun sirf tumhare liye tum pura din ghar se baahar rahogi toh hum ek dusre ke saath time kaise spend karenge
G-Tum sach keh rahe ho
S-tumhari kasam
G-teek hain par tumne US main jo kiya yehaan woh karoge toh main resign kardoongi yeha pe kisi ko bhi pata nahin lagna chahiye ki main tumhari wife hun
S-jaise aapki marzi aap jo chahenge wohi hoga
G-yeh teek hain kya ab main jaa sakti hun
S-tumhein meri permission poochne ki zaroorat nahin hain
Just then he recieves a call
S-ek minute rukho
She waits he talks and catches his head
G-kya hua
S-ek bahut badi problem hain
G-kaise problem
S-tumhein abhi isi waqt mere saath airport jaana hoga
G-par kyun
S-main tumhein car main bataonga ehle chalo
They leave to airport
G-kya hua ab toh bolo hum airport kyun aaye hain
S-mom dad aane waale hain
G-wat
S-haan aur unhein nahin pata humare beech kya chal raha hain unhein lagta hain sab normal hain toh
G-toh kya
S-toh tumhein kuch din ke liye unke yehaan se jaane tak typical indian wife ki tarah behave karna hoga
G-lekin
S-please kya tum meri itna help nahin karogi
G-acha teek hain karoongi
S-aur ek help tumhein kuch din office bhi nahin jaogi
G-par kyun
S-unhein acha nahin lagega ki uni bahu job kare unhein yehaan kya horaha hain nahin pata
G-par jooth bolna galat hain na
S-hum sach jooth ke baare main baad main discuss karenge right now mujhe tumhari help chahiye karogi ya nahin please main tumhare aage haat jodta hun
G-acha teek hain itna request karne ki zaroorat nahin hain
S-so sweet
He hugs her she was confused but unknowingly hugs him back