He feels bad
He gets down
Yeh kya hora raha hay mera saath kyon yesa mehasoos kar rahe hoo mein aaj
An d he close his eyes
He remembers ….jiya in rain, playing with the kids…………
He opens his eyes
Why iam thinking of jiya more………………..
And he sees bus is coming
The bus stops
And he gets into it
He sees a place is vacant
Where a girl is sleeping and duppatta is covering her face………
He seats next to her
Suddenly winds blow
And the covered duppatta falls
And rahul on seeing her shocks………
Rahul:tum
Jiya:tum.yeha…………….
Jiya:muje bademaa ne phone kiya …..mere holidays katam huwa is liye
Mein jaa raha hoo……………
An old couple……is sitting ……………..besides their seats
The old person:kya baat hay.tum ek doosre ke saath hoo kya
Rahul:nahii…………..
Oldperson:toh…….kaha jaana hay
Rahul:mumbai
Oldperson:accha mumbai mein kaha………
Rahul:aap ko kya
Oldperson:accha tum kaha
Rahul:mein jaha rehta hoo….yeh wahi rehete hay
Old person:kya tere padoson
Rahul:nahii mere ghar pe
Old person:accha pati aur patni………….jagda huwa hay kya
Jiya:nahiii….yeh aap kya bol rahe hay……………ha hum ek ghar mein rehte jaroor hay.par hamara ek doosre ke saath koi connection nahii hay
Old person:acccha dost hoo……
Rahul:nahii…………
Jiya:hum ek doosre ke liye ajnabhi hay………………
Rahul:ha hum ajnabhi hay………..
Old person:confused…..
Rahul:ha hum bees saal se ek ghar mein rehte hay.par ek doosre ke samne kabhi nahii aya hay..isliye ek doosre ke liye bil kull ajnabhi hay…………………….
At that time all listens to them.and they are surprised……………………..
Winds blow…………………………..
Hum dono sirf ek rishta accha lagtha hay
Everyone suprises
Is ke bade maa…….aur mere maa……………………..
And the bus moves on………..
Pata nahii mumbai kab pouchoogie………………………
Jiya is sleeping
Rahul feels cold
He moves to shut the window glass……..
He turns his head………….
And finds…….jiya……………….
She is sleeping
Hair locks on her face…………
And duppatta is flewing…………..
He is immensed……………in her beauty…………………
He puts his hand…………..
Unknowingly he touches her hand…………
He feels happy…………..
kuchh has padi tanhaiyaan
Kya ye khumar hai ya aitbar hai
Shayad ye pyar hai
Pyar hai shayad
Kya ye bahaar hai ya intezaar hai
Shayad ye pyar hai
Pyar hai shayad
Kuchh khaas hai kuchh paas hai
Kuchh ajnabee ehsaas hai
Kuchh dooriyaan nazdeekiyaan
Kuchh has padi tanhaiyaan
Kya ye khumar hai ya aitbar hai
Shayad ye pyar hai
Pyar hai shayad
Kya ye bahaar hai ya intezaar hai
Shayad ye pyar hai
Pyar hai shayad
Kuchh saaz hai jaage se jo the soye
Alfaaz hain chup se nashe mein khoye
Nazar hi samjhe ye guftgoo saari
Koi aarzoo ne hai angdaayi li pyaari
Kya ye khumar hai ya aitbar hai
Shayad ye pyar hai
Pyar hai shayad
Na inkaar hai na iqraar hai
Shayad ye pyar hai
Pyar hai shayad
Kehna hi kya mera dakhalna koi
Dil ko dikha dil ki shakal ka koi
Dil se thi meri ek shart ye aisi
Lage jeet si mujhko ye haar hai kaisi
Yun hi khumar hai kyun beqraar hai
Shayad ye pyar hai
Pyar hai shayad
Jaadu sawaar hai na ikhtiyaar hai
Shayad ye pyar hai
Pyar hai shayad
Pyar hai shayad
Kuchh khaas hai kuchh paas hai
Kuchh ajnabee ehsaas hai
Pyar hai shayad
Pyar hai shayad
Yahi€.
He also close his eyes………………………..
Jiya wakes up in the morning
She sees…..
That she is sleeping on the shoulder of rahul…………………….
And rahul is holding her hand
Rahul also wakes up…………..
Jiya wakes up………….
The old person:are wah kal kaha tha ki ajnabhi hay……………..dekha sab mitgayee na………………..aur jis tarah se soya hay…kisi ko pata nahii chalta hay…..ki ajnabhi hay……………….
And before they move ………..
The bus stops……………….
And the driver informs that ……………..
The bus broke down………and it takes lot of time for repair……
And if people want they can stay…………………..
Rahul asks for where abouts……
The driver informs that……….they can take vehicle and they can go…as the drive is hardly……..3 to 4 hours from there,,,,,,,,,,,
Rahul moves…..
The old person informs
Dekho…..chahe ajnabhi hoo……yeh kuch aur…..
Lekin yeh safar tum dono tair karna hay
Ek jagah par chalna hay….toh alag alag hi kyon………agar rab ke marzii nahii hota.na toh kuch nahii hota……………is liye agar shikayate.aur farmaishoo…..ko chodkar ………manzil ke taraf dyan doo…..
And he moves away
Yeh bashaan jya da deta hay…………
Lekin………….sahi bola……….teek hay mein toh samaj gayee lekin iss dabbu kaun samjaaye
And he turns round he didn't found jiya………
He sees mandir
Accha …….yeh ladki bee na……………..
Jaha mandir dekha waha se ……………..
Praradana shuru
Isse toh……….kisi ashram mein hona hay……
He also moves into it…………..
He sees jiya is praying to god….
She turns to find rahul……..
Rahul:arewoh bakti ki packet….ab chale hame deer ho raha hay
Jiya:kis ke liye….aur mein tere saath nahii arahi hoo.pagal hoo kya.jo tere saath chalo.muje raastha maloom hay..mein akele jaa sakthe hoo……………
And she moves from there……………
Rahul:badi ayee apne apko jhansi ke raani samajne wali…………
And he follows her
He informs her shouting
Yeh jhansi ke raani…..age jungle hay……………….aur uske raasthe par hii……..main road ayega………….
Jungle jhanvar hay.sambalke
Jiya:lekin tujse jyada katarnak nahii hay
Rahul:iss ladki ko….na ……….dabbu ke bachee………………….
Rahul:kyatum ne muje jungle jhanvar bola……….
Jiya:sorry………galte se un janvaaroo ka apmaan kiya hay…………….
Rahul:teretoh mein na…..
Suddenly he didn't hear any sound
Ab kaha chal gayee…………..
Kya sach much kisse jungle jhanvar ne apna samaj kar le toh nahii gayaa na………
He sees around
And suddenly shouts
Dabbu………….dabbu………..
Are …….jiya……………..jiya………………..
35