SS:Predicament
Part 3
Next day,geet woke up early in the morning.She met aditya's mother while coming to the kitchen.Adi's mother was searching things for preparing breakfast when maan came to the kitchen.He was constantly staring at her.Geet was feeling nervous due to his staring.She looked at him.He stopped staring at her and went towards geet.
Maan:Main apke hathon se bana naista karna chahata hoon.
Karishma(Aditya's mother):Beta,woh guest hain humare.
Maan:Chachi jee,Baad main bhi tu inhone hi humare ghar main breakfast bana na hai....Zara hum bhi tu dekhain yeh kaisa breakfast banate hain.
Geet:Its ok aunty,main breakfast bana dete hoon.
Maan:Chalein chachi jee,aap aaram karein apne room main ja kar ,main aap ko breakfast apke kamre main bachwa doon ga.Aur geet ko kisse cheez ke zarurat hui tu main iss ke help kar doon ga.
Karishma:Per maine aaram kar liya hai.Main yahan kitchen main geet ke help kar dete hoon.Tum apne chachu ko jaga do.
Maan was about to go out of the kitchen disappointedly when an idea came to his mind.Maan came back to kitchen.
Maan:Aap ko pata hai na,chachu ko uthana bohat muskil hai.Aap inhe ja kar uthiye.Waise bhi main apne din ka start daant se nahi karna chahta.
Karishma:Per maan ....
Maan(Teasingly):Chachi jaye na.Waise bhi chachu apne din ke shorowat apka chahira dekh kar karte hain.
Karishma(Turning pink):Chup Badmas.
Maan:Acha ab jayein na chachi jaan.
Karishma went out of the kitchen.Geet was smiling while watching the bond of aunty and nephew.After preparing the breakfast,Geet wanted to wait for pinky and aditya but maan forced her to eat breakfast with him.She was enjoying maan's company during breakfast.They came to balcony while taking their teas.
Geet:Maine tu suna hai ghar main sirf karishma aunty jaldi uthtein hain.Tu aap kaise jaldi uth gaye?
Maan:Jab tak tum yahan ho main apna din tumhi dekh kar shoro karna chahta hoon.
Geet looked at him confusedly while maan blushed.
Maan:Hmmm.. I'm sorry agar apko bora laga ho main yeh khana chahta tha ke maine suna hai ke aap mera interview lene aaye hain.Tu main aap ko full time company dena chahata hoon ta ke aap mujhe ache tara jaan lein.
Geet(In low voice):Yeh pinky bhi na iss ke pait main koi baat nahi rahte.Bhala yeh baat ke main meera ka fiance dekhne aaye hoon yahan batane ke kya zarurat thi.
Maan:Waise aap ko yahan aate hi mujhe bata dena chahye tha ke aap mera interview lene aayein hain aur woh bhi 'itne bare post' ka liye.Chalein chorein ab aap mujhe aaram se dekhein aur batyein ke main kisse fit se ladke ka humsafar banne layak hoon.
Geet:Haan,per mujhe meera ke itne zayada sawaloon ke jawab bhi tu dene hain.
Maan:I hope jawab postive hi hoon.
Geet looked at him carefully from head to toe.She remembered meera's words.
Meera:Height ache ho.Dressing sense bhi ache ho....Aur haan hot tu ho hi bas iske ankein khobsorat hoon.
Geet excitedly thinking.
Geet(Thinking):Height ache hai.Dressing sense bhi bohat ache hi lagte hai.Aur handsome bhi hai.Ab bas ache tara se ankein dekhne hain.
She looked at his eyes.His eyes were looking intense.She couldnot stop staring at him.She felt something different but she was sure she had never felt like this before.She knew what she was feeling but afraid to name this feeling.
Maan(While clearing his throat):Tu miss apne mujhe kaisa paya?
Geet(Controlling her emotions):Woh actually.Main kitchen main jaa rahe hoon cup rakhne.
While saying this,She went quickly towards kitchen.
Precap:Geet afraid when came to know abt maan's feelings abt her.
Promo:
Geet:aapko raat ke iss waqt yahan nahi aana chahye tha.
Maan:Janta hoon per ..... .. tumhi dekh kar raha nahi gaya.
193