🏏T20 Asia Cup 2025 India vs Pakistan, 6th Match, Group A, Dubai🏏
Bigg Boss 19: Daily Discussion Thread- 15th Sept 2025.
TRAUMA DRAMA 15.9
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Sept 15, 2025 Episode Discussion Thread
🏏T20 Asia Cup 2025: UAE vs Oman, 7th Match, Group A, Abu Dhabi🏏
🏏T20 Asia Cup 2025: SL vs HK, 8th Match, Group B at Dubai🏏
Malla and ARS running crime list
Kaun banege PL ke Mummy and Papa?
Did Karishma deserve the best actress award for Raja Hindustani?
Anupamaa 15 Sept 2025 Written Update & Daily Discussions Thread
Conceiving of PL…
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Sept 16, 2025 Episode Discussion Thread
Sidvi FF: Chocolate (continued)
Katrina Kaif Is Pregnant
BALH Naya Season EDT Week #14: Sept 15 to 19
Welcome Baby Boy ❤️🧿
The Armaan Poddar Unappreciation Thread
which new Bollywood movie should i watch ....
BHAJAN & DANCE 16.9
PART 10
They reach the crowded platform of the railway station, from where kashish would catch her train.
Sujal was helping her with the luggage.
As the train stops near the station, she picks her luggage and steps towards the train in a determined manner.
s-bye kashish !
she looks over her shoulder at him, who was gazing at her constantly.
k-bye
she walks a few steps towards the train & turns.
She looks at him & walks towards him.
k-sujal, mujhe tum se kuch kehna hai
s-hmm [he whispers]
k-thank you for everything. Main tumhe kabhi nahi bhul paungi.
s-main bhi
k-par main iss sheher se koi rishta nahi rakhnaa chahti
s-kya ye anth hai.
k-hmm
s-kaash nahi hota
k-kaash
the train whistles
k-main chalti hoon
s-go safely [he gives a light bear hug to her]
k-waise mujhe pata hai tum rakh lete ho, phir bhi apna khayal rakhna
he nods & she clibs the train.
He remains standing till the train becomes out of sight.
++++++++++++++++++++++++++++++++++
It was late night
Sujal was lost in his thoughts. He wanted to be alone. He didn't know why he was feeling so low.
So he was all alone in his chosen place where he goes usually when he wants be alone & away from rest of the world.
He was on a cliff with a bottle of whisky to accompany him.
'Sujal'
He hears a familiar mainly voice call his name.
He looks over his shoulder to see his biological father standing behind him.
s-aap?
Father-tumhe phone kiya tha. Tumne uthaya nahi. To main pareshaan...
s-aapko mere lie pareshaan hone ki koi zarurat nahi hai
f-sujal, ek baap apne bte ke lie pareshana nahi hoga to aur kaun hoga
sujal smirks sarcastically.
s-baap...huh
f-mujhe pata hai sujal, tum mujhse aaj bhi naraaz ho. Main manta hoon, maine jo kiya wo sahi nahi tha. Par wajah thi uski.
s-wajah??????????? Apni biwi aur apne ek saal ke chotte bte ko chodke ek dusri aurat se shaadi kar lena.
f-haan manta hoon, maine tumhari maa ko aur tumhe chodke Radha se shaadi ki.
s-wah ! apni bewafai pe itna sa bhi pachtava yaa sharam nahi hai aapko.
f-jo tumhare liye shayad bewafai thi, wo mere liye pyaar tha , sujal.
He takes a deep sigh.
f-tumhari maa se meri shaadi hui, par Radha se maine pyaar kiya. Main Radha ko shaadi ke pehle se shaanta tha, hum ek dusre ko chahte the. Par tumhare dadaji ne meri shaadi tumhari maa se karwaadi. Maine ye sochke shaadi karli ki main shayad shaadi ke baad Radha ko bhula dunga, kya farak padta hai do din ka pyaar hi to hai aur main tumhare dadaji ki bohot respect karta tha, unke faisle ke khilaaf jaane ka to koi sawaal hi nahi tha. To maine tumhari maa se shaadi karli. Par main galat tha, pyaar kabhi nahi bhulaya jaata,sujal. Maine shaadi to kar li par Radha ko kabhi nahi bhula paaya. Islie naa shayad main tumhari maa ko dil se kabhi apna hi nahi paya. Hum rehte to ek chatt ke neeche the, par dilo kef aisle itne the ki hum kabhi the hi nahi kar paye. Hum dono ko hi iss rishte se dukh, dard aur ghutan ke siva kuch nahi mila. Socha bachcha hoga to sab thik ho jayega, tum paida hue, par thik kuch nahi hua. Aur Radha, itne saal mera intezaar karrti rahi kyunki usko pyaar pe vishvaas tha, aur uska vishvass sach nikla. Radha ko apnaake maine apne pyaar ko paya aur tumhari maa, hum dono alag ho gaye. Achcha hi hua, aaj usne bhi phir shaadi kar li hai, wok hush hai, use bhi apna pyaar mil gaya hai. Par iska matlab ye nahi ki maine jo kiya sahi kiya, agar maine himmat karke apne pyaar ko pehle apna liya hota to itni saari zindagiyaan barbaad nahi hoti. Jaanta hoon main, tumhari nazar mein main gunehgaar hoon, kyunki meri wajah se tumhe pita ka pyaar thik se nahi mil paaya, aur shayad meri wajah se tum apni maa se durr ho gaye, kyunki wo kisi aur aadmi ke kareeb ho gai
s-bass !!!!!!!!!!! bass kariye aap ! aap dono se hi mera koi vaasta nahi hai ! main akela thik hoon ! khush hoon ! kisi ki zarurat nahi hai mujhe !
the corner of his eyes are filling with tears, as the loneliness buried in his heart has reached his eyes.
f-sujal, I am your father. I know zindagi mein harr kisi ko ek saath aur ek sahare ki zarurat hoti hai. Kuch cheezein, dukh , dard, khushi share karne ki zarurat hoti hai. Sab kuch andar dabake zindagi nahi jee jaati, beta.
s-arrrrrrrrrrrrrrghhhhh ! mujhe kuch nahi sunna !!!!!!! you are no one, you are just a two timing cheater !!!!!! jaiye yahan se !!!!! leave me alone !!!!!!!!! kisi ki zarurat nahi hai mujhe !!!!!!! bilkul nahi hai !!!!!
he is roaring like a wounded tiger in pain
A N A R H I F F ---- Iss Darr Ko Kya Naam Doon Summary: Khushi is an internet famous 27 year old fashion designer from Lucknow. She has a chirpy...
COVER BY AISHWARYA (Mystic_Muse) SUMMARY Suzanne Miller , an Indian Origin Canadian Citizen adopted by the Miller family, who goes on a quest to...
Siggi by Sandhya (@sevenstreaks) (P.S this was my pitching picture to the production houses - which Sandy had done for me a couple of years...
Kassir Extremes Intro 9pm - London Airport - Christmas Day It was a cold chilly night in the beautiful city of London. We arrive at Heathrow...
41