PANDIT AND DISCIPLES
'Liken Pandit ji yeh pyar to taqrar se hue ti to phir yeh kaise janam janam ka bandhan aur pyar hai' asked the disciple
'har pyar ki shuruwat taqrar se hoti hai phir aur nazdeekiya bhar jati hai. In dono ko to nazdiq ana hi hai kyun key yeh janam janam ke saati hai'
Back to office
'Aap yaha ke boss ho'
'tum mere secretary ho'
'yeh nahi hosakta aap jaise akroo insaan nahi hosakta mere boss.. oh babaji' Geet murmered.
'ha Miss Geet Shergill, main hi tumhara boss ho aur agar late ana aur boss ko galli dena kya yeh tumhara kaam hai'
'main late aap ke waja se hue ti.. agar aap mujse behes nahi karti to phir main late bi nahi hoti aur aap ke waja se mujhe mandir waapas jana para kyun ke mere bag girgaya ta'
'to tum apne cheeze sambal nahi sakti to yaha kaise kaam karoge'
'main karsakti ho. maine kabi bi kisi cheeze ya challenge se piche nahi gayi aur main jeet kar dikadongi'
'aacha' said Maan smirking and impressed by her attitude.
'HA, aap aazma ke to dekhiye' said Geet with her confidence.
'itna confidence hai aapne aap par'
'HA'
'tik hai maine tumhe chance diya.. ye files lo aur check karlo ke sab kuch tik hai aur phir do copy banana aur ek Adi ko dena aur dosra waapas lekar anna aur jaldi karna bohot kaam hai baqi'
'jee tik hai Maan Sir' Geet said taking the files off him. As Geet took the files off him there hands touched which sent a tingling sensation by both there bones like they knew eachtohers touch.
Pandit''dekho chune se bi ek dosre se pechanti hai'
Geet and Maan stared into eachothers eyes and had a moment which was broken by Sasha walking into the office.
'Good Morning M.K, oh toh aap ke secretary aagaye.. chalo main isi bahar chor ke ati hu. Aap ne isi job se nikal diya na, yeh late ti na' said Sasha smriking and looking at Geet's dressing sense. Geet was wearing a normal salwar kameez kurta with a duppata but wore skinny jeans underneath.
'nahi Sasha, Geet tum jao aur apna kaam karlo Sasha tum aao chalo kaam kartey hai'
Geet quickly walked out the office. She did her work that Maan gave her to do and had lunch with Siya and Adi and told them all about her meeting at the Mandir and what happened in the morning.
'Geet tu to kafi Lucky hai ke tujse job se nahi nikala warna tumhari didi aur jija kya kehte' said Siya.
'ha mujhe maloom hai kab taq main un dono pe boj banogi aur waise woh dono kuch nahi kehte lekin main to tora guilty feel karti hu na'
'uffo Geet Gia di ke jaise tum senti mat hojana'
'Geet, tum jao lunch break katam hone wala hai ha aur jo bi Maan Sir kahe tum chup chap karlena aur Siya tum chalo mere saat.' Said Adi. Geet noticed Siya looking at Adi lovingly as he spoke. Geet smiled.
'tu kyun muskara rahi hai' said Siya turning her attention to Geet.
'wo kuch nahi'. Geet was on her way back to the cabin when she met Sasha on the way
'Oh to Miss Amritsar tum yaha bachgayi..'
'excuse me'
'hmm Tumhe kya lagda hai keh main tumhe yaha tik ne dongi.. kuch dino main tumara yaha se chute hojayenge'
'Chuti kiski hogi yeh waqt he bataye ga Sasha aur yeh aap kabi mat bolna ke mere khamooshi ko mere kamzori mat samajna aur woh log jo zyada baatein karti hai sach main wo log kamzoor hotey hai' Said Geet walking off.
'Sasha mere matlab hai Maam wo Geet apka insult karke chaligayi' said Tasha
'TASHA' said Sasha fuming.
Geet entered Maan cabin and he gave her a dictation. As Geet was writing the dictation Maan kept staring at her and kept thinking about the dance she did and the time he held her at the Mandir.
'Sir itna sa' said Geet breaking Maan's thoughts.
'ha tum yeh type karlo aur wo files lekar jao'
'jee Sir'
As Geet walked out Maan thought to himself kyun main yeh ladki ke bare main soch raha hu aise kyun lagra ha hai ke kuch anjana rishta ha is ke saat. Kyun yeh aankhein mujhe pareshan karti hai. Kyun mujhe daar laga ke jab wo truck aya wo mujhe chor ke jane wali hai KYUN KYUN
Geet entered the her cabin and thought to herself aisa kyun lag ra ha hai ke maine Maan Sir ko pehle kahi dekha hai. Maine show main dekha ta lekin aus se pehle bi mujhe aisa kyun lag ra ha ha ke wo aankhein jaane anjane se hai. Jab ausne mujhe pakra ta Mandir mein aisa kyun laga keh main yeh choone ke ehsaas janti hu.
Pandit :'ek dosri se anjaan hai lekin soch ra he hai ke ek dosre se pechanti hai. Yeh abhi tak nahi janti ke wo ek dosre ke humsafar hai janam janam ke'
It was past 7pm, Everyone had left home for office. Geet saw Maan was still in the office and told siya that she would wait in case he needed something 'waise bi Siya wo mujse kafi naraz haina'
Siya told her to ring her when she gets home. It was nearly 9pm, Maan at 8pm gave Geet more work to do.
'Kitna zaalim insaan hai yeh dusht danav. Raat ke sari aat baj gayi, inni ghar nahi jana aur upar se mujhe bookh bi lagi hai DUSHT DANAV kahin ke'
By the time it was 9:30, Geet who was exhausted couldn't take it no more. She went into his office and said
'Sir, kya main ghar ja sakti ho' Maan looked up to see Geet
'kyun kuch kaam nahi hai kya'
'Sir its 9:30pm aur shayad aap insaan nahi hai ke aapko ghar nahi jana aur bookh nahi lagda lekin mujhe to laga hai na'
Maan glanced at the time and saw it was nearly 9:40pm.
'ha Geet tum ghar ja sakti ho' said Maan.
Geet quickly left the office. She felt a bit dizzy. She took water bottle out of her bag and quickly drank some. Maan left his office at the same time. He saw Geet standing at the side of the road waiting for a taxi looking at the time it was 10pm. Maan realised that there would be no taxi at this time. He drove his car to her.
'Geet mere saat aajao meh tumhe ghar chordonga'
Geet looked at Maan confused and said
'Sir koi baat nahi aap chale jana.. main chale jaoungi'
'suno Geet itni raat ghair taxi nahi mil ne wali' Maan said walking out the car.
'Sir aap mere chinta mat kariye' said Geet walking away.
'Geet tumhe suna na maine kya kaha'
'Sir aapke hokum office main chalta hoga yaha nahi samji aap'
'Geet' Maan reached out for Geet who was walking away from him and held her top from the back and there was a tear. Geet opened her eyes wide in shocked and quickly ran to the tree to cover her back. Maan horrified at what he had just done walked towards Geet.
'Geet wo I'm sorry'
'kya sorry sir, yeh kaise zabar zasti hai pehle aap ke saat jana ke zid aur phir apne mere kameez piche se pardi aur ab main istara ghar kaise jaouge..yaha se kaise hilongi' said Geet annoyed.
Maan took his jacket off and gave it to Geet.
'Geet pehenlo' Geet took the jacket and quickly put it on.
'chalo mere saat main tumhe ghar chordonga koi behes mat karna' Geet silently obliged because in her brain she knew Maan was right. Her Ego was stopping her from accepting his help. Geet walked a few steps and started feeling dizzy. She realised that she hadn't eaten breakfast, ate only one sandwich for lunch and had not eaten anything at all. Maan turned around to see Geet about to faint. He quickly ran up to her and supported her. He rememebered her saying she was hungry. Geet fainted in his arms. Maan lifted her up and put her in his car. He called Adi to find out her home address.
PRECAP: Maan takes Geet home.
6