UPDATE dear
tum ne bulaya aur hum chale aye
'Mujhe unhe saath dekhkar itna ajeeb kyun laga, Babaji? Sameera Maan ki patni thi lekin ab toh woh mere pati hai na toh phir yeh bechaini kyun?' Maan notices Geet looking disturbed....
'Babaji, Maan toh mera chehra parh lete hai. Unhonein poucha toh main kya kahougi? Please unka dhyaan kahin aur rakhiyega ho nahi sakta hmmmm ho nahi sakta
'Geet, bataogi ke aisa kya hua hai ke tum dopahar se pareshan ho?' Geet sniffs and says, 'Aap ne dekh liya tha?' He makes her look into her eyes and says, 'Geet, tumhare chehre ka chote se chota badlaav main mehsoos kar sakta houn. Please batao, hua kya?'

waiting for next