Bigg Boss 19-Daily Discussion Thread- 30th September, 2025
Bigg Boss 19: Daily Discussion Thread - 1st Oct '25
DADI AS BOOTH 1.10
What's next? (Multiple votes allowed)
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Oct 1, 2025 Episode Discussion Thread
Budget Single Digit : 7 cameo openings.
Swara Bhaskar..someone who dared to say it out loud #respect
True Face of BIAS & NEPOTISM!
My Box Office Prediction for Sunny Ki....jo bhi hai.
DO NOT REPLY: Current story summarized in 3 pics: ONLY PICS NO REPLIES
Which faces u r fed up of watching
👻 The Manuscript Marauders 👻 BookTalk Reading Challenge October 2025
What are the professional achievements of gabhira
Gen 5- Major Discussion Thread
Official Teaser - Tere Ishk Mein - Dhanush Kriti Sanon
Sonam Kapoor is in her family way ? (2nd baby)
Mihir extra marital affair
The Wanderer Planet
🎉 New Fun Quizzes Are Live on India Forums! 🎉
The Manuscript Marauders Bingo Challenge Thread
Part 77
1 month later
Maan is sitting in his room with his head in his hand and thinking, 'Geet mujhe theek lag rahi hai lekin pata nahi kyun mujhe Dev aur Naintara ke wakeel par bharosa nahi hai. Woh yeh mamle ko palatne ki koshish toh zaroor karega. Agar usne jhoot bola toh main usse nahi chodounga.' He is lost and does not realise that Geet has come. She sees him and understands his worry. She says, 'Ello, mujhe akele gurudwara jaana parha aur Maan sir apna sar haath mein liye aaram kar rahe hai.' He lifts his head up and tries to smile at her but cannot and looks down sadly.
She looks at his eyes and takes the tear in her finger. She says, 'Maan'' Maan turns away and says, 'Haan Geet, Maan Singh Khurana bhi ro sakta hai jab uski zindagi par ban aaye toh.' She says, 'Maan, aaj pehli sunwayi hai. Yeh toh shuruat hai. Aap abhi se hausla kho denge toh hum aage kaise barhenge.' Maan replies, 'Geet, mujhe pata hum jeet jayege. Mera problem hai woh jeet tak jaata hua raasta jis mein tumhara Dev aur Naintara se saamna hai aur unke wakeel ke kiye jaane wale sawaalon ka jawab dena.' Geet feeds him the sweet from the gurudwara and says, 'Itna sochege toh haalaat toh nahi badlege na. Jo karna hai who hum karege, Maan. Aap apne gusse par kaboo rakhna aur bas mere saath rahiye. Main uss Ram Verma jaise sau wakeelon se baat kar sakti houn. Sach.' He smiles and says, 'Ajeeb ho tum, Geet. Mujhe tumhara hausla barhana chahiye aur tum mera barha rahi ho.' She pats his face and says, 'Maan, hum dono se koi bhi doosre ko uthaye lekin zaroori baat yeh hai ke hum kabhi ek doosre ko kamzor na parhne de aur aaj humhe himmat ki zaroorat hai.' He nods and makes her sit close to him with her head on his shoulder.
Raah pe kante bikhre agar
Uspe to phir bhi chalna hi hai
Shaam chhupale suraj magar
Raat ko ek din dhalna hi hai
Rut yeh tal jayegi
Himmat rang layegi
Subha phir aayegi
Yeh hosla kaise jhuke, yeh aarzoo kaise ruke
Jurrat sau baar rahe
Uncha ikraar rahe
Zinda har pyar rahe
Geet goes in to Dadima's room and stands at the entrance. Dadima sees her and says, 'Aao na beta. Darwaaze par kyun khadi ho?' Geet comes towards her slowly and sits next to her. She looks at her tearfully. Dadima says, 'Kya hua, beta? Yeh aasoon kyun? Maan ne kuch kaha? Hum abhi un se baat karte hai.' She is about to stand up when Geet stops her. She says, 'Maan mujhe kabhi kuch nahi kehte, dadima na aap.' She joins her hand in front of her and says, 'Dadima, main janti houn ke jo hua uss mein meri galati nahi lekin yeh sacchai aap takj pohochi aur aaj aapka pota jail mein hai iss baat ke liye toh main zimmedaar houn kyunki main yaha aayi aur yeh baat khuli. Main aapka dukh kam nahi kar sakti lekin main aapki bahu nahi beti houn. Mujhe apne se alag mat samjhiyega. Maine yeh jaan booch kar nahi kiya,'
Jai and Viren are sitting along with Maan and Geet. Dev and Naintara are talking to Ram. Dev looks towards Maan but he refuses to acknowledge his presence. The judge comes and asks for the case to start. Jai comes to speak first. He says, 'Your honour, yeh case kaafi saaf hai. Kyunki yeh pehli dafa nahi hai ke koi NRI videsh se aakar Punjab ki koi ladki se jhooti shaadi kar ke usse airport par chod ke chala gaya ho. Meri client, Mrs. Geet Khurana Dev ke aise hi dhoke mein cheh mahine pehle airport par chod di gayi thi. Jhooti shaadi hone ke bawajood bhi Dev Khurana ne Geet ke saath ek raat bitayi jis mein woh pregnant ho gayi.' Geet shudders hearing this and Maan puts her arm around her consoling her. She looks at him and holds his hand tightly.
Ram stands up and comes forward. He says, 'Mere kabil dost, Jai Arora ne bohot aasani se yeh case saamne rakh diya. Lekin har kahani ke do pehlu hote hai, Your honour. Aur iss kahani ka bhi hai. Jai Arora ne yeh kaha ki Dev ne Geet ko dhoka diya lekin main yeh saabit kar sakta houn ke Dev ne Geet ko nahi balki Geet ne Dev aur Maan ko dhoka diya.' Geet's head snaps up and she looks at Maan in shock. He keeps her hand held and shakes his head asking her not to worry at all. Jai continues, 'Main Mrs. Geet Khurana ko witness box mein bulana chahounga.'
Maan is upset and Aditi holds his hand to stop him from standing up. Geet says, 'Jee?' Ram says, 'Chauk gayi nai? Your honour, mere client Mr. Dev Khurana Mrs. Khurana se mile zaroor the lekin yeh sirf ek affair tha. Haan, Mrs. Khurana pregnant ho gayi lekin Dev ne inse shaadi nahi ki thi. Yeh ek mutual relationship tha. Lekin jab Mr. Dev chale gaye toh Mrs. Khurana se yeh bardaasht nahi hua iss liye woh badla lene ke liye Delhi pohoch gayi.' Geet is frantic and says, 'Yeh jhoot hai!' Jai stands up and says, 'Objection, my lord. Mr Verma se kahiye ke woh hawa mein baatein na kare. Yeh mehez ittefaq tha ke Geet ko Khurana Constructions mein job mili. After all, yeh ek badi company hai.'
ohhhh god....... feel like killing Ram as welll along with DevTara
Here are Characters of the Story Ritik : elder brother of Shivaay , Ranveer , Sanskar and love interest of Shivanya Shivanya : elder sister of
The wait is over! After an incredible display of creativity and talent with over 40 entries , it’s time to reveal the results of our contest...
Are you ready to turn love into art? Take part in our Valentine's Day graphic challenge Frame it with Ishq. Theme : Love in all its forms!...
197