Update 3
Aaj phir tumhe dekhkar ek ummeed hai jaagi,
Phir vo muskuraht dekh pane ki........
Nahi kar sake kuch aur to rok de is dil ki dhadkano ko,
Jo har waqt pukaarti hai tujhe........
He call her again
"DRISHTIIIIIIIII"
He saw her ...... vo vahan thi.......... Nadi ke bhav se ladti hui........ pani mein puri tarf se dubi hui .. use koi andaja nahi tha vo khan ja rahi hai.......... vo kuch dekh hi naahi pa rahi thi...... sirf hatho ko upper kiye hue nadi k sath bahe chali aa rahi thi.........
vo tair hi nahi paa rahi thi......... ya shayd use tairna hi nahi ata tha..........
'use taairna nahin ata'
And the realization of this thing ......that she can't swim ...that he can lose her .... shook him deep inside
Per shayd ye nadi itni bhi bedard nahi thi .......... shayd abhi drishti ki jindagi mein bhut kuch baki tha............ tabhi to nadi ka bhav use use pather k pass le aya ...........
and on right moment he caught her.......... her only visible body part.......... usne uska haath pakd liya....... vahi haath jo usne sabse pahli baar pakada tha..............
''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''
Drishti Rai, ........Ishika ki di............aur Raj ki Dost.........
Ye khan se ayi hai ......... kon hai..........na Raj ko pata hai na ishika ko..........Ishika ko agar kuch pata hai to ye ki jab se use yaad hai Uski di uske sath hai...........
Raj ager kuch janta hai to ye ki drishti ke liye ishika se bad ker ise duniya mein kuch nahi...............aur bas vo itna hi chata hai ki vo kisi trah bhi apni ise dost ki jindagi ki problem solve ker de taki vo uske chahre pe vo muskurahat vapis la sake jo vo ab se 2 mahine pahle dekhta tha...........
jindagi kabhi Drishti ke saath vafadar nahi rahi............ Jab bhi khushiya iske pass ayi hai vo chin gayi hai........ family ke kahne ke liye sirf ishika hai........... uske liye mar bhi sakti hai......... aur DOST ke naaam pe to bas RAJ hai.............
''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''
Drishti ne bhi uske hath ko kas pakad liya .........jaise koi apni jindagi ko pakdta hai........ He pulled her up by hand and for the support, she immediately caught his neck by her other hand. ....And for supporting her to climb on rock, he holds her waist by his other hand.
They almost hugged each other.
Ek pal k liye to use laga tha ki vo bachegi hi nahin, shayad usk liye ye sahi hota per abhi uska ek farj baki tha......vo use pura ker na tha......... aur shayd kuch aur bhi tha jo samjhti nahi thi ya samjhna hi nahi chahti thi..................
par jab use pal usne VIRAJ ka hath thama use laga use jindagi mil gayi ............. aur unhe pata hi nahi chala kab undono ne ek dusre ko udhure se puri trah hug ker liya ...........
Drishti ne Viraj ko itnti tightly hug ker rakha tha jaise ki khud ko ahsaaas dilana chahti ho ki vo jinda hai...........ek pal pahle shayd vo jindagi se dur ho sakti thi ......... shayd viraj se .......shayd ishika se....... apni jindagi ko khone se bada dar apno ko khone ka hota hai..................
aur Viraj ko to shayad pata hi nahi tha ki is ahsas ka naam kya hai jo vo feel ker raha hai.............use to shayd ab tasalli hui thi ki jo vo khone vala tha vo use ke pass hai........
'per kya..........''
But before they could have find answers.... for all those questions... they had realized something else...they realize their proximity........their closeness... they became embarrass ....not because ishika was there... no, but Because they never had been this close....they never felt like this before what they felt just a moment ago.....
Vo ek dusre se alag hue ........... dono hi ek dusre se nagar nahi mila paa rahe the............. Unhe paata nahi tha ki kya hua tha per kuch to tha.............
aisa nahi tha ki vo ek dusre se payar kerte the.......... nahi unhe to pata bhi nahin tha pyar ka shabd unke rishte main kahin hai bhi............ vo to bas jante the aur mante the ki agar pyar kahin hai to vo hai ishika...........
kam se kam drishti ko to ye hi lagta tha,............vo to bas dost the ......vishwash kerte the ek dusre pe.............per kuch to aur tha per vo kya tha pata nahi..............
ye kaun sa ehsaas hai, jo is dil mein aane laga hai....
Na samjh paun main na samjh paye tu..
Dosti ke rishte pe, ye kon se rang chadane laga hai.......
Na samjh paun main na samjh paye tu...
.
They became conscious so they parted away .... they didn't look at each other..............
Drishti looked at ishika she was looking really sacred.. Drishti holded her hand
" I am alright ishi... dont worry i am here........ with you..."
They asked to each other are they all right ....... They all nod... Then they slowly, carefully jumped on other rocks .. one by one ..........Those rocks leads them to river bank.
Kinare pe to vo log pahuch gaye the per ab jaye kham.. raat ho chuki hai..........ghana jungle ...........dur dur tak koi rasta dikh nahi raha.............. bhige kapde aur bhukh bhi lag rahi thi...........
Shayd bhukh ignore kiya ja sakta tha per ise andhere or ghane jungle ko nahi............jo unki bhukh to mita nahi sakta tha per jungle ke janwer ki jrure mita sakta tha aur une janwer ki bhi jo unhi ke piche pade the..........
Still they have to move they can't stop.......... but ishi need rest so they move to find a place where they can stay till morning..
Luckily they found a forest rest house.. Its was totally ran down building. Uski halat se lag raha tha vahan koi shayd salo se aya bhi nahin hai.................
Vo log ader gaye.............vahan kuch tuta hua furniture pada ........... dhudne pe ander vale kamre mein unhe almari mein kamble bhi mil gaya..... aur kuch kapde bhi ..........
drishti ne ishika ke gile kapde badal diye aur sardi na lag jaye isliye kambal bhi uda diya ........... they burn a broken stool to keep that place warm and to stay alive..They found a fruit tree in backyard of house and Viraj brought those fruits..........
They ate those fruit............
drishti looked at ishika who was stairing at her...........
-------------- 2 years back ----------------
ishika running with trophy in her hand 'came inside a room ' a girl standing at the window ' ishika hugged her from behind'
That girl;- congratulation
Ishika hide that trophy behind her back :-
'kis liye di '
'for wining the competetion '
'how can you be so sure ' may be I didn't win this time.. see I don't have any trophy'..
showing her other hand
'ye to ho hi nahi sakta ' kyonki meri isshika kabhi har hi nahi sakti'
aur drishti uske piche se uska hath age liyaa jisme usne trophy pakad rakhi thi
'kya di aap sara suprise khrab ker deti ho..apko humesha kaise pahle se pata chal jata hai ki main hi jitungi''
Drishti:-
'because I am your di.. and also you are best in swimming' aaj tak koi swimming competition haara hai tumne'
' hmm .. that's true'.to is jit ke badle mujhe kya milega''
' tum btao kya chahiye'
'aaj aap mere sath dinner pe chalegi..'
'aaj nahi ishi aaj' hum kal challenge' pakka' aj mujhe jana hai..'
'party mein na ' jab apko parties mein jana pasand nahi to aap jati hi kyon ho show piece banne..'
'ishi aisa nahi hai'
'aisa hi hai' app mujhe 'tu choti hai kah ker' chup kera deti hai'per main choti nahi hun di ' main apko sad nahi dekh sakti ''
'kisne khan main dukhi hun' main to kush hun '.mere pass ishi hai''
'per aap mere pass kabhi nahin hoti..'
She cupped her face '
'aisa nahi hai ishi'. main hoti hun'
'Nahi ' nahi hoti' '''.
she was almost crying''''aap humehsa busy hoti hai'aap ya to ab office ka kaam kerti hai'.ya uski baat manti hai'. uske sath jabardasati parties mein jati hai'.pahle aap kitna samya sath bitati thi'uski vjah se sab badal gaya''
'i can't tell you truth... i know, Anger and hatred can change anyone life and i can't ruin your life ....'in herself ...
so she told her a lie that she knew ishi is not gonna believe still she told her...'Aise nahi kahte ishi' vo bhi tumse payar kerta hai..'
'nahi vo kisi se payar nahi kerta ' usne apko bhi mujhse chin liya' kyon di 'kyon...'
'WHY DID YOU MERRIED TO HIM??'
'WHY??'
----------------FB ENd--------------------
End of update
Hope you all like this Update
bas marna mat mujhe😆😆😆
Edited by pinka28 - 15 years ago
14