very beautiful partthe way u uys sow kashish is jus superb..u guys dont believe it but i always imagine kashish in this stte and handle the sittution like this only..itseems as if meri imagie ko words diye hai tum logo ne.
ek ek emotions and ek ek feelings are jus excatly wat i imagine.kashish kitne strongly khud ko sambhl rahi hai..kitna painful hai sujal aur mahi ko aise dekhna ..aise un dono ke pyar ko dekhna aur unhe kareeb llana butt kashish fir bhi kar rahi hai ye sab khud ko maar kar..uski frndship ke liye to even i wish ki sbko aise frnds milne chahiye.sujal aur mhi ek dusre ke kareeb aa rahe hai aur sujal mahi se pyar kar raha to sirf kashish ki wajah se nai he would hve never realise everythg.aur sujal o kitna ache se samajh gayi hai kashish wo bhi kitne km time min..yar diama ko uska pyar ikh raha but sual o nai shayad isliye kyunki sujal apni life main bhut khush aaj aurr wo koi bhi tofan nai lana chahta aur jab insan apne pyar ki duniya main khota hai to use kisi aur ke dard ka shas nai hota wo hi sujal ke saath ho raha hai agar sujal aur mahi pyr nai krte aur ye shadi sirf ek formal rs hota to jaroor sujal aur mahi kshish ki aakho main pad lete us insaan a chehra..welll kashish ke liye kitna mushkil apne spyar ko apni behen ki bho main dekhna but agai wo khush hai ki atlst uski behan aur uska pyar khush hai..aur wo to dusao ki khushiyo main hi khush hai..well kitni pyari daugther hai wo wo bhi aaj ahe se pata chal gaya..actul main jo startin main kashish thi usme aur aaj ki kashish main bas ye farak aaya ki pehle uski batein us tak hoti thi w khud ko express nai karti thi but aaaj wo apni feelings for her mom,father n sisters ko show kar rai hai har pal.cd ko dekher kitni takleef ui hogi uska andz tum logo ke karan hum tak pachuch gaya..aur the way she said ki ab usse akele main milna acha nai lagta wo bhi kitna sai hai..kashish kuch bhi galat nai honedena chahti.oi bhi galat ffeelings ko nai born karna chahti..aur jis tarah se wo is shadi ke liye khushiyan baant rahi hai wo sirf kashish hi kar sakti hai..sai hi kashish ke jitna acha hona bhi kafi dangerous hai....
well b ye shai to hojayegi aur rohan-sia ke sapne bhi pure hoo jayenge..pr mujhe ye dekhne ki jaldi hai kaise mode letti hi ye zindagi aur kashish kaise sab kuch sambhal ke rakhei aur kab tak zindagi use uski khushiyo se mehroom rakh payegi..kab sujal aur kashish ek honge...ise honge pata nai..kyuonki unhe ek hona hai ye to tai hai par kaise wo tum log hame bataoge...abhi to sujal aur mahi ki khushiyan hai par main sujal aur kashish ki khushiyan dekhna chahti hoon..
sujal ko to pyar mahi se ho gaya hai aur mahi o bhi to ab sujal dubara pyar kaise kar payega kashish se aur wo to mahi ko kabhi bhula nai payega to sujal aur kashish kaise janam janam kee saathi ban payenge
ye sab jaana hai mujhe but dont knw kitna time lagega i sab main
ps aap log jaldi cont krne ki kosjhish karrna..aapki life bhi kafi busy hogayi hai abhi ..aur ye ic bhi kafi interesting hogayi hai abhi...
pls cont soon
324