hi guys i m writing seventh part..read and comment..
fir kuch der baad..diya gunjan ke paas jati hai..
d-gunjan tum yaha kya akele akele khadi ho..chalo mere sath..
diya gunjan ko apne sath le jati hai...diya gunjan ko pool ki side se le jati hai aur fir achanak chupke chupke se gunjan ko dhakka mar deti hai aur gunjan pool mai gir jati hai..
g-bachhao.......bachao koi mujhe...bachao..
n-gunjan....gunjan...are koi meri behen ko bachao...
koi gunjan ko bachata nahi hai..
n-pls koi use bachao...use tairna nahi ata...
d-wat???
a-oh god diya..hame to laga tha ki ise swimming ati hai..but.....
fir samrat pool mai kud jata hai aur use bachata hai...gunjan bohot roti hai aur dar bhi jati hai...
s-chasmish.....tum thick to hona??(he is very tensed)
n-gunjan....gunjan...tu thick haina...😭
g- 😭😭😭
s-chasmish...
g-mujhe...mujhe ghar jaana hai..😭
n-ha gunjan😭😭
d-nupur mai tum dono ko apni car mai ghar chod deti hu..ok..
n-thick hai diya...😭
d-till then u all enjoy..i wil b back in few minutes..
a-ok diya...
diya apni car mai dono ko ghar chodti hai...
d-nupur gunjan ko ander le jao..mai jaa rahi hu..ok
n-thick hai diya...
d-vaise ek baat kehna chati hu..
n-kya diya??
d-ye plan sammy ka hi tha...
n-kaunsa plan...
d-yahi ki gunjan ko pool mai dhakka dena hai....
n-kya....
gunjan aur nupur shock ho jate hai...
d-but seriously hame ye nahi pata tha ki gunjan ko swimming nahi ati hai...
n-samrat ko mai nahi chodugi...uski himmat kaise hue meri behen ke sath....😡
d-nupur aur gunjan..tum dono ko mujse ek promise karna hoga ki tum dono sammy ko ye nahi bataogi ki maine tumhe uska plan bata diya varna sammy mujse gussa ho jaega pls..
n-nahi diya..mai samrat ko nahi chodugi...😡
d-nupur pls try to understand....fir sammy mujse baat nahi karega aur ek baat,clg mai ye sab hota rehta hai..
n-par diya..samrat to gunjan ko dost manta tha na to fir gunjan ke sath aisa kyu....
d-see nupur...tumhe jo samajna hai samjo par agar tumne sammy ko bata diya to mai tum dono se kabhi baat nahi karugi...
diya chale jati hai...gunjan aur nupur ghar mai jate hai...
at-are gunjan tum dono itni jaldi kyu aa gaye..
mi-are gunjan tum to bhig gayi ho...pool mai gir gayi thi kya??
n-apko kaise pata chala??
mi-vo..ab bhig gayi hai to mujhe laga ki pool mai gir gayi hogi..
n-ha chachiji...
at-beta tum dono apne room mai chale jao..
n-ji...
nupur aur gunjan apne room mai jate hai....room mai..
n-gunjan tu jake change kar le..
gunjan kapde badal leti hai...
g-di maine socha bhi nahi tha ki mere sath samrat aisa karega..maine uspar bharosa kiya tha..😭
n-gunjan tu ro mat....mai samaj sakti hu..😭
g-aj ke baad mai kabhi bhi samrat ke sath baat nahi karugi...😭
n-magar use sabak to mai sikha kar hi rahugi...😡
g-par di..diya ne mana kiya hai...
n-gunjan chal ab ye sab baate chod..
on the other side....
s-candy..tum aa gayi...chasmish thick to haina??
d-ha sammy she is fine now.....
b-guys ab jo ho gaya so ho gaya par ham apni party kyu spoil kar rahe hai..lets enjoy yaar..
d-ya benji is right😊
fir sab party enjoy karte hai...
a-diya tumne morenna ko kaha ki ye plan samrat ka tha??
d-ha kaha...and now i m very happy..😊
a-akhir idea kiski hai...😊
d-thanx any..😊par any....😔
a-ab kya hua...
d-agar sammy ko pata chalega ki maine morennas ko uske baare mai jhoot kaha hai to....😔
a-dont worry aisa nahi hoga...
d-i hope ki aisa na ho..
a-hmm..now lets enjoy...😊
d-😊
next day..5 feb 2009(thu)...in clg...
s-chasmish ab kaisi ho??
n-tumhe isse kya hai...😡
d-nupur.....
n-chal gunjan...😡
gunjan aur nupur chale jate hai....
s-kya hua ise..
d-sammy leave it na...vo log aise hi hai...
s-par....
d-common sammy...
vaha par..
n-gunjan tu apni class mai jaa aur samrat se baat mat karna..
g-ha di..samrat ne mera bharosa toda hai..mai use kabhi maaf nahi karugi...
n-ab zaada soch mat...hmm??
g-ha di...
n-bye..
g-bye di..
gunjan apni class mai jati hai....class mai samrat already chasmish ka wait kar raha hota hai..gunjan samrat ko avoid karti hai....shukla sir class mai ate hai...
sh-samrat..tumhara dhyan kaha hai...mai kabse notice kar raha hu ki tum dhyan hi nahi de rahe ho...ek to pehli baar lecture attend kiya hai aur dhyan bhi nahi de rahe ho...
s-sir...mai dhyan de raha hu...
sh-vo mujhe dikh raha hai ki tumhara dhyan kaha hai...
s-kaha hai...
sh-dont argue wit me and pay attention...😡
s-sorry sir...
classes khatam hoti hai...samrat gunjan ke paas jata hai par gunjan usse baat karna nahi chati hai...
guys i m in hurry so need to go..and if u like then pls comment...ur comment r very precious to me..
hazra
Edited by hazraluvroka - 15 years ago
44