Here's the next chapter
CHAPTER-2
Preet : Finally ghar pounch hi gaye….toh aaj se mujhe yaha rehna padega...
Meher : haan par kuchi dinon keliye...
Both Prem and Preet are shocked...
Preet(shockingly) : matlab...k kahin dad ne phir se shift hone ka program toh nahi banaya na???
Meher : nahi budhu...yeh mera ghar hai...actually tum logon ka ghar abhi tak tayar nahi hua...kuch kaam baki rehgaya..toh tum logon ko kuch din yehi rehna padega.
Preet : thank god main tho darr hi gaya kahi bauji phir se koi dusara
program na banadiya..
Meher : teek hai tho ab hum andar chale...
Preet : haan..
As they are about to go inside, the other car also comes and Lalit gets
out of the car.Preet goes to Lalit and says
Preet(smiling) : bauji aap ko patha hai hume kuch din yehi rehna hai..
Lalit: haan ballu ne abhi bataya..
Preet(lookin at meher) : how nice na..
Prem(teasing voice) : tujhe itni kushi kyun ho rahi hai Preet??
Understanding what his brother was up to Preet glares at Prem which makes Prem smile.
All of them go inside. Lalit first makes his way towards Teji's picture and offers flowers followed by others. Lalit and Gayatri get teary. To avoid any further pain he says
Balraj: tum log taak gaye honge jake aaram karlo hum shaam ko baat karenge..
Meher: tum unke kamare dikha...
Meher : teek hai papa...uncle chaliye main aapko kamare dikhti hoon
Every one follows meher. Meanwhile she says that some renovation work is going in their house too, so they have to adjust for few days. Meher shows their rooms to lalit and preet. Finally prem is left. meher shows him his room and says..
Meher : yeh aapka kamra hai aur yeh heer didi ka kamra hai. Baaki rooms mein kaam chal raha hai toh aapko kuch din yaheen rehna hoga. I hope you don't mind.
Prem: It's ok. Mujhe koi problem nahin hai.
Meher : waise main aapko kya bulaon..
Prem opens his mouth but was cut by Meher
Meher : main bhi aapko PB bhulati hoon. aapko tho koi prob nahin hai na??
Prem : nahin par shayad preet ko prob hosaktha hai..
Meher : Preet ko...kyun??
Prem : woh..usse acha nahin lagtha uske alava koi mujhe pb bhulaye..
Meher : tab toh main aapko pb hi bulaongi...
Then preet arrives there and says
Preet : kya batein hoo raha??main bhi toh jaanoon..
Meher : kuch nahin..waise PB..baaki sab apne kamre mein jaise chahe waise
reh sakthe hai lekin aapko jara sambahl ke rehna hai..
Prem gets confused.
Preet : kya matlab hai tumhara??
Meher: matlab yeh heer didi ka kamra hai aur unhe safaai bohut pasand hai.. par cheez apni jagah par honi chahiye.. bilkul perfect..mein ne aap sab ke aane se pehle saare kamre saaf karwa diya par yeh nahi kyun ki hum sab ko patha heer di Ms.PERFECT hai.
Preet : maine woh nahi poocha...tumne abhi abhi PB ko PB bulaya na...for your kind information PB kehkar sirf mein hi bula sakta hoon...
Meher : woh kyun...aaj se prem bhaiya ko main bhi PB hi bulaongi..
Preet : nahin...
Meher : haan...
They both fought for some time and at last ended up in running around the house. Prem enters the room. He gets a big shock seeing the condition of the room.
The clothes where scattered everywhere…on the floor, bed, carpet…. The bed sheet was kept in a huge bun. Nail polishes and lipsticks were across the floor. Prem saw the condition of the room and smiled remembering Meher's words that "Heer is Ms.PERFECT"..
Prem : Toh yehi hai "Ms.PERFECT" ki kamra..
Being a perfectionist himself, he couldn't tolerate the mess. He decided to call the servant and clean up the mess but then recalled Meher's words that Heer is tagged as Ms. Perfect so he gives up the idea. He picks up the clothes and arranges them properly including the rest of mess in the cupboard. He folds the bed sheets and then adjusts them properly on bed. He picks up all the cosmetics thrown here and there and puts them neatly in the drawer. He falls on the bed sighing. He notices the table beside the bed messed up so he gets up and puts the things properly and picks up the turned up photo frame. He smiles automatically.
PREM: So yeh hai Ms.Perfect. Waise looks wise toh bilkul perfect hai. He puts the frame properly on the bed. (Assume the picture of Additi dressed up for ITA)
Mean while preet gets meher and he grabs her hand tightly and makes her turn around.
Preet : dekho tum PB kehkar nahin bula sakhti bas
Meher : kyun??sirf tum hi bula sakhte ho kya??
Preet : haan..aur mujhe acha nahin lagta mere alava koi unhe PB bulaye..
Meher finds Preet is bit angry and finally she agrees that she will call Prem as Prem bhaiya.
But preet didn't get into normal mood and Meher sees that and behaves as if she is searching for something...
Preet : kya hua??kya doond rahe hoo??
Meher : woh mein bandar ko doond rahi hoon..
Preet gives a confused to her and says..
Preet: kyaa??
Meher: haan..woh aaj hi mera dost bana..ab tak mere piche pada..patha nahi achanak kaha gayab hogaya??
Preet understood what she meant.
Preet: Rukho abhi milata hoon.
He tries to catch Meher but it was too late she runs away.
Meher : dekhte hai aaj dinner main kya banaya ramu kaka ne??
woww.. Bhindi… Gazar ka halwa….Rajma….Parante.. kya baat hai ramu kaka aaj toh aapne kamal kar diya..waise aap ko yeh sab agle haphte bana sakhte hai na..
Preet : agle haphte kyun??
Meher : preet tum sawal jyaada pochte ho...
Prem : usse sawal pochne ke alava kuch atha bhi nahi na..
Meher and Prem laugh,
Preet : now stop it pb...Meher tum batao..
Meher : woh isliye kyun ki agle haphte heer didi wapas aa rahi hai aur..yeh sab unke favourite dishes hai ..
Preet : kya baat kar rahi ho meher..yeh sab pb kabhi favourite hai..
Meher : kya sach hai prem bhaiya..
Prem says yes.
Prem : akhir tum iske samne jukh hi gayi..PB se prem bhaiya..
Meher : haan...kya karoon isne haath pav jod kar mujhse maanga tho maine socha ki kyun is bechare ka dil thodu isliye pb se prem bhaiya
Preet : acha..rukho mein tumhe abhi batata hoon ki kisne haath pav joda
Lalit : ab bas bi kar.
Preet : kya bauji aap humesha mujhe hi daante hai...
Balraj : haan lallu tum hamesha us bechare ko hi kyun daante hoo.isse daanto shuru tho isne ki na..
Preet : wah uncle kya baat kaha aapne..agaar aapko kisi kaam mein mera help chahiye ho tho mujhe batadena..
Prem : tab toh aapka kaam shayad iss janam mein toh nahin ho payega uncle…
Preet : bas kijiye pb..
Prem : kya bas karoon..
Gayatri : ab agar tum donon chup rahoge toh hum dinner kare
The dinner was served while Lalit and Balraj recollected the olden times. Meher tells preet and prem about the places they can visit. Finally they finish their dinner and all of them assemble in the hall.
Lalit : Prem tujhe toh mein batana hi bhool gaya. Kal se tumhe office join karna hai. meine toh decide karliya ki India aakar in responsibilities se main chutti longa hamesha keliye..
Prem : teek hai bauji..
Meher : this is not fair uncle. maine socha ki main prem bhaiya ko Delhi dikhaungi. aapne tho poora plan flop kar diya..
Lalit : arre beta..
Balraj : haa lallu..yeh kya baat hui...tum log aaj hi aaye hoo aur prem ko kal hi office join padega kyaa??
Gayatri : haan..agar bache ghoomna chahte hai tho jaane dejiye na..
Lalit: Lagta hai agar main naa kahunga na tho tum sab mujhe mar
loge..tekh hai.. Meher beta kya main jaan sakhta hoon prem kab office join kar sakhta hai??
Meher : uncle bas ek haphte baad..
Lalit : kyaa...
Meher : uncle Delhi bohut bada shahar hai..isliye ek haphta..actually ek mahina bhi dikasakhti hoon lekin aapka chehra dekhkar ek haphte ke liye compromise ho gayi..
Every one laughs..
Balraj and Lalit are busy chatting...Preet is cracking jokes and meher is enjoying his company. Prem feels bored and goes into his room to sleep. Prem goes to his room and sits on the find then he takes the photo. Suddenly winds starts blowing and touches him as if it wants to say something to him.
Prem : "Ms.PERFECT"..
Smiling he puts back the photo on the table and then retires to sleep.