MAYUR FF - Five - THE POWER PT 16UPDATED PG NO. 28 - Page 15

Created

Last reply

Replies

181

Views

24.5k

Users

47

Likes

465

Frequent Posters

Chulbuli_Annu thumbnail
16th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail + 3
Posted: 14 years ago
PART 13

(next day college me)

G to all : Mujhe library me kaam hai.. kuch books issue karwani hai main jaa rhi hu

S to G : kya chismish tumhare pass padhne k alwa koi aur kaam nhi hai kya?? Jab dekho padhai padhai'.

M to S : kyun' tumhe gunjan se kya kaam hai.. tum khud to kuch karte nhi hai aur usse mana kar rhe ho..

N to M : kyun.. abhi govt ne compulsory nhi kia hai k jab dekho padhte rhe..

N to G : samrat sahi keh rha hai gunjan.. aur kal hi to tune books issue karwayi thi.. wo padh li kya

S : aur nhi to kya?? Mujhe kya fark padhta hai.. pr pehle tum issue karwai huyi books to padh lo..

M : usne padh li hai.. (interrupted by nupur)

N : tumhe kaise pta??? Gunjan ne padhi hai ya nhi wo mujhe pta hoga ya tumhe?? Aur usne wo books nhi padhi hai(interrupted by gunjan)

G to N : nupur wo books main padh chuki hu.. aur mayank ko isliye pta hai k usne meri help ki thi'

(Mayank's expression are like isliye bol rha tha)

N : to kya hua.. roz roz books issue karwani achchi baat nhi hai

M : tumhe kya problem hai

N : tumhe iss se kya lena dena hai

M : tumhara khud to padhne me dhayan nhi hai aur gunjan ko bhi padhne se rok rhi ho

N : tumhe kisne keh dia l mujhe padhne me interest nhi hai

(gunjan aur samrat like ye fir se shuru ho gye.. aur dono unhe ladta hua chod kar jaane lgte hai..)

M : tum dono kahaan chale

S : u can continue hum log class me jaa rhe hai.. kyunki tumne logo ne to bell suni nhi.. pr class ka time ho chuka hai to hum log uday ko canteen se lekar class me jaa rhe hai

N : isse hi ladne me interest hai jab dekho ladta rehta hai

M to N : mujhe to tumse baat karne me koi interest nhi hai.. ye tumhari galatfehmi hai

N : lg to nhi rha'.(again mayur start fighting)

(ye dekh kar sajan wahaan se chale jaate hai.. jab mayur ko pta chalta k wo dono chale gye to )

N : dekha tumhari wajah se chale gye

M (with anger) : meri wajah se ya tumhari wajah se

N : har baat k liye mera hi naam lagana..main jaa rhi hu

(nupur jaane lagti hai)

M : oh hello.. kahaan.. chal di..

N : class me'

M : main bhi ussi class me hu to sath hi chalte hai.. bekar me subah subah dimag kharab kar dia

N : tumhare pass dimag bhi hai mujhe to pta hi nhi tha

M : sabko apne jaisa samjha hai kya

(Nupur wahaan se gusse me class me chali jaati hai.. wahaan pehle se hi samrat, gunjan aur uday baithe hote hai.. nupur bhi jaa kar gunjan k sath baith jaati hai.. As class ka time ho rha hota hai to mayank bhi class me pahuchta hai..aur wo samrat aur uday ka sath baithta hai..Iss se pehle wo log koi baat kar pate new teacher class me enter karte hai' Jinhe dekh kar sajan aur mayur shocked ho jate hai.. kyunki unka face bilkul guruji se milta hai.. charo ek dusre ko dekhte hai.. sari class baith jati hai pr shocked k mare wo log nhi baithna bhul jaate hai)

T : Tum logo ko kuch puchna hai kya???

M : Sorry sir' actual me (interrupted by Nupur)

N : actual me aisa lag rha hai k aapko kahi dekha hai

G : sorry sir..

T : pehle to aap log baith jaye.. aur dusri baat ho skta hai tum logo ko jo lag rha hai wo sahi ho.. aur agar abhi bhi kuch puchna ho to class k baad mujhse mil skte ho

(charo baith jaate hai')

S to M : matlab ye guruji hai???

U : kya hua hai tum logo ko.. aur ye guruji kaun hai???

M : tumhe jald hi pta chal jayega uday' aur pta nhi ye guruji hai bhi ya nhi' kuch nhi keh skte..

(class k baad pancho teacher se milte hai)

N to T : Kya jo hum soch rhe hai wo sahi hai..

T : nupur tum bahut intelligent ho.. pr isme koi intelligence nhi hai k tumne mera chehra dekh kar mujhe pehchan lia

G : matlab hum sahi soch rhe hai

T : haan.. main hi hu..

(uday ko chod sab guruji k pair chute hai.. pr uday ko samjh nhi aata k ye sab ho kya rha hai)

GG to all : ab tum pancho ek sath ho.. tumhari shakti sath hone k sath sath tum logo k upper khatra bhi badh gya hai.. aur abhi tum sab itne bhi tez nhi huye ho k pretmaya ki chale samjh pao'

U : ek min.. ye sab kya hai.. mujhe koi batayega..

GG to U : tumhe to mujhe hi batana aur samjhana padega..

U (confused) : pr mujhe samjhna kya hai ye to pta chale..

GG to U : abhi batana sahi nhi hai.. pr aaj hi tumhe sab pta chal jayega.. main aaj hi tumhe ghar pr bataunga..

U : pr aapko kaise pta k hum log kahaan rehte hai

N : uday ye hamare guruji hai.. inhe sab pta hota hai.. itne swal kyun puch rhe ho

GG : nupur usse puchne do.. kyunki jab tak usse pta nhi chalega wo aise hi pareshan rahega. Waise ab tum pancho ko apna khayal rakhne ki shakt zarurat hai.. tum sath ho.. ye tum logo ki taqaat hai.. pr ab tak prtmaya ko ye bhi pta chal gya hoga ki pancho shaktiya ek sath ho gyi hai.. (interrupted by nupur)

N : pr usse kaise pta chala

GG : wahi bta rha hu.. tum pancho jaise hi ek sath huye.. uske pass kuch aisi shaktiya hai k tum pancho k sath hote hi usse abhas ho gya hoga.. aur wo ab tum logo ko zyada zoro shoro se dhundega kyunki jab tak tum log sath nhi the use khatra kam tha pr ab uska khatra badh gya hai..aur tum logo ko apna aur ek dusre ka khayal rkhna hai

M : g guru ji.. hum log ek dusre ka khayal rakhenge..

GG : aise khayal rakhna kafi muskil hoga.. kyunki tum pancho hamesha ek sath nhi reh skte.

S : to kya kare guru ji..

GG : iske liye main jaisa kehta hu waisa karo'samrat aur gunjan tum dono hamesha sath me rehna.. aur nupur aur mayank tum dono sath me rehna..(interrupted by mayank)

M (nupur k dekhte huye) : iske sath.. bilkul nhi.. ye sara din jhagda karegi aur naa to khud kuch karegi na mujhe kuch karne degi aap mujhe aur uday ko sath kar dijiye

GG : mayank tumse puch nhi rha hu tumhe bta rha hu k tumhe aur nupur ko sath me rehna hai.. aur rahi baat uday ki to tum dono jodio me se kisi naa kisi k sath uday ko rehna hoga.. uska khayal sabse zyada rakhna hoga.. isliye uske khayal k liye 2 logo ki zarurat hai..

N : aur jo guruji ne keh dia wahi hota aaya hai aura age bhi wahi hoga

GG : bilkul sahi.. aur mujhe tum logo se kafi baatein karni hai pr jis tarah maine kaha hai waise hi ek dusre ka khayal rakhna' aur haan.. ho skta hai k aaj kuch ho.. kyunki pretmaya se ab tum logo ko aur duniya ko sidhe sidhe khatra hai.. isliye khayal rakhna ek dusre ka.. main tumse sham ko ghar pr sab batata hu.. yahaan sab kuch batana sahi nhi hai

GG to U : tumse abhi sirf itni umeed hai k tum inn logo ka sath doge.. bina kuch puche aur aaj hi tumhe main khud sab kuch btaunga'

GG to All : aur ho skta hai k aaj bhi kuch ho to ek dusre ka khayal rakhna

TO BE CONT'.


PART 14 PG NO. 23

Edited by Annudsweetgirl - 14 years ago
Faria. thumbnail
16th Anniversary Thumbnail Stunner Thumbnail + 3
Posted: 14 years ago
Hey Anuuuuuuuuu
After long time u update this ff
happy to c ur update
it was very nice update
loved gang and guruji convo
wanna c how they will utilize their power
plz next time update asap
love.mayurarti thumbnail
15th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail Networker 2 Thumbnail
Posted: 14 years ago
awesome update
luved mayur...alwayzzzz fighting fighting..bt luved dem
guruji n gang convo was gud
cont soon plzzzzzzzzz
kirti123 thumbnail
15th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail + 2
Posted: 14 years ago
intersting ff
loved it
amazingly written
😊
zarfishanzahid thumbnail
15th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail Networker 3 Thumbnail
Posted: 14 years ago
nice update

thx alot for the pm
Mahima_13 thumbnail
15th Anniversary Thumbnail A Bag Full of Love OS Contest Thumbnail + 5
Posted: 14 years ago
wow
awesome
fantastic
gr8 job
Chulbuli_Annu thumbnail
16th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail + 3
Posted: 14 years ago
PART 14

(Guru ji wahaan se chale jaate hai.. )

M to himself (but thoda zor se) : ab sare din iske sath rehna padega..(nupur ko sochte huye) sara din jhagda karti rahegi L

N to M : Kya???? Kya kaha tumne main jhagda karti hu.. tumhe shauk hai jhagda karne ka..jaise tumhe paise milte ho jhagda karne k' mujhe bi koi shauk nhi hai tumhare sath rehne me'

M : waise ab kaun jhagda kar rha hai????

N : pr shuruwat to tumne ki thi na'.

M : maine koi shuruwat nhi ki thi.mujhe jo lga maine bas wahi kaha.. aur wo sach bi hai aur ye tum bi janti ho'.

(samrat,gunjan aur uday teeno ek dusre ko dekhte hai aur unka expression hota hai ye fir se shuru ho gye.. )

S to G, U : ye to apas me hi ek dusre ka khun kar denge' prtmaya ka kaam aasan.. ye duniya ko bachane ki jagah.. apni jaan muskil me daal lenge'

G : ab to mera patient khatam ho chuaka hai aur nhi jhel skti hai.. meri tarah mat dekho.. main ab inn dono k bich me to bilkul nhi bolne wali.. tum logo ko jo karna hai kar skte ho..

S : pr chismish agr inko aise hi chod dia to' (interrupted by gunjan)

G : mat chodo jo marzi aaye karo

S : cool.. ab main wahi karunga jo meri marzi aayegi.. main bi thak gya hu inka jhagda suljha suljha kar'

S to Mayur : ho gya tum dono ka ya kuch jhagda abhi baki hai

Mayur Togather : main nhi ye jhagda'''.(interrupted by gunjan)

G : hume nhi pta karna k kaun jhagda karta hai.. ab suno hume apas me nhi pretmaya ki maya se ladna hai ye syad tum dono bhul rhe ho

Mayur again together : mujhe yaad hai yahi mujhse'(ekdusre ko sath me bolta dekh dono chup ho jate hai)

S : cool atleast tumhare jawab to same same aa rhe hai.. main aur chismish library jaa rhe hai.. aur tum dono (mayur pr point karte huye) uday ka khayal rakhoge.. aur uday tum ( uday ko point karte huye) agr tumhe ye zara bhi bore kare jhagda karke.. bhag jaana wahaan se.. apne aap dhundenge' kyunki hum sabka kisi na kisi k sath rehna bada zaruri hai.. aur ab ye responsibility tum dono pr hai(mayur ko point karte huye) k uday ka khayal tum dono hi rakhoge.. kyunki iss se tumhe jhagda karne ka time kam milega.. J so ab hum dono matlab main aur chismish library jaa rhe hai'

M (kuch soch kar) : samrat tum aur library ??? ye kaisa chamatkar hai'

N (with smile) : aur aise chamatkar ko to namaskar hai..

(samrat apni leg pulling hote dekh)

S : tum dono ka (mayur ko point karte huye) jhagda jhelne se mujhe ehsas hone lga hai k shanti bi koi cheez hai aur wo syad mujhe library me mil jaye..

(apni khichai hote dekh mayur ek dusre ko dekhte hai tabhi uday bol padta hai)

U : waise ye shanti koi new girl hai kya :o

(sab ek sath has padte hai.. )

U : chalo mere bolte se hase to'tum dono (sajan ki taraf point karte huye) to library jaa rhe the to jao' main inn dono ko (mayur ko point karte huye) sambhal lunga ( mayur uday ko rough look dete hai jise dekh kar uday dialogue badal leta hai) Matlab ye log mujhe to sambhal hi lenge.. mere liye ye jhagda bhi nhi karenge..

G :waise abhi tum log kya karne wale ho

U : mujhe bhook lgi hai aur main matlab hum canteen jaa rhe hai'

S : cool thodi derr me hum bhi wahi pahuch jayenge'

(sajan library chale jaate hai.. mayur aur uday canteen.. kuch derr baad jaisa ki guruji ne kaha tha k aaj bi syad kuch ho skta hai.. pretmaya ki maya se achanak din me andhera ho jata hai.. pretmaya apne shishayo aur sath college k campus me achanak dikhne lgta hai.. pretmaya ki maya se wahaan sabhi log nind me ho jate hai jo jahaan hai wahi so jaata hai sirf guruji aur mayur, sajan uday ko chod kar' kyunki unke pass surakhsha kavach hai aur unn pr pretmaya ki maya asar nhi kar skti..)

(sajan library se canteen ki tarah hi jaa rhe hote hai jab pretmaya aata hai.. achanak sabko behosh dekh kar wo hairaan reh jate hai.. library se canteen jaane k bich me hi pretmaya khada hota hai.. usse dekh kr sajan dang reh jaate hai aur gunjan jaldi se samrat ko lekar diwar k piche chup jaati hai)

S : chismish ye kya kr rhi ho.. aur pretmaya fir se college me kyun ??????

G : samrat dheere bolo' tumne syad guruji ki baat nhi suni.. unhone aise hi nhi kaha tha k aaj kuch ho'unko abhas tha isliye kaha'

S : pr chismish hum to hum pancho ek sath hai hum chupne ki jagah pretmaya ka saamna karna chahiye.. guruji ne pehle bataya tha naa k hum pancho ki shaktiya hi pretmaya ka vinash hai

G : lekin iss whqt hum dono hi hai.. pta nhi mayank,nupur aur uday thik to hai naa..

S : unhe kya ho skta hai. jaise hum pr pretmaya ka koi asar nhi hua waise hi un pr bi asar nhi hua hoga

G : haan bas itni hi tasali hai.. pr agar pretmaya ne unhe pehchan lia to bahut kuch ho skta hai.. agar unhone ye khayal nhi kia aas pass k log kaise hai to pretmaya ne ab tak unhe pehchan lia hoga.. kyunki pretmaya bhi janta hai k uska asar hum logo pr nhi hoga

S : ye to sach me darne wali baat hai.. pr pta nhi unhe pta bhi hai ya nhi k pretmaya yahaan hai..

G : wahi to'

(on the other hand.. canteen me achanak sabko behosh dekh kar. Mayank aur uday hairan reh jate hai.. pr nupur ko pta chal jaata hai k pretmaya aas paas hai.. wo mayank aur uday ko lekar canteen k counter k piche chup jati hai)

M (surprisingly ) : nupur ye sab kya hai

N : pretmaya ki maya' wo aas paas hi hai

U : ye tum kaise keh skti ho

M : same question'

N : mujhe pta hai.. aisa mujhe guruji ne pehle hi bataya k wo kuch bi kar skta hai' aam logo pr uski maya ka asar hoga aur hum pr nhi.. aur issi cheez ka fyada utha kar wo hume dhund bi skta hai

M : matlab uski maya ka asar hona jahaan hamare liye fyademand bhi hai wahi usko yeh bta skta hai k hum hi wo powers hai'

N : haan bilkul.. isliye yahi chupne me bhalai hai

M : samrat aur gunjan to library me hai.. aur samrat ko to kuch khas pta bhi nhi hai' kahi pretmaya un logo ko naa dekh le'

N : ruko main kuch karti hu'

M : kya karogi..

N : karne to do'

(nupur telepathy se gunjan se baat karti hai.. all these conversation with use of telepathy)

N : Gunjan.. kahaan ho tum log' pretmaya college me hi kahi hai

G : haan nupur.. wo library aur canteen k bich k raste me khada hai hum logo ne usse dekh lia hai

N : kya????? Tum logo ko pretmaya ne dekha to nhi ???????

G : nhi' pr humne usse dekh lia hai' tum log to thik ho naa??????

N : haan' hum sab thik hai.. tum apna aur samrat ka khayal rakhna..

G : tum log bhi'.

(telepathy disconnected )

N to M, U : wo dono thik hai.. wo log canteen hi aa rhe the.. to unhone pretmaya ko dekh lia aur chip gye

M : matlab k unhe pta hai k pretmaya aas pass hai'

N : arre wo aisi jagah chupe hai.. k wo to pretmaya ko dekh skte hai.. pr chipe hone ki wajah se prtmaya unhe nhi dekh rha

M : matlab pretmaya agar unhe dhundge to wo unhe dhund bhi skta hai

N : mayank gunjan hai samrat k sath' wo sab sambhal legi,,,

M : nupur tumhe gunjan ki chinta ho na ho' pr samrat ko sirf apni powers ka pta hai pr usse control karni nhi aati.. isliye tum chaho to yahaan baith skti ho.. mujhe samrat k pass jaana hai aur main jaa rha hu

N (with anger): mayank..ruko' tumhe kaun si apni powers pr control hai.. aur tum me se kisi ko apni powers thik se use karni bhi nhi aati.. isliye hamri bhalai issi me hai k hum pretmaya k jane tak chupe rahe..

M : nupur mujhe nhi pta k pretmaya kya karega aur kya kr skta hai..pr samrat meri zindagi ka hissa hai.. hum dono hi ek dusre k sahare hai.. isliye main jaa rha hu

N : ruko mayank..thik hai.. pr jaisa main kehti hu.. waisa hi karo.. tum uday k sath yahi ruko main jaati hu.. kyunki mujhe apni powers pr control bhi hai.. aur usse use kaisa karna hai.. wo bhi pta hai..

U : pr guruji ne hum sabko sath rehne ko kaha hai

N : meri fikr mat karo.. mujhe power ka pura pta hai kaise use karni hai.. aur haan tum log yahi rehna

M : nhi tumhe akele jaogi tumhari zimedari mere upper hai.. aur meri tumhare upper.. guruji ne aisa hi kaha tha

N : mayank..aur hum dono k upper uday ki zimedari hai.. isliye main apni powers achche se use kar skti hu.. isliye akele jaa skti hu.. pr tum dono ko agr pretmaya dekh bhi leta hai tab tum dono milkar hi uss se lad paoge..

U : nhi nupur.. hum bhi sath chalenge

N : dekho canteen k 2 gate hai.. ye pass wale gate se main jaati hu.. iss se pretmaya ka dhayan bataungi.. aur tum log piche se dusri taraf se gunjan aur samrat k pass pahuch jaana

M : ye thik hai.. pr tum akele kar paogo

N : ab zyada swal mat pucho'

(mayank aur uday piche wale gate ki taraf jaate hai.. nupur pass wale gate ki taraf jaati hai.. )

N to herself : pretmaya ko jitna kamjor ye log soch rhe hai.. utna kamjor nhi hai wo.. usse aise bewakuff banana itna asan nhi hai.. pta nhi guruji ko sab pta hai ya nhi.. aur agr pta hai to wo kahaan hai' agr pretmaya ne hum me se kisi ko pehchan lia to uske liye aane wala whqt bahut hi muskil ho jayega.. aur ye hona nhi chahiye.. mujhe hi kuch karna hoga..

(nupur ye sochte huye pass wale gate k pass pahuchti hai..)

N (thinking) : ye to confirm hai.. k main kuch bi karungi. Pretmaya se chupana itna aasan naa hoga.. to kyun naa usse kuch dikhaya jaaye.. main yahaan se chupte huye niklungi.. to pretmaya ko pta to chalega.. aur wo khud aur uske log issi taraf aayenge.. to mayank aur uday ko piche wale gate se nikalne me aasani hogi.. pr isme meri jaan ko khatra hai.. aur agar main bach bhi gyi to pretmaya mujhe pehchan jayega' pr main aur kuch kar bhi nhi skti.. kyunki agr mayank uday gunjan ya samrat me se jo bhi pakda jayega.. wo 2 logo ki team hogi.. aur fir pretmaya 2 logo ko ek sath pehchan jayega iss se hume hi nuksaan hone wala hai.. isliye mujhe ye risk lena hi hoga.. Nupur ye soch kar chupte huye corridor ki taraf jaati hai.. Jaisa nupur ne socha tha pretmaya ko pta lag hi jata hai ki wo pancho shaktiya yahi hai.. pr nupur ne jitna socha tha uss se kahi zyada pretmaya jahaan khada hota hai wahi se apni power ko nupur pr use karta hai.. jo nupur akele hone k kaaran jhel nhi paati' pr prtmaya iss se pehle k nupur ka chehra dekh pta wahaan guruji aa jaate hai')

TO BE CONT''''''


PART 15 PG 25


Edited by Annudsweetgirl - 14 years ago
Faria. thumbnail
16th Anniversary Thumbnail Stunner Thumbnail + 3
Posted: 14 years ago
Anuuuuuuuuuu
it was beautiful update dear
So pretmaya apni magic se sab ko behush kar diya]
hmmmmm so the gang was in danger and nups was trying to save them
but her power was not enough to face prematya
thanx GOD guruji agyai

BY GOD- ab mujhe dekhna hai nups ki kya hoga
plz update nest part soon
plzzzzzzzzzzzzzzzzz
AayaTohModiJi thumbnail
Posted: 14 years ago
nice, lovely part. loved it.
update soon.
prachi06 thumbnail
15th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail Networker 2 Thumbnail
Posted: 14 years ago
nice part yaar

hope ki nupur bach jae

thanx for pm

continue soon

Related Topics

Fan Fictions Thumbnail

Posted by: Aleyamma47

5 months ago

Deewaniyat ~ A Jeenat Five-Shot [Completed]

Author's Note: Based on the Prompt by @Indulekha00 in Submit Writing Prompt Thread who requested for writing: A prompt for the mysterious lovers...

Expand ▼
Fan Fictions Thumbnail

Posted by: Aleyamma47

5 months ago

Mere Brother Ki Dulhan ~ A Jeenat Five-Shot [Completed]

Author's Note: Based on the Prompt by @heavenlybliss in Submit Writing Prompt Thread who requested for writing: Person A's gets alliance of...

Expand ▼
Fan Fictions Thumbnail

Posted by: sakshi5050

10 months ago

Ranveer's unsaid feelings #14 updated Episode 1013 page no 26 Ranveer's unsaid feelings #14 updated Episode 1013 page no 26

Welcome to the new thread of Ranveer's unsaid feelings. Keep enjoying the world of Ishveer. Their unconditional Love, their friendship, their...

Expand ▼
Fan Fictions Thumbnail

Posted by: desidillse

1 years ago

RiKara SS : Safed (chapter 7 updated)

[NOCOPY] Hello readers! I am Aditi, I have been writing stories here but this is my first short story on RiKara. Alike, you all have been...

Expand ▼
Fan Fictions Thumbnail

Posted by: abavi

4 years ago

Arhi FF: Destiny Games T6 (Chapter 23.2 Updated 3rd Mar 2025)

From the author's desk : Welcome to thread 6! I started to write this story years ago when the show was live and now when I look back on what...

Expand ▼
Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".