PART 1:
Kalpi was all wet..she was sitting on d couch in Pakhi's room ..Pakhi brought water for her..she took seat near Kalpi..
P:Kalpi ye le pani pi le..Kalpi took d glass n drink some water...
P:ye sab kyat ha Kalpi..tu kya karne ja rahi thi agar tuje kuch ho jata to..
K:kya fark padta Pakhi mere hone n hone se...
P:I'll slap u if u said this once again...muje fark padta Dad ko Mom ko fark padta..ek bar bi haMare bare me nahi socha na tune..tuje kya ho gaya he meri Kalpi to aesi nahi thi tune hamesha har problem se ladna sikha he harna nahi...
K:par iss bar me sach me har gai hun kyunki mere apno ne hi mera sath chod diya..
P:kyun hum tere apne nahi he kya hum to tere sath he na...aur hamesha rahenge..."Pakhi bilkul sahi keh rahi he Kalpi.."both Kalpi n Pakhi looked at d direction n found Sahil n Nitu standing der...they came near to der daughters...Sahil take seat near Kalpi n put his hand on her head..
S:Kalpi beta tu thik to he na kaha chali gait hi agar tuje kuch ho jata to...
K:Dad vo..vo me...
N:kya vo me bachcha..aese koi karta he tuje pata he jab pookha ne muje bataya kit u apna ph nahi utha rahi he aur kisi ko tere bare me kuch pata nahi he haMari kya halat ho gait hi...
S:ha beta meri to jan hi nikal gai thi tum dono to meri jan ho agar ek ko bi kuch ho gaya to mera kya ho ga...
P:Dad puchiye iss se kya karne ja rahi thi..agar muje ek second ki bhi der ho jati to...
N:kalu bachcha ye pookha kya keh rahi he...
S:Kalpi khabardar jo aaj ke bad kabhi aesa kuch kiya he to varna me tujse kabhi bat nahi karunga...
N:me bhi...
P:me bhi...
K:nahi Dad Mom plzz aesa Mat boliye..aap logo ke siva mera aur he hi kaun..me aaj ke bad aesa nahi karungi promise...Sahil hugged her both daughter while Nitu kissed der forehead...
S:ab meri bat sun lo men eek fesla kiya he hum sab kal hi yaha se Mumbai ja rahe he hamesha hamesha ke liye...
K&P:kya??
N:ha bachcha tumhare Dad ne decide kiya he ki hum sab yaha se shift ho rahe he sara business samet kar...
K:par Dad...
S:Kalpi muje kuch nahi sun na he..mene decide kar liya he..iss delhi ne meri bachchi ko bahot taklif di he...ab aur nahi..hum yaha se chale jayenge na ye city hogi na iss se judi kadvi yade...
Both Kalpi n Pakhi nod der head in approval..Nitu n Sahil wish dem gd nite n left d room..Pakhi Make Kalpi sleep comfortably n cover her by bedsheet n kissed on her head..
P:Kalpi me hut ere sath aur me tuje kabhi akela nahi chodungi...
IN SAHIL'S ROOM:
Sahil was standing at d window...Nitu came der n put her hand on his shoulder...
S:Nitu me sahi kar raha hun na..kahi me apni bachchiyon ko musibat se harna to nahi sikha raha hun...kahi me unhe..
N:Sahil aesa kuch nahi he aap aese kyun bol rahe he..aapne hamesha apni betiyon ko musibat se ladna sikhaya he...agar aaj aapne ye dcsn liya he to vo unki bhalai ke liye he..aur me bhi ab yaha rehna nahi chahti hun...
S:shayad tum thik keh rahi ho Nitu...par kahi me ek father ke rup me har to nahi gaya..mene Vithal se vada kiya tha ki uski Kalpi ko kabhi father ki kami mehsoos nahi hone dunga kahi me har to nahi gaya na Nitu...
N:Sahil aesa kuch nahi he...muje aaj bi yad he Viththal ki aakhri saso me use sirf apni Kalpi ki chinta thi...aur usne apni aakhri sase bina kisi chinta ke li to vo sirf iss liye kyunki aapne Kalpi ki responsibility li thi...varna use to uss Kamla par yakin hi nahi tha...
S:Kamla ne hamesha Viththal ki mot ka jimmedar muje samja Nitu mene hamesha koshish ki use samjane ki par vo...
N:Sahil agar use samjana hi hota to apni beti ko bhi saMajti par use to vahi sahi lagta he jo vo sochti he...Viththal janta tha ki Kamla ke liye AbhiManyu se jyada aur kuch nahi he..apna beta na hote hue bi vo uske pyar me andhi ho gayi he...isis liye aaj use apni beti ki sachchai bi najar nahi aa rahi he...shayad Viththal ko iss bat ka andaja tha ki Kamla kabhi AbhiManyu se jyada Kalpi ko pyar nahi karegi isi liye usne Kalpi ki jimmedari aapko sopi kyunki vo janta tha ki uska bada bhai uski beti ko kabhi koi kami nahi hone dega...
S:ha mene hamesha Kalpi ko apni beti ki tarah hi pyar kiya kabhi ye nahi socha ki vo mere chote bhai ki beti he aur tumne bhi Nitu
N:Kamla ko to hamesha yahi lagta tha ki me vithal ki mot ke liye jimmedar hun isis liye ye sab kar rahi hun...
S:Nitu aesa nahi he Viththal ne bas apni bhabhi ko bachane ke liye ye sab kiya muje aaj bhi vo din yad he...
FLASHBACK:
It was d day when Kamla gv born Kalpi n Nitu's last month was running...Viththal was very happy that he got his princess...Sahil n Nitu were also in way of hospital...they were at d gate of hospital..Sahil got ph so he went to attend that...suddenly a truck came wd full speed at Nitu's direction...Viththal see this n came btwn truck n got big injury...he was counting his last breath...in his last breath he took promise from Sahil ..while Nitu gv born of another baby grl...
From that Kamla thinks Kalpi unlucky n Nitu responsible for Viththal's death...
FLASHBACK END:
S:Kamla ne kabhi Kalpi ko accept nahi kiya aur hamesha AbhiManyu ko uske hisse ka pyar deti rahi...
N:par hamne puri koshish ki Sahil ki hum uske Mom Dad banke reh paye...
S:par kahi in sab me hamne Pakhi ke sath koi anyay to nahi kiya kahi use aesa to nahi lag raha hoga ki hum uske hiss eke pyar Kalpi ko de rahe he...at d same time Pakhi enter in der room...she heard that last line...
P:aesa kuc nahi he Dad...she came near to der parents..she hold Sahil's hand in her hand...
P:Dad agar Kalpi ne muje kabhi ye realize karvaya hota na ki me uski sagi bahen nahi hun bas cousin hun to shayad muje aapse ye shikayat hoti but usne meri bahen ki kami ko pura kar diya..vo meri bahen meri bst frnd he aur aap logo ne kabhi muje kisi chiz ki kami mehsoos nahi hone di...muje aur kya chahiye..n u know what Dad I'm proud of u both...aap logo ne Viththal chachu ke liye job hi kiya aaj kal kaun karta he itna...
S:tuje hamse koi shikayat to nahi he na..
P:bilkul nahi Dad...
N:pookha bachcha tum dono ki delhi se bahot yade judi hui he na hum tum dono ko yaha se le ja rahe he...
P:Mom yade to vaha ban hi jayegi jaha hum sab sath me hoge...par yaha se jakar shayad Kalpi ki ye buri yade uska sath chod de...shayad use vaha apne dard ki koi dava mil jaye...
S:I'm proud of u my child...
P:aur aap log tension Mat lijiye me hun na uske sath...uski bodyguard...trio hugged eachother...Kalpi saw all this by standing at d door..she has tears of happiness in her eyes...n thinks ,"Mom Dad Pakhi chahe hum kitne bhi shahar badal le par mera ye dard kabhi kam nahi hoga kyunki ye chot mere sharir me nahi meri aatMa pe lagi he..jise koi nahi bhar sakta koi bhi nahi.."
HUSH finished...sorryi don't want to copy Neha but yes i want her back on this forum and if she is reading this she can understand how much i miss her...so untill she is coming back i'll write it here...sorry if u don't like it..and ya coming towards story may be u all r confused that why nitu and sahil pakhi are so good so in my this story there is no negative evry relation has it's imp and they r very nice people...and yes good news is that dumla is not much in this storyđđđso i'm sure u'll like it..đđđso give me comments and like girls...