Kalpana, Truely an ANGEL Epi-44 updated with note by the author

mi_cheeky_me... thumbnail
11th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail Engager Level 1 Thumbnail
Posted: 11 years ago
#1

Guys 1st time I am writing a story so don't know in which category it will fall. Hope u guys enjoy it.😉




Epi-1 pg-1 1st promo pg-4 Epi-10 pg-9 Epi-14 pg-16 Epi-19 pg-23

Epi-2 pg-1 Epi-6 pg-4 Epi-11 pg-11 Epi-15 pg-17 Epi-20 pg-25

Epi-3 pg-2 Epi-7 pg-5 Epi-12 pg-12 Epi-16 pg-19 Epi-21 pg-26

Epi-4 pg-3 Epi-8 pg-7 Imp note-1 pg-12 Epi-17 pg-21 Epi-22 pg-27

Epi-5 pg-3 Epi-9 pg-8 Epi-13 pg-14 Epi-18 pg-22 Epi-23 pg-29


2nd promo pg-30 Epi-28 pg-37 Imp Note-2 pg-43 4th promo pg-46

Epi-24 pg-32 Epi-29 pg-39 Epi-32 pg-43 Epi-35 pg-47

Epi-25 pg-33 Spo-1 pg-40 3rd promo pg-43 Imp note-4 pg-47

Epi-26 pg-34 Epi-30 pg-41 Epi-33 pg-44 Epi-36 pg-49

Epi-27 pg-35 Epi-31 pg-42 Epi-34 pg-45 Epi-37 pg-50


Epi-38 pg-53 Epi-42 pg-63

Epi-39 pg-55 Epi-43 pg-67

Epi-40 pg-57 Epi-44 pg-69

Epi-41 pg-59 NOTE BY THE AUTHOR pg-70

5th promo pg-59

This starts from the epi when Ragna went out 4 an official date.

EPI- 1

PART- 1

Ragna had done a lot of shopping. Though Kalpi ne mana kia lekin jo chij usne ek baar palat ke dekha Rags ne use uska bana. [ though Kalp said no the things which she saw once Rags made it hers]He gifted her 8 dresses. And she was like, What the... He knows me dat I don't like 2 be depended on his money nor I chose him 4 his money. They both came out of the shop and Kalpi stopped.

Rags- Kya hua?[What happend?]

Kalpi- Raghav tumhe pata hai mujhe kabhi paiso se khareede hue khushi pasand nhi hai. Mujhe khush karne ke liye yaa fir special feel karwane ke liye inn sab ki jaroorat nhi thi. Mai ye sab nhi le sakti.[Rags u know I dnt like happiness which is brought through money.To make me feel happy orspecial u needn't need to do this]

Rags understood Kalpi's heart. Rags- Ok tum agar nhi lena chahti to mat lo. Sirf ek dress lo baki 7 mere cupboard me rahegi. Last me tum to mere saath hi rehne ke liye aaogi. Ab chalte hai aur kuch tumhare family ke liye khareedte hai.[Ok if u dn't wnt to take it no need.Take only 1 others will be in my cupboard.At last u will come to stay wid me only.Now let's go and buy something 4 ur family]

Usstaraf [That side]

Vithal- Kamala tu uss ghar me firse kaam karne ki soch rahi hai?[Kamala u wnt 2 wrk in dat house again?]

Kamala- Wo mammiji ke liye hum itna bhi nahi kar sakte hai kya?[for Poo's grandmother we can't do this much also?]

Vithal- Dekh Kamala ye log firse hamare jindegi ko uljha denge. Mujhe teri ye Neetu memsaab bilkul pasand nehi hai.[Look Kamala these people will again tangle our life. I hate ur Neetu madam]

Kamala- Vithal...( Kamala makes a puppy face and Vithal ki ttaai taai fis)

Vithal- Tujhe jidhar kaam karna hai waha tu jaa. Lekin ye log hamare zindegi me ghus nahi sakte.[Where u wnt 2 go just go but those people cannot interfare in our life]

Kamala- Tu chintaa mat kar Neetu memsaab badal gayi hai.[Dnt worry Neetu madam is changed now]

PART-2

Isstaraf Ragna ki shopping almost ho chuki hai. AAi baba pakya teeno ke liye unn dono ne chize khareede.[This side Ragna's shopping almost over. They brought things 4 Kamala,Vitthal and Pakya]

Ragna ab gouri ke liye saari choose kar rahe hai.[Now dey r choosing saaree 4 Gouri]

Kalpi- Pata hai Raghav taai ko bhi air freshners se allergi hai. Uss din jab tumhe aalerji hui thi aai ne bataya unko bhi hua tha mere dada ki vajah se. Unhone perfume use kiya tha.[ U knw Raghav Gouri aunty also hav allerji from air freshners. Dat day wen u had allerji aai said she also had it 4 my brother.He used perfume]

Rags- Ooh !

Kalpi- Kya hua ?[What happened?]

Rags- Nehi mom ki yaad aa gayi.[No just remembered about mom]

Kalpi- It's OK. Ab mai hu naa tumhaari tanhaayee ko agar 6 maarke boundary se out nehi kiya to meri naam bhi Kalpana nehi.[Now I came in ur life so I will hit a 6 and through ur loneliness out of the boundary.If not than my nae is not Kalpana]

Rags started laughing.

Kalpi- Ab maine aisa kya keh diya ?[Now wat did I say so funny?]

Rags- Arre tum ne to Shahrukh Khan ki diolouge chura li. Mai Hu Naa.[ U said Shahrukh Khan's diolougue of Mai Hu naa]

Kalpi- To Sir aap America me baithke Bollywood films dekha karte the[ So sir u used to watch bollywood films sitting in America]

Rags- Fir se SIR[Again sir..!!]

Kalpi- Ooops SORRY !

PART-3

Paakhi on phone with KAMALA

P- Sacchi kamala maa Vitthal uncle ne aapko permision de di. ThankGod ! ab me chain se office jaa paungi.[Really Kamala maa Vitthal uncle gave u the permission. Thank God now I can go to office being tension free]

K- Thik hai beta. Mai kal se aaungi. Tu apna Khayaal rakhna aur mammiji ka bhi.[Ok beta. I will come from tomorrow. U take care of mammiji and urself]

P-Ok kamalamaa.

Phone convo over

Paakhi 2 herself- Mr Aashiq daadi ke chakkar me to aapko bhul hi gayi. Kya mousam hai kaash hum dono ghumne jaate.[Mr Aashiq 4 grandmom I forgot u. What a weather.. If we could go on a drive]

That side

Ragna park me aaye hai[Ragna came to a park]

Kalpi- Achha kiya jo bags gaari me hi chor diya.[Its good that we left the packets in the car]

Rags ka dhayaan hi nahi gaya Kalpi ke upar wo ek accha spot dhoond raha tha un dono ko baithne ke liye.[Rags not noticed Kalpi's words.He was quite busy in finding a good spot to sit]

Suddenly Rags- Chalo waha ghaas me baithte hai. They both went and sat there. Kalpi was watching other couples jo bohut close bithe the. Kalpi ne notice kiya Rags usse jyaada baat nehi kar raha hai[ Lets go and sit in the grass.They both went and sat there. Kalpi was watching other couples who were sitting vry close.Kalpi noticed that Rags was not talking much wid her]

Kalpi- Kya hua gussa ho ? Maine tumse jo shop me karwaaya.[Wat happened? R u angry wid me 4 wat I forced to u to do in the shop?]

Rags ko yaad aaya. In shop-[Rags remembered in shop]

Kalpi- Raghav agar tumhe apne past se chutkaara pana hai to tumhe use face karna parega. Taai ke liye ek saari khareedo wo bhi ye dhayaan me rakhte hue ki tum apne mom ki choice ki saari lo. Unki fav color, Unki fav design. Sab unke mutabik.[Raghav if u wnt 2 forget ur past u hav 2 face it. Come on.. 4 taai take a saaree but keep in mind dat everything is of ur mom's choice]

Rags- Are u crazy ?

Kalpi- No isse tumhe past ko face karne ki takat milegi.[No from this u will get strength 2 face ur past]

Rags did what Kalpi told.

Present-

Kalpi's again questioning brought him back.

Kalpi- Tum gussa ho ?[R u angry?]

Without answering Rags put his head on her lap. She understood he was not angry. She smiled at him and they both had and amazing eyelock.

Precap- Kalpi showing saree to taai.

Taai- Kalpi teri BF ne mere liye perfect saari choose kiya hai.M y fav colour, My fav design and top of that my Fav Brand.[Kalpi ur BF brought a perfect saaree 4 me.M y fav colour, My fav design and top of that my Fav Brand.]

Kalpi looks at Gouri with curiosity

Guys agar pasand aaye to likes and comments dena mai full recharge ho jaaungi aur agar pasand nehi aaya to ande, tomatoes jo bhi do sab khaa loongi😆

Edited by mi_cheeky_me... - 11 years ago

Created

Last reply

Replies

466

Views

100.7k

Users

51

Likes

1.3k

Frequent Posters

sompi123 thumbnail
11th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail
Posted: 11 years ago
#2
awesome... next part ka intezar rahega...
Haisisterz thumbnail
11th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail + 3
Posted: 11 years ago
#3
Bhot achi hai yaar, Pls, jaldi se continue kijiye.
hebasamiya thumbnail
14th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail
Posted: 11 years ago
#4
firstly kalpi not look beautiful in red sarees
sometime only she look beautiful
kalpana complexion is dark

most imp thing kalpana telling lie to her mother characterless girl
mi_cheeky_me... thumbnail
11th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail Engager Level 1 Thumbnail
Posted: 11 years ago
#5

EPI-2

PART-1

Ragna was looking into each other's eyes. Kalpi suddenly put her fingers over Rag'seyes

K- Aise mat dekho. Nehi to khudki hi nazar lag jayegi.

Rags removed her fingers

Rags- Aaj kal tum mere saath free hone lagi ho. Acchha laga tumhari hichkichahat dhire dhire jaa rahi hai.

K- Shayad haa. Mai tumhare saath open hone lagi hu. Really kabhi nahi socha tha jo larki dusro ke khushi me apne liye khushi dhoondti thi aaj uske darwaze me bhi khushiyo ne dastak di.

R- Aisa kyu keh rahi ho?

K- Bataungi. Lekin abhi to iss pal ko jeene do.

R- Tum jee rahi ho yaa fir mujhe jeena sikha rahi ho?

K- Dono! Wo dekho Icecream Chalo icecream khhate hai.

R- Kyaa?? Yaha se. It's not safe for health.

K- Oh! come on let's have it.

Wo dono icecream car ke paas jaate hai

R- Tum lo

K- tumhe kya pasand hai?

R- Simple Vanilla. Lekin tumhe jo pasand hai wahi loonga.

K-Nehi(Turning to the vendor) Bhaiyya ek chocolate aur ek vanilla dena.

R- Doono same khate haina

K- No!

Kalpi dono icecream Rags ko pakra deti hai aur khud paise deti hai.

R- Tumne kyu diya? Mai de deta.

K- Tumhaare paas chutte kaha hote hai Mr Singhania? Aur tumne bohut saare bill bhare hai.

R- Bus wali incident ke liye bol rahi ho naa. Tabse mai apne saath chutta rakhta hu. Pata nehi kab zaroorat par jaaye.

Kalpi started laughing.

PART-2

Pakhi Sammy Phone convo

S- Kya baat hai Pakhi. Aaj office kyu nehi aayi?

P- Wo meri daadi siriyo se gir gayi thi. Kal mai iss leave ka application de doongi. Waise office me bohut load hai naa?

S- Load to hai. Ye Raghav bhi Kalpana ke saath khisak gaya.( This line slipped out from his mouth)

P- Kya Raghav Sir Kalpi ke saath.

Sammy controlled himself.

S- I mean dono ek conference ke liye gaye hue hai. Aur mai akele pak raha hu office me.

Pakhi started laughing

S- Has lo. Jitna chahe has lo. Ghar me ho tension free ho. Mai akele office me sarta hu. Bye!

P- Bye sir!

She cut the phone and said to herself." Mr Aashiq Kalpi ko leke chale gaye isliye Sammy ka bhi din nehi guzar raha hoga. Bechaara Sammy!

Park-

Ragna wapas Per ke niche baithe hai.

R- Seriously tumne alag alag icecream kyu liya?

Kalpi ne bina kuch bole apne icecream se 1 spoon Rags ke muh me ghusa diya.

K- Isliye! Taaki hum dono icecream share kare. Log buddhu hote hai isliye same icecream lete hai. Lekin agar koi pyaar me ho to ajeeb ajeeb ideas aate hai.

Rags ne ek spoon icecream Kalpi ko khilaya.

R- Pata hai sirf mai nehi badla hu.Tum bhi badal rahi ho. Kitna bolti ho.

And they started laughing.

K- Bohut derho gayi hai Office chalte hai.

R- Haa chalo!

PART-3

Evening Chawl!

Kalpi Shoping bags ke saath ghar me ghusi!

K- Aai baba! Dekho mere Bf ne aap sab ke liye gifts bheje hai.

Kamla- Unhone itni taklif kyu uthaai beta?

K- Wo keh rahe the tumhari family matlab future ki meri family!

Vithal- Lekin itna kuch kyu diya?

K- Wo baba mai batati hu. Wo hum dono shoping ke liye nikle the to aap logo ke liye bhi le liya.

Pakya- Baba dekho mere liye kitna mehenga shirt diya hai.

Kamala- Kalpi ye sab hum nehi le sakte beta. Bohut mehenga hai tere liye wo alag baat. Uska haq hai dene ka tujhe lekin hum itni jaldi nehi beta.

K- Thik hai aai tu cupboard me in sabko rakh de.

Kamala- Ye achha hai.

K- Mai taai ki saari dikhaati hu. Taai ye dekhiye.

Woe ek light purple ki high standard designer saari deekhaati hai

Taai khush ho jaati hai.

Taai- Kalpi teri BF ne mere liye perfect saari choose kiya hai. My fav colour, My fav design and top of that my Fav Brand.

Kalpi ko yaad aaya.

In shop

Rags- Mom ki fav colour purple thi aur unhe printed designs bohut pasand tha aur Ananya unki fav brand thi designer saarees ke liye

Present

Kalpi taai ki excitement ko dhayaan se dekhti hai

Suddenly Taai ke haath me saaree me chipka hua slip laga.

Taai- Ananya I knew it. Aisi designer saaree sirf unke brand ki hi ho sakti hai. I just loved it. Pura mera choice.

Kalpi looks at Gouri with curiosity

Precap- Neetu and Sahil trying to take Gouri out of Kamala's house.

Neetu- Tu chal hamare saath.

Sahil- Tere saath bhi wahi hoga jot ere pati ke saath hua tha
foram. thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Trailblazer Thumbnail + 3
Posted: 11 years ago
#6
hey loved both the updates 👏
dashyrocks thumbnail
Engager Level 1 Thumbnail Explorer Thumbnail Networker 1 Thumbnail
Posted: 11 years ago
#7
PLS UPDATE SOON

nandinidavid96 thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail + 4
Posted: 11 years ago
#8
Lovely updates...do continue soon !
mi_cheeky_me... thumbnail
11th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail Engager Level 1 Thumbnail
Posted: 11 years ago
#9
EPI-3

PArt-1

Kalpi raat ke 1:30 baje apne balcony me khari hai.

Kalpi 2 herself: Pata nehi kyu aisa lagta hai Raghav aur Taai ki koi rishta hai. Unn dono ko same allerji hai, unhone wahi tareeka bataya jo Rags ke mom uske liye use kiya karta tha uske chik ko rokne ke liye aur fir Rags ki mom ki choice aur Taai ka bilkul same hai. Unhe high societies ki chije bhi acchhi tarah se pata hai.Kalpi ye tu kya soch rahi hai.

Then she went and slept.

NEXT MORNING

Kalpi- Aai mai office jaa rahi hu.

Kamla- Beta mai bhi nikalti hu. Vithal to kaam ke liye jaa hi chukka hai. Pakya Taai ka dhayaan rakhnaa.

Pakya- Thik hai aai.

Kapoor's mansion Pakhi's room

P 2 herself- Aaj Mr Ashiq ko khush kar dungi. Ye salwar suit pehenke jaaungi to wok hush ho jaaenge Sammy ne bataya tha unhe traditional dresses pasand hai.

Pakhi akele me hi sharma jaati hai.

PART- 2

Kalpi office me ghusti hai and suddenly thud...

K-OOUCHHH!

Wo Rags se takraai hai. Sammy piche khara hoke smile kar raha hai.

R- U ok?

Kalpi notices that still now no one has came to the office. She thought this is the chance thora mazak kar leni chahiye.

K- Kitna bara sar hai tumhara. Meri to duniya gol- gol ghum rahi hai.

Rags understood Kalpi's intensions.

R- Tumhaara sar kaha chota hai chakkar to mujhe bhi aa rahi hai.

K- Oh shut ur mouth!

R- Office hai bhulo mat mi abhi tumhaara boss hu.

K- Abhi tak tum, mai aur Sammy sir ke siwaai koi nehi aaya hai. Aur larkiyo ki saamne unki buraai nehi karni chahiye.

S- Kalpi sahi keh rahi hai. Kuch duniya ki baate usse sikha kar. Aur Kalpana professional life ko chrke tum mujhe Sammy bula sakti ho Aakhir mai tumhaara bara bhaai jaisa hu!

K- ok Sammy sir

Sammy gives a look

K- Sorry Sammy!

R- Mujhe chorkar lagta hai sabko Bhaai-behen ki rishta banana ki pari hui hai

K- Tumhaare saath koi rishta bane naa bane do do sing ka rishta jaroor banega agar fires hum don one sar naa takraaya to.

R- Wo to tumhaare saath bhi banega. Horns ke saath

K- Mujhe nahi chahiye!

S- Tum dono apna rishta sing ke saath toro mai bahar ki taraf jaa raha hu.

Sammy went outside

Chawl

Taai- Pakya tu bahar jaa sakta hai

Pakya- Nehi agar aai ko pata chala to mushkil ho jaaygi.

Taai- Tu chinta mat kar mai thik hu

Pakya- Pakka!

Taai- Haa Pakka!

mjh

PARt-3

Ragna again hit their head. They had an amazing eyelock both looking at each other's eyes !

Sammy was walking when Pakhi came running she slipped when unknowingly she kept her feet on her own dupatta. She slipped but Sammy managed to catch her. Dupatta flew upwards and landed on their heads. Both had an eyelock. Somehow she managed her self and stood straight.

P- Wo pehli baar dupatta liya naa isliye manage karne me mushkil ho rahi .

S- U ok?

P- Yes! Mai andar jaa rahi hu.

Sammy realized Ragna could be in trouble if Pakhi see them. He said loudly," Pakhi! Agar mushkil ho rahi hai to pehenna nahi chahiye tha."

Ragna heard and Rags went inside his cabin and she sat in her chair.

P- Sammy tum mujhe keh rahe ho yaa fir kisi aur ko suna rahe ho?

S- Aisi baat nehi hai!

Both came inside and saw Ragna busy with their work.

Sammy thought," Baar baar bache ye dono" Kalpi ko ishaare se samjhaaya ki wo relieved ho gaya.

Kalpi neb hi Sammy ko ishaara diya it's ok! Everything is all right!

Rags neb hi cabin se Sammy aur Pakhi ko dekha aur smile kiya.

Ye sab Pakhi ne notice kiya aur socha," KYa baat hai Mr. Ashiq ko khabar dene ka jimma Sammy ne uthaaya hai Aur Marjawa in dono ke pyaar me kya ishaara dete hai ek dusre ko"

Dopeher 12 baje

Rags ki cabin. Ragna ek saath

K- Mai agar kuch din ghar jaldi jaau to kuch problem hogi kya? Wo Pakhi ke daadi ke liye Aai unke waha gayi hai aur taai akele hai. Dada ka bharosa nehi . Taai ke upar baar baar jaanlewa hamla hota hai.

R- Koi baat nehi tum jaao.

K- thanks!

Both smiled!

Chawl-

Satu came Gouri shocked.

Neetu - Tu hamare saath chal.

Gouri became hyper by seeing Sahil.

Gouri- Tum wahi aadmi ho... Call the Police Someone please call the police!

Neetu grabbed Gouri's hand and tried to pull her and take out of Kamala's House

Neetu- Tu chal hamare saath.

Sahil- Tere saath bhi wahi hoga jot ere pati ke saath hua tha

Suddenly they heard someone calling Taai outside.

The next moment Kalpi standing at the door

Precap-

Rags abacus in gouri's hand

G- Pata hai KAlpi mere pati ne aisa hi ek abacus Chintu ko bhi diya tha. Kitna khush tha wo. Wo abacus wo kisiko chune tak bhi nehi deta tha.

Kalpi looking at Gouri strangely!

Hope u guys like it!😳

dashyrocks thumbnail
Engager Level 1 Thumbnail Explorer Thumbnail Networker 1 Thumbnail
Posted: 11 years ago
#10

PLS UPDATE SOON...

Related Topics

Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".