
duniya wale pagal hai kahthe hai naam mein kya rakha hai, shakesphere bechare ne jane anjane mein kahe gaye whats in the name, kalavati kahethi hai naam mein sab kuch hai, marne ke baad naam hi toh hai joh insaan ko zinda rakhtha hai- Kalavati
life mein ruthe hui ko chutki baja kar nah manaya toh Tara ke naam ka bantal haal hojayga- Tara
life mein agar banjar zameen par phool na khelaya toh kya kiya
aapne haatho se halwa bankar apne sasur ke mou meeta nahi kiya toh kya kiya- ad
maa kehthi hai agar ghar ke bade choto se naraz hojay toh unke duaien unke ashirwaad bhi ruth jatha hai isliye jeethni jaldi hosake manlena chaye- Tara
aaj unse mulakaat hai, aaj unse mulakaat hai mann mein zara se khabrat hai- JR
sar par baro ke haath hai toh ghabrane ki kya baat hai- Tara
waqat achcha kabhi sach toh kabhie sapna hoga- jr
sikkhe ke do phelo hai magar ek hi aapna hoga-MJ
tu cheriya mein shikaari kabse teri talash thi aaj teri zindagi ka aur meri talash ka aakhri din hoga-Kalavati
mandir mein nahi ana chayetha
tu cheriya mein shikaari
luka cheepi kehle aao luka cheepi khele aao - Kalavati
aaj toh goli kaan ke paas se guzargayi- tara
Edited by mastaTmohi - 11 years ago