life mein sasural mein dasu entry nahi mari toh kya kiya
kismat ne kya palti mari hai tara bachchu
zabaan ke kamaan par baato ki teer sambal ke rakhna
par aapni jodi toh khiloona ki sanjiv kumar aur mumtaz jaisi hai, woh salako ki peeche aur mein yaha phanke ke neeche,
maa kasam suhag raat ka aisa scene toh salim javid ne appne kaise picture mein nahi lekha hoga
Life mein Itni makhmali bister milne ke baad, ji bhar ke nahi soye toh kya kiya- tara
Life mein jithani ko dost kehkar na bulaya toh kya Kiya
Life mein pati ke hisse ka doodh kudh na piya toh kya kiya-Meethi
kach ka tootna shubh hotha haina isliye toor diya
kiya fark hai teri banayi duniya mein, humare Bhopal mein aise kitne log honge jine 2 gaz zammen nasseb nahi hai, aur yaha aadmiyo se ziya kamre hai.
humare rikab ganj mein toh, hafte mein 3 din aisa power cut hojatha tha ke light ke darshan bhi nahi hothi thi, aur yaha light ki kitne fuzool karchi.
Chain ki life mein mushkil ki chingari na dali to kya Kiya
Life mein subah subah chaar meethe bol nahin boli toh kya kiya
Life mein sher ko sawa sher banke nahin mila toh kya kiya
Life mein Mehal mein aakar Amiron ke chochle nahi seekhe toh kya kiya- tara
Baar baar hum acha bane ki koshish karthi hoon aur baar baar yeh duniya wale hume bura bane par majboor kardethe hai-Kalavati
Edited by mastaTmohi - 11 years ago