Aaj Radha ko dekh kar mujhe usske dard ka ehsaas hua...ðŸ˜
Ushki situation ke liye mere pass ek hi song bacha haiðŸ˜
~Tune jo na kaha
Mein woh sunta raha
Khamakha bewajah Khwaab Bunta raha
Jaane kiski humein lag gayi hai nazar
Is Shehar mein Na apna tikana raha
Koi chaht se na ab apni chalta raha
Khamakha bewajah Khwaab Bunta raha
Dard phele se hai jyaaada
Khud se phir yeh vaada
Khamosh Nazrein Rahein Bezubaan
Abb Na pehli si baatein hai
Bolo to Lab thartharatein hai
Raaz yeh dil ka na ho baiyan
Hoga na ab asar humpe nahin
Hum safar mein to hai Humsafar hai nahi
Door jaata raha Paas aata raha
Khamakha bewajah Khwaab Bunta raha~
mujhe pata hai iss post ke baad yaha bahut saare tamatar aur chapal aane wale hai
welcome hai saare chapal aur tamatar ka😃
par mein khud ko nahi ruk payi Radha ke dard mein samli hone seðŸ˜
===========================================================================
Radha itna rooi ki mere dimag mein short circuit ho gaya tha soo upar wala song short circuit ke baad ka hai aur neeche wala short cricuit ke baad recove hone ke baad ka hai😉
ye song zayada suit karta hai Radha par
Aise manmauji ko mushkil hai samjhana
Begani shadi me abdulla deewana
Aise manmauji ko mushkil hai samjhana
Begani shadi me abdulla deewana
Aise manmauji ko mushkil hai samjhana
Hai na~