Part 34
Antara's POV
Antara was sad remembering her family. She was very close to her Papa. Aur hum unhi se apne dil ki baat share karte hain jinke hum bahut kareeb hote hain. Yaha Antara apne saare dukh, dard apne papa se share karrahi hain.πππ
Riu darling Rumi ki lines toh superb hain yaar aur meaningful bhi. Hamaare soch se bhi pare ek jagah hoti hain.
Antara was devastated, shattered after she lost her family. She was talking abt Raghu ki kaise vo uske saamne aata hain aur Antu ko lagraha hain ki Raghu ko koi guilt hi nahi hain aur usse Antu ke aansuvon ka kuch farak hi nahi padta aur Raghu patthar dil ka hain
Then she was shocked tht she has written her diary in hindi not in English. Then she remembered how Raghu had said to her tht agli baar se usse hindi main likhna chaahiye. Na chahte huwe bhi Raghu uske khayaalon main basgaya hain.
Raghu's POV
Raghu was confused ki ladkiyon ko sorry kaise bholte hain. Raghu miya itna aasaan nahi hota ladkiyon ko manana.πππ
MM tu bhi na yaar Raghu sorry bolneke baarein main sochraha hain aur tu hath pair chalaane ki baath karraha hain? Yeah Raghu u r right MM ke dimaag ke andar gobar hi hoga. No Raghu No. Not Buntiya. MM ke dimaag main tujhe gobar toh miljaayega par buntiya ke dimaaag toh khaali hain.π€£π€£π€£
MM was shocked n astonished when Raghu said that he wanted to say sorry to a girl. Pehli baar Raghu ne kisi ladki ka zikr kiya hain to sab hairaan toh honge na?πππ
Ajji ke ideas sunkar koi bhi confuse hojaayega. Ruksana madam toh mazak main mood main thi. Badnaseeb? Vo Rukku madam vo ladki kushnaseeb hogi jisse Raghu sorry kahega samji? πππ
Yeah u r right roses bahut puraane hogaye hain. Rukku madam toh mohalle ki saari ladkiyon ke pasand ke baarein main batarahi hain siwaaye Antu ke.πππ
When Rukku said tht Tulips asal main angels hoti hain aur vo saari dukh dard door kardeti hain Raghu decided that he is giving Tulip to Antu. Haayee Raghu mujhe bhi ek tulip phool laake deta ko kitna accha hota na?