OK darling bilkul yaad nahi dilaongii...cutting chai peagi...apun ke yaha pe milti hain
main chayein nahin pii tii di... bas cofee pee ti hoon woo bhi bahut rarely...๐
aap kee wahan too bara pauv milta hoo gaa naa... mujhe bahut man hain kabhi bara pauv khaoon mumbai jaa kee...๐ณ