Chapter 1
Antara joined the school where Raghu was studying. Antara & Raghu were in the same class. Raghu is a shy type boy with limited number of friends. Usse tho sirf studies mein interest thi. Antara is a bubbly girl who brought smile on the faces of everyone whom she met.
Ist day in School:
Antara came to the class. Antara Raghu ke saamne wale bench par bait gayi. Aathe hi sab se baath karna shuru kardiya.
Raghu (in mind) : Kitna baat karthi hai yaar ye. Khaan pakgaya mera. Baatcutter.
Antara: Hi I'm Antara Kaul. Aur tum
Raghu: Mein strangers se baat nahi kartha
Antara: Arey ek hi class mein hai. Mein khud ko introduce kar rahi hoon tum bhi apna naam bataadho isme kya hai. Hum jaan pehchaan wale ban jaayenge.
Raghu: Dekhiye
Tabhi teacher aajathi hai.
In lunch break:
Raghu was eating with his friends. Antara joined them. Abhi, Deepak, Shashi, Murali were his friends. Antara started sharing her food with them. Antara ne apna box Raghu ke saamne rakha
Raghu: Mein khaana share nahi kartha
Antara: Tum na itna ajeeb kyu ho. Strangers se baat nahi karthe, lunch share nahi karthe kyu ho tum aisa.
Raghu: Aapse matlab.
Antara: Ye aap aap kya laga rakha hai. Tum bolo na.
Abhi: Ye aisa hi hai Antara. Dheere dheere sab teek hojaayega.
Antara: Dekhna Abhi isse tho mein apne dost banaakar hi rahoongi
End of the day. Ussee din se Antara ki "Dost banavo" mission shuru
I dnt knw kaise likha hai maine. Do comment. Accha nahi hai sach batana, i'll stop writing