3 dino se mai COMA me thi bt kl jab sattu ne phere lene start kiya wo bhi raghu ko batakar ki dekh ye raha teri barbadi ka pahla Phera ...mujhe Hosh aa gaya 😆 😆 😆..bcs mujhe pata chala ki antara ki Kundali me Mangal baitha h to us mangal ke dosha ko dor kaarne ke liye antara ki shadi sattu se ho gai uska Sttyanaash hone ke liye 😆 😆 😆
agar meri baat se koi agree nahi h to mujh par kaju - badam hi fekhna😆 😆 😆
Us antara s jo shadi karega wo barbad ho jayega. .. 🤣 ab satya ko koi nhi bacha payga 🤣 khob balda lay antara satya s ...tum dono n humko bahut pakya h 😡 thank god raghu bach gya h 😊