raghu as in sahrukhkhan :: bechara ehsaano ke boj ka maara bechara
DM as in amrish puri😡antara as in mahima chuadhary 😛satya as in apurva agnihotri...😡DM amrish puri ki style mein :: tumhari himmat kaise huyi mere ladke satya pe haath uthhane ki???raghu sharukh ki style me DM se bolega :::ae...y...y...y...mayi ladka hai mayi...ladka hai par hindustani nahi...meri antara par buri najar dalta hai...mujhe meri antara ki ijjat jyada pyari hai...satya : : antara meri hai meri tu hota kaun hai beech mein bolnewala hmmm...raghu :: ae.y...y...y. satya mein antara ka bhagwaan hu aur antara ko tere jaise firangi bandar se bachane ka mera farz hai...antara ki mom :: sahi kaha raghu beta tune aaj mein antara se is firangi bandar ki sagai todti hu...ja beta antara apne raghu ke pass...jee le apni zindagi😛😛reply me if u like😛