My poem:-
Lakhon ke cheharon par muskaan hai laata,
Hum sabhi ke dilon ko khoob hai bhaata,
Tv par anek kirdaar hai nibhaata,
Apni acting se hum sabko hai lubhaata,
Apne kaam mein apni je-jaan hai lagaata,
Khatarnaak stunts karne mein bhi wo kabhi nahi ghabraata,
Award functions mein inaam hai pata,
Aur usse ek baar milne ko hum sabka mann hai chahta,
Wo Rajat Tokas ke naam se puri duniya mein jana hai jata,
Dua hai hamari ki use mile hamesha safalta ka raasta.
do share ur views😊