Originally posted by: Roze12
bilkul aisa hi socha tha...manay kaha chalo aik do or chappy read krti hn kya pata majnu fan na ho...hahaha..
.ending bohut mast thi...eik dum alag...mekko pehlay thora rona aya...fir socha kon sa sach ha...hahahaha...tou kya yash raj ki student ha...hahahaha
tum sach mei bahut badi "CHUPIRUSTAM" nikli roze...tumne ending pad li aur mujhe aaj tak yahi lagta tha ki tumne nahi padi kyunki tumne kaha tha ki tum ne padni nayi hai jab tumhe pta chala ki manveer mar gaye...
.fir socha kon sa sach ha...hahahaha.,,,,,,🤣🤣 vohi toh,,,pta nahi sab itna serious kyun ho gaye the,,,baaki sab kahaniyon mei toh maanveer zinda he hain...ek baar mar bhi gayye to kya ho gaya
nahi yash raj mere student hai !!!!!🤣
Ek question tha roze,,,,,,,tum india mei rehti ho na ????
agar haan,,,toh would say ki kya zamana aa gaya hai ,,yaha tumhari shaadi honey waali hai aur yaha raat ke 1:47 pe tum ahem ahem "nihaal" se nahi balki mujse manveer pe discussion kar rahi ho🤣
Edited by coolsaloni.nira - 12 years ago