:):):) part :):):)ist:):):):)...,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,(devgrah place)... Ds: maharaj, komal, maneka ,vijay ,aap log itna tym khun laga rahai hai , jaldi kijiyai ...komal: maasahib hum tayaar hai...ds: par brijraj kaha hai woh ab tak tiyaar kyun nhi huvai...brijraj: yeh dekhiyai hum b tiyaar hai ...maneka: hum b tayaar hai maasahib ... Ds: par vijay aab tak tiyaar kyun nhi huvai ... Maneka : hum abi bulatai hai ...ds: jaldi bulayian aap janti haina aaj hum sab k liyai kitna bada din hai aaj yuvraj uv london se wapis humarai pass aarahai hai ,aur hum nhi chatai ki hum jaigrah late griraj humari rah dekh rahai hoongai...vijay: hello nani sahib hum tiyaar hai ... Maneka : itna tym tiyaar honai mein jaisai aap koi ladki dekhanai jaa rahai hai... Ds: chaliyai hum bohut late ho rahai hai,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,, manyata/diya: suhana meine kaha na ki mera tumharai sath airport anai ka mann nhi hai aap jayai druv k liyai... Suhana: kk theek hai par hum apse khabi baat nhi karein gai ... Diya: acha baba chaltai hai ...suhana: sachi... Diya: mochi...suhana: u r d best frnd ever... Diya : soo toh hai acha aab hum tiyaar hotai hai ...(airport scene) media: jaisa ki aap dekh saktai hai ki aaj yahan pe bohut hi tight security rakhi gyi hai kyunki aaj jaigrah k prince uv anai walai hai , itni security rakhi gyi hai ki parinda par b nhi mar sakta , kaha jaata hai ki yuvraaj uv ko bohut hi sadma laga tha jab unki mangaitar princess manyata door chali gyi thi,kaha jaata hai ki bachpan se hi dono k beech bohut pyaar tha aur pir princess k chalai jannai k bad prince ko sadma laga tha jiskai karan unhai london mein phir rakha gya, kya yuvraj k wapis anai k baad phir yuvraj ussi sadmai ki duniya mein chalai jayeen gai ya phir apni zindagi mein agai badhi gai... Ds: in the car brijraj humai aaj kushi b hai par darr b hai... Brijraj: maasahib aaj kushi ka din hai uv wapis arahai hai ,toh phir dar kis baat ka ...ds: humai dar hai ki uv beta k wapis anai k baad khain woh wapis ussi duniya mein na chalai jayai, woh duniya k liyai strong banai hai par hum sab jaantai hai ki woh sirf manyata k yadoon k saharai jee rahai hai,isiliyai aaj tak koi b unkai dil se manyata ko nikal nhi paya... Maneka ...maasahib humai abi b yaad hai ki manyata k janai k baan uv beta ki zubaan hi chali gyi thi...manyata/diya: hum tiyaar hogai suhana...suhana: omg aaj tum itni saj daj k kyun aayi ... Diya: pata nhi aaj mann kar raha tha ki hum dulhan ki tarah samjai...media: jaisai ki aap dekh rahai hai ki iss tym asmaan mein 5 flights hai ,jo beech wali flight hai woh yuvraj ki private flight hai aur jo aaspass 4 hai woh security hai..bas kuch hi paloon mein yuvraj land karnai walai hai... Diya: suhana humain lag raha hai ki koi humarai bohut hi kareeb aagya hai... Suhana: tumbi na diya pata nhi kya sochti ho...media uv sir aap itnai saloon baad india aarahi hai toh kaisa lag raha hai ... Uv : flashback- manyata to uday... tum meli wali team mein hona uv...haan humna apki hi team mein hai ,manyata : uday mein tumhalai liyai gift laya hai... Uv: humnai b aapki liai gift laya hai ...manyata: dekho iss locket mein na ek side pe tumhari photo hai aur doosri side pe meli photo ...uv: meine b aisa hi same locket laya hai aapkai liyai...manyata: toh promise karo ki aaj k baad hum dono na iss locket ko apnai pass rakhein gai ... Uv: pakka promise ... Komal: uday beta aaj ye locket khud hi manyata ko pehnayain ...uv: kk ...manyata : maa hum apni rings jo uday ne mujayai pehnayi thi aur humnai uday ko pehnayi thi woh hum kaisai pehen saktai hai maa,woh rings hum dono ko hi badi ho jaati hai ...komal: aap apni ring apnai locket mein rakhyai aur uv apnai locket mein aur aap dono ki rings aapkai dil k pass rahein gai,,,,,,,,,,,flash back ends rahul: uvs p.a sir media kuch pooch rhi hai aapsai ...uv : hum bohut hi kush hai ki hum apni dono famliyoon k pass wapis arai hai ...repoter : sir kya aap abi b princess manyata se pyaar kartai hai ...uv: no personal questions ... Diya: chalo finally hum airport ponch gyai ...uv: princesss ...diya : turning her head...suhana: kya huva diya tum ruk kyun gyi...diya: aisa laga jaisai kisi ne humai bulaya ,jis ladkai ki photo humarai iss locket mein hai uskai yahan honai ka ehsaas ho raha hai humai ,woh humarai aaspass hi hai ,hum ussai mehsoos kar saktai hai...uv : princess yahan uski presence ko hum mehsoos kar rahai hai ,uski smell ko hum meh soos kar rahai hai ,luv u princess with tears n eye