Chapter 5
Udhay couldn't sleep all night all he had in mind was Manyata and Jaigarh and what should he do now. After a lot of thinking he decided no matter what happens he is not gonna give up. He is strong enough to handle both problems. And finally an idea clicked his mind, he wasn't sure if what he was thinking was right all he knew that this was the only way out.
Next day Udhay went to Manyata's home only to find the house awfully quiet. He realized he came a bit too early every one must be sleeping but he didn't care. He had to talk to Manyata before anyone else does, so he quietly went to Manyata's room.
He was surprised to find the door unlocked. He peeked inside but couldn't see anything, everything was dark. He went in and pushed the curtains aside to allow some sunlight. As soon as the light entered the room he found Manyata sitting on the bed, it looked as if she didn't sleep all night, and he saw the food tray on the nightstand which was totally untouched.
He went up to her she didn't realize he have been there. She was so engaged in her thoughts that she didn't even notice. Udhay slightly tapped her shoulder in order to get her attention as soon as he did that Manyata's eyes shot up. She looked at him with a look that confused him. Her eyes had so much pain,anger,lonliness,questions. Her eyes were red as if she cried all night long, her tear streaked face and her hair was all over the place she looked completely broken. Finally Udhay spoke
Udhay: Manyata yeh kya haalat baana di hai app ne? app theek tu hai
Manyata: Tum kyun aaye ho yaha Udhay..Please chale jaoo mujhe akela chor do
Udhay: Hum appko kaise akela chor sakte hai princess akhair app ne humey apna dost banaya tha. Aur hum rajware hai ek baar kisi se dosti kar le zindagi chor sakte hai dosti nahi..
Manyata: Dost..?tum khud ko mera dost kehetey ho..yeh kaisi dosti hai tumhari..tum jaante ho ke mein Akash se pyaar karti hun aur mein sir fuss ki hun phir bhi yeh shaadi ki baat..?
Udhay: Manyata humara yakeen manyee humey nahi pata tha ke dad kal yaha yeh baat karne wale hai…honestly hum bhi uthne hi surprised hai jitni app..unho ne beighair humari marzi jaane yeh shaadi ki baat karli..agar humare bas mein hota tu hum yeh kabhi nahi honey deyte.
Manyata: Tumhari marzi thi ya nahi thi lekin ab ho toh wohi raha hai na jot um hamesha se chahte they..Tum hamesha se humse shaadi karna chahte, tum hamesha mujhe Akash se door karna chahte they…Tumhare liye tu khushi ki baat hai..tum kyun itne hairaan ho rahe ho.
Udhay: 'they'…hum tumse shaadi karna chahtey they…tumhey Akash se door karna chahte they…yeh sab hum kal karna chahte they magar ab nahi…Kal aur ajj mein buhat farq hai..Ajj humari zindagi mein koi aur haii..aur hum sirf unse shaadi karna chahtey hai..aur kisi se nahi..
Manyata: Yeh tum kya kehey rahe ho Udhay..?kon hai woh larkii..aur agar aisi baat hai tut um iss shaadi se mana kyun nahi kar leyte.
Udhay: Unn ka naam Anamika hai woh humare saath London mein parhti thi..Abhi kuch mehino se India aayi howi thi aur in dino humey yeh ehsaas howa ke hum un se pyaar karte hai aur sirf unhi se shaadi kare gey.
Manyata: Tu tum ne kisi se kuch kaha kyun nahi Udhay? Kyun khamosh ho tum
Udhay: Kya kahey hum princess Anamika koi raj kumara nahi balk eek aam insaan hai, hum ne soocha tha sahi waqt aane per hum sab ko saach baata de gey. Hum khamosh iss liye hai yeh waqt sahi nahi hai humare dad Jaigarh ke liye kuch bhi kar saktey hai…iss waqt kuch bolna matlab Anamika ki jaan ko khatre mein daalna hoga. Dad Jaigarah ke tareeqe ke raaste ka haar ek kanta ukhaar bekhey gey phir chahe woh Anamika ho, app ho ya hum.
Manyata: tu ab hum kya kare Udhay..?iss samasya se kaise bahar nikle…
Udhay: Manyata abb iss samasya ka humey sirf ek hi uppaye nazar aa raha hai..
Manyata: kya upaaye..?
Udhay: Shaadi karlo humse princess..
Manyata: kya..?jaante bhi ho ke kya kehey rahe ho..abhi tu kehey rahe they ke tum Anamika se pyaar karte ho aura b humse shaadi ki baat..yeh kaisa pyaar hai..
Udhay: Hum Jaantey hai hum kya kehey rahe hai princess… abhi iss ke ilawa humare paas aur koi raasta nahi hai..hum Anamika ki jaan khatre mein nahi daal sakte…Issi mein sab ki bhalayee hai appki humari, Jaigarh ki aur Jaipur ki..Zara soochiye agar apne shaadi se inkaar kar diya tu kya hoga…Dad ke pass jo papers hai uss mein saaf saaf likha howa hai ke Jaipur ki Yuvraani ki shaadi humse hogii..zara soochiye agar aisa nahi howa tu kya hoga..yeh sirf appki humare baat nahi haii..iss baat se dono Jaipur aur Jaigarah ki prajha bhi joori haii..zara soochiye appke ek inkaar se kitni tabaahi aaye gi..DS ko court kecheriyo ke chakar kaatne parey gey aur app loog shayad Jaipur ki ghadi se haath do bhetey..zara soochiye iss ka anjam Monya ban kar nahi balke Jaipur ki Yuvrani Manyata ban kar..zara soochiye unn logo ke bare mein jinho ne umeedo se appko Yuvrani chuna tha..kya app ek pal mein unn laakho logo ka vishwaas tor dey gi..kya yehi vaada kiya tha appne..
Aur jaahan tak hum doono kii baat hai hum kal bhi dost they aur aagey bhi dost rahe gey..ussey ziada kuch bhi nahi..Humare liye yeh shaadi sirf ek samjhota hogi Jaipur aur Jaigarh ke liye. Hum yeh shaadi sirf duniya ke liye kare gey..App ke liye hum appke sirf dost ban kar rahi haii kabhi paati hone ka haq nahi jaataye..aur jaise sahi samey aaye ga hum appko iss bandhaan se azad kar dey gey..Iss beech agar app Akash ki taalash jaari rakhna chahti hai tu hum appko kabhi nahi rokey gey.. hum sahi waqt ka intezaar kare gey aur jaise hi who sahi waqt aaye ga hum iss rishte ko toor dey gey..Aur phir app Akash ke sath aur hum Anamika ke saath apni zindagi sukoon se baser kar paaye gey.
Manyata: Lekin Udhay..
Udhay: Lekin wekin kuch nahi princess.. iss ke ilawa humare paas aur koi raasta nahi haii..
Manyata: sirf dost..?vaada..
Udhay: haan nahi tu..dost aur vaada ussey ziada kuch nahi..abb tu maan jayee…DEAL?
Manyata: Deal..(smiled)
Udhay: shukar app muskariyee tu..warna hume tu laaga tha app muskurana hi bhool gayii..
Manyata: haan nahi tu..kal raat se roo rook e mere bura haal haii..aur bhook bhi laagi hai..
Udhay: Bhook kaise nahi lagey gii..app ne kal raat se kcuh khaya jo nahi..aur appko tub hook bhi kuttu walo lagtii hai..
Manyata burst into laughter..Udhay was soo happy to see her being back to herself. He fed her food and meanwhile told her what she should do next. He asked her to tell her family that she has no problems marrying him as she thought a lot about it and she finally understood that Akash will never come back. And it is best for her to move on. He asked her to be happy in front of the family and act as if she has totally forgot about Akash and is happy and excited for her wedding..He asked her to act all lovy dovy with him in front of their family so they won't doubt them.
Manyata agreed to everything Udhay said.
Udhay: Manyata humey lagta hai humey ab chalna chahiye…kisi ko pata nahi chalna chahiye ke hum yaha aaye they..aur hum ne app se jo kuch kaha uss yaad rakhiye ga…ab hum chalet hai..
He walked towards the door but came back in and kissed Manyata's forhead. Manyata's eyes popped out in shock..
Manyata: Oooye waeire halkat yeh kya kar rahe ho..
Udhay: Abb iss ki aadat daal dejiye princess ghar waalo ke saamne hume aise hi peish aana haii..samjhi app..
Manyata: samajh gayi..lekin tum bhi muqey ka fiada mat uthaoo warna mujhey tut um jaante hoo..(smiled)
Udhay just smiled and quietly left the mansion. Instructing servants to not tell anyone that he was here.
On his way back home Udhay recalled the whole conversation with Manyata. He knew he lied but that was the only way out. He knew if he didn't lie Manyata would never believe him, he had to lie to her in order to make agree on what he planned to do. He knew this wasn't right but right now he couldn't think of anything better this was the only way out. He lied to Manyata about being in love with some else, he knew that if he lied Manyata would never question his intentions of marrying her. He had to make up this whole imaginary character of Anamika, it was very important to make Manyata believe that he was in love with someone else, and he will never force himself on her he would never act like her Pati. It was important to make her feel safe with him and this was the only way.
Udhay's intentions were no different though, he decided that even if they both got married he would never cross his line, he would always be her friend. He would never force himself on her, he would wait for the day..the day when Manyata would accept him and his love.