Originally posted by: IF_FRIENDS
dont knw abt poet ...
"Naya dard ek dil mein jaga kar
chala gaya
Kal phir woh merey shehar mein
aa kar chala gya
Jisey dhoondti rahi main logon ki
bheer mein
Mujh se woh apna aap chupa kar
chala gaya
Main us ki khamoshi ka sabab
poochti rahi
Woh qissey idhar udhar k suna kar
chala gays
Yeh sochti hoon kaisey bhulaaungi ab usey
Ek shakhs woh jo mujh ko bhula
kar chala gya...
beautiful lines ⭐️
thank u 4 lvly sharing😊
350