okie iss baar tum kah ke bolta hun jee ...... tum tho badi samajh daar ho yaar ek saath itne saare words dediye tu tum aap aur choice bhi de diya π waise tum kahna itna ajeeb nahi hai jitna tu.... par tu mein jitna apna pan hai woh tum ya aap mein nahi.... kyun ?
tu mein pyaar jhalakta hai tum aur aap mein itna nahi hai .... kya bolti tu π
chalo muh kholo iss baar saudi made ek little chocolate tere muh mein daalta hun ...choose ke khao tho iss ka taste alag hai aur chaba ke khao tho ek aur mazaa hai