or ye jo 2019 me mujhe feel hova tha na ke main duniya ka sab se bhara bewakoof insaan hoon ye tab bhe hota tha,
jab is ne mujhe kaha tha ke ansar tum rote raho mujhe koi parwa nahi tumhari koi fark nahi parta mujhe.
or same time os se keh rahi thi ke main tumhain dukh nahi dena chahti tum pehli baar kahin bahir ghumne gaye ho..
meri zindagi ka sawal tha os ko fikar nahi thi or apne ahisq ki holidays ki itni fikar thi.
tab dard bhe hova tha or mujhe wo sab yaad bhe aya tha ke main ne jis keyliye sab bhula diya os ne aj ye sab keh diya.
931