or ye pool,🤓 main ne kaha tha ke koi care karne wala tha he nahi udhar jab se ye mujhe mila tha, lol jab Dad ke paas tha to sab theek tha,
ye barish ki waja se or pata nahi kab se use na hone ki waja se itna dirty ho geya tha, main ne is ko clean bhe karwaya tha or repair bhe karwaya tha, or os ki pics mere paas nahi hain :(
yahan main or Naagin WWE khela karain ge, on ko utha kar phenka hai main ne idhar :x
OMG bohot ganda hai ye to :( dikhana he nahi chahiye tha lekin no masla,
ye night ko main ne test kiya tha is ka ke sab kuch theek he hai na, bus clean nahi tha wese he water add kar diya tha or chek kiya tha.
931