Originally posted by: -.SapnokiRani-.
ohh that makes sense then 😆 toh ap baat clearly batate na ki kyu kaha warna apko sab ghalat hi samjhte yaar 😆 jaise maine ssamjha 😆 lekin apne kuch acha karne ke liye kaha tha [LOLo]
or main ne explain he kiya tha wahan, ye to kaha nahi tha ke tumhare naam ansari kiyon hai mujhe acha nahi lag raha, haha, lol
mera kam kehna hai, logon ko samjhna nahi, lol, abhe kahon bhe main or samjhaon bhe main, lol dimag kharab nahi mera, dosre kam se kam samjhne ka kam to kar sakte hain na, lekin kaha na mujhe problem nahi, apne nahi samjhe to wo to phir bhe geir hain , lol
931