Originally posted by: Keenal
lekin tumne kabhi socha hai yeh sab thoughts mere dimag mein at teh first place aate hi kyu hai, it must be because na kuch hova hai mujhe 😆 and honestly kaho, toh mein boht senti wali person hoon, i mean senti maybe not a correct word but maybe emotional, matlab ki koi kuch bhi mujhe kahe toh woh mein batein 'truth' ke tarah le leti hoon, lets say ki tumne mazk mein hi kuch kaha mujhe and maine mazak mein hi tumko wapis uska reply diya, i mean hum dono boht sarcastic batein kar rahe they and hum dono lekin mazk bhi kar rahe thy toh wat happens with me is that uss waqt oth mein mazak kar reti hoon leki nbaad mein jab woh sab yaad ata hai ki maine bechari/bechara ko kitna kuch keh diya toh mein apne ap ko uska dosh manti hoon phir guilty feel karti hoon and eventually yeh ideas ata hai ki ab mein uss person ko kaise face karongi , toh mein directly kabhi IF pe aaongi hi nai toh face bhi nai karna padega, lekin yeh sirf ek thought hai jo mein thought kar rahi hoti ho 😆 phir jab cool down ho jati hoon toh aisa lagta hai ki chalo ussi person ke saath phirse mazk kare and phir unko dukh deti hoon and phir guilty phir karti hoon and eventually the process never ends 😆
931