|| Dialogues Arena || - Page 4

Created

Last reply

Replies

54

Views

43.6k

Users

14

Likes

111

Frequent Posters

radhikarani thumbnail
15th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail Networker 1 Thumbnail
Posted: 14 years ago
#31
Thnx lily.
.
Hey can we go for quote of chanakya from serial. As they are vry useful. Like polly post it in english.
.
bunmaska thumbnail
20th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail Commentator Level 1 Thumbnail
Posted: 14 years ago
#32
excellent thread Parina...and that was a brilliant post Bul3...thanks...don't know why...the dialogues of Chanakya and CGM has me choked... great to see u here Lilydi...I am Lata 😳
Edited by tvdost - 14 years ago
...PARiNA... thumbnail
16th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail + 3
Posted: 14 years ago
#33
Thanks all !!

okk i'lll add them on first page :))
...PARiNA... thumbnail
16th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail + 3
Posted: 14 years ago
#34
guys i hv just copy pasted all the dialogues ... just check it if done any mistake ..

i'll do more editions on them soon
Rimi.Rimz thumbnail
15th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail
Posted: 14 years ago
#35

Originally posted by: nivren


Hey Riti...it should be...Agar kisi vyakti ka vyavahaar achanak badal jaaye, toh tum satark ho jana.

I also liked this scene very much.



wohi yaar i too like d dia
...PARiNA... thumbnail
16th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail + 3
Posted: 14 years ago
#36
bulbul if possible post todays conversation / best dialogue of C and CGM

palak_lrl_remix thumbnail
17th Anniversary Thumbnail Explorer Thumbnail
Posted: 14 years ago
#37
hey bulbul n parina gr8 collection so far👏👏, here are a few of my fav picks😊

ashirvad hriday se diya jata hai parantu mera hriday to iss abhyas ko hi swikar nahi kar raha..hriday to tumhara aneet hote hue dekh raha hai to ashirvad ka sacha bhav kaise ayega


jab jab apni shikha aur mrityu mein se ek chunne ka prashn aya hai to brahman ne apni shikha ko chunkar mrityu ko gale lagaya hai

chankya sar kata sakta hai parantu jhuka nahi sakta

uss balak ka kya mahatva hai mere liye, iss gurukul ke liye, meri matrabhumi ke liye ye aap nahi samajh sakte acharya sukhdev kyunki seemayein hoti hai samajhne ki sabki apni apni

jab charon oar se tufani hawayein akraman karti hain tab budhiman vyakti chip jate hain, ve chipte isliye hain ki tufan ke baad ek naya samikaran saja sake jiski ruprekha ve swayam rache

thakte ve log hain jinka koi lakshya nahi hota

amatya-maharaj ek hriday prasann kar dene wala samachar hai
dhananand-hamara hriday toh ek nartaki hi prasann kar sakti hai par apne yeh vyapar kab se aarambh kiya amatya

Edited by palak_lrl_remix - 14 years ago
Bul3 thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail + 4
Posted: 14 years ago
#38
thanks a lot Pari for your efforts and I will soon post today's dialogues!😊 @palak_lrl_remix -your most welcome dear😊..and thanks for adding more wonderful dialogues!
Bul3 thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail + 4
Posted: 14 years ago
#39
Today's episode(Episode 16) Dialogues:-
1."yadi tum svayam ko itna hi shaktishali samajhte ho to shaktishaliyon ki tarah
vyavhar karna bhi seekho...jhund ke bal par geedar shikar karte hain sher nahi"(chandragupta maurya)
2."jab tufani havayen charo taraf se aakraman karti hai,to budhimaan log bachne ke liye jhuk jate hain aur vo jhukte isliye hain taki toofan thamne ke baad ek naya samikaran sajaa sake jiski rooprekha ve svayam tay kare koi aur nahi"(chanakya)
3."ab hum usse ussi ki bhasha mein uttar denge"(chandragupta maurya)
4.sukhdev-"krodh manushya ka sabse bada shatru hota hai aur tum krodh se uttejit hokar apna santulan kho rahe ho"
ambhik-aap kehna kya chahte hai gurudev?
sukhdev-"parivartan,..jab se vo lauta hai mein usme parivartan dekh raha hoon,..uski aankhen padhi hain maine,..ek ajeeb si chamak dekhi hai,ek ajeeb sa aatmavishwaas dekha hai maine uski aankhon mein,jo bheetar tak daraa de aisi nidarta dekhi hai aur ye nidarta gyaan se aati hai,aatmavishwaas se aati hai aur yahi bhaav aaj maine chanakya ki aankhon mein bhi dekha"
5.chanakya-"acche aur bure logo mein antar hota hai-aatma ka,..hota kya hai chandragupta-kabhi kabhi acche log buro ko sabak sikhate hue apni aatma ki mool acchai ko hi bhool jate hain,..vo buro jaise ho jate hai..is bareek antar ko sadev yaad rakho chandragupta..kyunki yahi antar manav ko pashu hone se bachata bhi hai..buro ko paath padhao kintu aisa karte hue pashu mat ban jao"
chandragupta-" Aap chinta naa karein Acharya...aapka shishya hun...manushya hi rahunga".
Edited by Bul3 - 14 years ago
lilly thumbnail
20th Anniversary Thumbnail Navigator Thumbnail
Posted: 14 years ago
#40
Bul, Palak, Pari , Rimi thanks again for the update on Daioques great work , every dialoque is so priceless , so greatfull to all of you for taking the time and effort to create this magical corner, these dialoques are not only soul searching but also a source of inspiration in my family, friends and my life too
Edited by lilly - 14 years ago

Related Topics

Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".