Originally posted by: BombayChic
mein khud nai kar pari yaha se
Rs 30 bhi waste hogaaye, vote ka page load hi nahi hota . Bakwas app
mein khud roz kar leti.
tu har vote pe $1 de. log pakka vote karein gey 
Episode Discussion
PARTY AT PODDARS 7.1.26
Katrina and Vicky's son name is Vihaan Kaushal
Are Virani men dumb?? 😂😡
SSKTK - VD Says Chalo Film Phir Bhi Chal Gayi Thodi
Anupama Chopra Wept Through Ikkis
Kartik’s Immoral behaviour consequence
Mannat Har Khushi Paane Ki: Episode Discussion Thread - 37
Mahadev and Sons-First Thoughts!
Border 2 Run Time 3 hr 20 Minutes
JA ep 246 consummation hits 40 M views uploaded a year back
Originally posted by: BombayChic
mein khud nai kar pari yaha se
Rs 30 bhi waste hogaaye, vote ka page load hi nahi hota . Bakwas app
mein khud roz kar leti.
tu har vote pe $1 de. log pakka vote karein gey 
Originally posted by: RockingSunny
Everyone misunderstands you like avinash
I'm more like his pappa KV..some like me others hate me
(show wala Papa not real wala)
Originally posted by: BombayChic
hailaaaa. Nahi pata . Trouble tricky bata payenge. I wasnt around.
Konsa item number miss hua.
isko to aj tak vault mein nahi dekha 
I want Viv and Shilpu in one team and Avi and KV in one team in Laughter Chef after this..
Shilpu mummy ki jaan atki rahegi KV par mamta barsane aur khilane. Aur Avi ka dil k saath kadai bhi jala dega teeno ko ek saath show main dekh kar 

checking my checking account.


download karna padega ap....online initializing initializing hota rehta hai.Originally posted by: BombayChic
mein khud nai kar pari yaha se
Rs 30 bhi waste hogaaye, vote ka page load hi nahi hota . Bakwas app
mein khud roz kar leti.
Originally posted by: infinity101
Elvish ke pankhe Jio subscriptions baant re the in OTT 3 for Kataria. Unka hi katt gaya.
Bahut hi achha hua. Suna hai k meetup ke next din hi Kataria ko nikal dia tha
Ye dekhna commentary:
https://www.instagram.com/reel/DEZZzQQy4qw/?igsh=MWNjb3plMHRtYnhtdQ==
Originally posted by: BombayChic
hailaaaa. Nahi pata . Trouble tricky bata payenge. I wasnt around.
Konsa item number miss hua.
Troubley tooh gullu ki JV dekhne ki liye TV paar chadh Gaye thee usko kuch nahi maluum 


Bhakk chindi. Atleast $5 toh minimum rate rakho 
Originally posted by: trouble_006
Diggu boi being his honest self. Isko bhi pata hai kon jeetega
![]()
https://x.com/Ahdaalona/status/1880327992796410288
Calls KV-Chum pyare log
I always liked this guy. Bahut genuine banda hai. Dil ka saaf aur extremely loyal to his friends.