Rakhi Sawant crossing all the limits ek baar baddua deke dil nai bhara jo baar baar Jasmin ko baddua di jaa rahi hai. Kehti hai oh lord oh Jesus hey bhagwaan mai aapki beti hu na aap meri sunte ho naa toh plz ye Jasmin ke saath aisa kardo waisa kardo🤢. Not only Jasmin but koi bhi literally koi bhi aisi baddua baar baar sunna deserve nai karta bilkul nai. Upar se bolti hai ki mai bhagwaan ki bacchi hu mera bhagwaan meri sunta hai. Agar kal ko ye baddua lag gai toh? Chii yaar maine galat contestant ko support kar dia I'm taking my support back. Entertainment ke naam pe nichta pe utar aai hai ye aurat👎🏼