usko pta hai gupta k sath argue kr k koi faida nai to mast soneka😆Originally posted by: intruderfast
Vaise kal jab poora ghar planningplotting mein lagaa tha.
Apna siddy boy captian room mein so raha tha. Aarti sayi usko pataane ke liye . Usko bhi ek take kaa bhaav nahi diya
Kyaa banda hai yaar ye. 😆