ghar aaja ghir aaye badara sanwariya
mora jiya dhak dhak rey chamake bijuriya
ghar aaja ghir aaye
suna suna ghar mohe dasane ko aaye rey
suna suna ghar mohe dasane ko aaye rey
khidaki pe baithi baithi sari rain jaye rey
tap tip sunata mai toh bhai rey banwariya
ghar aaja ghir aaye
kasamata jiyara kasak mori duni rey
pyasi pyasi ankhiyo ki kaliya hai suni rey
jane mohe lagi kis bairan ki najariya
ghar aaja ghir aaye badara sanwariya
mora jiya dhak dhak rey chamake bijuriya
ghar aaja ghir aaye
next-- zulf