No bakwass seedhi baat.
Recap : Dinner together, work and slept in office.
Part 4 :-
tring tring Maa ka phone aaya. ( mera nhi ajab ki mom ka )
Ajab opened her eyes rubbing, looking at phone with one eyes closed, it was her mom.
A : good morning Maa.
M : good morning ki Bachi, tumhe phone nhi kiya jaata.
due to laziness ajab kept her phone on speaker, and her mom was shouting, coz of her voice Pratap woke up.
P : oyee kaun itna chila...
A : shhh
isharo mein he asked, who is she.
A : in dheemaa voice meri Maa.
Pratap did namaste to her Maa by joining his hnd and touching phone ( isharro mein imagine karo sab )
A : Maa suno toh sahi, kal bht kaam tha.
M : mujhe pata h tere boss ne mujhe inform kar diya tha. WO Pratap naam h na.
Ajab looked at him strangely.
pratap was patting himself.
M : bada historical name rakha h.
Ajabdhe giggled pratap hiding face.
M : ab ghar kab aayegi ?
A : main based nikal hi rahi hunn.
M : chal aajaa jaldi Maine tere liye chole bhature banaye h. chal aaja.
A : bye Maa.
Ajabdhe packed all her things fastly.
A : acha pratap I m going.
P : bye.
A : bye.
She left.
P : chal beta tu v ab nikal. vMadam toh chole bhature khayengi. ek baar puchi v nhi ki " pratap tum v chaloge breakfast pe " par nhi bhalai ka jamaana hi nhi raha. Chal beta ghar chal jaake Khanna v banana h. And he unpacked the things and left office.
It was raining heavily out. Pratap was on way just then he saw Ajabdhe waiting for bus at bus stand. He stopped his car, opened the door of car.
P : ajabdhe ajabdhe.
A : Hii.
p : aajao main tumhe ghar chord deta hun.
A : nhi nhi abhi bus aayegi main chali jaungi.
P : ohh hoo. chal ab natak mat kar baith jao. its your boss order.
A : he he he dhekho order doge toh I will not.
P : acha meri Maa maaf Kar.
A : kya Maa ?
P : nhi Aana thik h I m going.
A : are are wait and she sat in car.
P : kitna nautanki karti ho.
Ajabdhe wink at him.;)
P : behenji aankh v maarti h
A : oyeee.
Waise itna gussa mujh abla naari ko itni bhari baarish mein chod ke jaa rahe the. bhook lagii thi kya.
P : hain tumhe kaise pata.
A : bas pata chal gaya.
P : ek raat mein itna jaan gayi mujhe.
praja share a eye lock.
A : aage se ri8
Pratap came back into his sense.
P : smiles hmmm
A : bas bas aagaya mera ghar.
Pratap stops the car.
A : thank you. acha main chalti hun.
P : kya chalti hun ?
A : kyun nhi Jaun kya smiles a lill
P : nhi nhi jao.
talk to his self " aisa v hota h kya jaanti h kya ki bhook lagi h phir v "
pratap start the car and ajab opened his door.
P : oyeee.
A : darr gaye. are ghar pe aao. saath mein Milkar chole bhature khayengein.
P : aayee.
A : face mat banao ab aajao.
he parked the car, and both went to home.
A : maaa Maa.
M : aarahi hun. ye kya kitna bheeg gayi h. aur ye.
A : Maa ye pratap h mere boss.
P : namaste aunty.
M : jeete raho. aao baitho main tumhare liye coffee laati hun. jaa ajab change karle nhi toh sardi lag jaani h.
A : jee Maa. main abhi aati hun she says to pratap.
Pratap sits on couch and niharoing the house. smiling while seeing ajab pics.
Ajab Maa brings coffee for pratap n ajab.
M : ye lo beta.
P : thanx aunty.
main ye ajab ko de ke aati hun.
then only there was a ring on phone.
M : ye phone ne v bajna h. ye coffee.
P : main de aata hoon
M : thank u beta.
Pratap goes in Ahab room and she was drying her hair with dryer. she was looking so beautiful n Pratap was staring at her.
ajab saw him in mirror.
Are pratap
Pratap enters her room. WO tumhari coffee.
A : thank you.
are sit na.
p : hmmm.
Just then a message came on Pratap mobile. Reading it Pratap jumped in excitement screaming ajabbb.
A : kya hua ?
P : ( he hold her I mean he hold her both shoulder ) Hume contract mil gaya. humane Jo project banaya WO humare party ko pasand aagaya n the contract is our. yayyy.
A : OMG and she hugged him tightly and so as Pratap with full Colgate smile on face.
Abhi keep liye itna kaafi h.
Enjoy reading