Shruthi, i went & watched dat epi again..
And for every question/statement he put that day, i Thought he gave d answer today!
main jitna bura dikhta hoon,usse zyaada bura hoon..
Tumhare liye duniya se ladne ka man karta hai..,
Mere jazbaat puja ki chitah ke saath jal ke raakh ho gaye...
Ye mere liye bhi pehli baar hai,maine aisa kabhi bhi feel nahin kiya hai
Aur meri acchahi, acchai mar gayi meri..
Tumhare liye duniya jahaan ki har khushi cheen laane ka man karta hai,
Iss sakht chehre ke peeche isse bhi zyaada sakht dil hai...
aasmana se taarein noch laane ka man karta hai!
meri nafrat ki had ko tum abhi tak jaanti nahin ho...
main,aditya Hooda,tumse bepannaah mohabbat karta hoon,apni puri zindagi tumhare saath bitana chahta hoon,tumse shaadi karna chahta hoon
iss dhoke ko main bhula nahin sakta ..
tum aas paas hoti thi na to cheezein phir bhi samajh mein aati thi
Aur pass nahin hoti thi to kuch samajh mein hi nahin aata tha..
Aur iss dhoke ko tum bhulado,aisa main hone nahin dunga..
Tumse baar baar ladta tha phir tumhein hasata tha
Main apne andar aag leke chal raha hoon, aisi aag jo sab kuch jala ke raakh kar degi...
agar isse pyaar nahin,pagalpan kehte hain, to haan, main tumse paagalon waala pyaar karta hoon..
Jis din maine use kisi aur ka haath thaame hue dekha tha, sab kuch khatam ho gaya..
Zoya tum wo ho jisne mujhe aadhe adhoore se poora kiya hai..
Kitani ajeeb baat hai na, uss din un dono ne ek doosre ka haath pakda hua tha, aaj hum logo ne ek doosre ka haath pakda hua hai..
Hum aapke hain kaun,iss sawal ka jawaab deni ki ab tunhari baari hai
TUM MERA HAATH THAAM KE JEENA CHAHTI HO, YA MARNA..
Hum kabhi alag nahin honge kyonki alag hone se pehle humari jaan chali jayegi..