Unknown: Mama! Mama!...eshh maaan(Theres a man)
Aliya:Kya hua beta,kon?!
Rizwaan:Bhabi..woh..(Stops what hes saying)
Aliya:Rizwaan maine tumhe kitni baar smjaya ha,ki mujhe nahi Aliya or nahi bhabi bulaoghe.Mein Jannat hu,Sanam aur Mirkhan ki beti.Rizwaan tum yeh jante ho ke mein apne past ko bulane ki koshish kr rhii hu...sirf apni Zainab keliye...(luks at the girl).Teen saal pehle joh bh hua tha,uske baad sirf tum, Ayat hi bachete,jishe mein apna bulasaktii thi.Aur phir yeh Pari ayii merii zindaghy mein.
Sanam:Aliya bete aaj woh MKB ke maalik se milna hai,Orphanage keliye.
Aliya(Jannat):Are hai mmein th bul hi ghy thii,thank you soo much.Aap please Zainab ka khayal rhakiegha..aur hai jab mein ayii th isse iski wh red wali dress pehna dijiegha...Rehmaan ki shaadij h attend karni hai..
Sanam:Thikha beta,jao.
---------------------------------
At office
Zain is mesmerized by the beauty of the office and also the way they praise their boss.He heard that she is really hardworking and never misses the chance of helping people who are in diffuculty. He thinks that their are some people who cares about peoples feeling.
The confrence room is full and waiting for their boss Jannat.As soon as zains eyes catch a glimpse ofthe boss,he is shocked.He thought it was his dream but did he know that for jannat it was her nightmare which gave all her memories back..
Mere moula starts playing in the background.
Jannat starts her presentation as soon a she finishes everybody stand up and start claping for her.Jannats PA Introduces her to Zain..
Pa:Mam this is Zain Abdullah The owner of MKB company.
Jannat puts her hand forward:Good morning,Zain Abullah kafii kuch suna hai aap ke bare mein...
Zain:Aliya mein...
Jannat says her Pa to leave them alone...
Zain:Aliya...Jannat interrupts..
Jannat:Sorry mr Abdullah, lagta hai aapko kuch ghalat faami hui hai,mein jannat hu...aur shayad aap bulrahee hai jiss Aliya ke baare mein aap baat kar rhe hai woh teen saal marchuki hai.
Zain never saw this kind of hatered for him in her eyes.
Zain:Im sorry, kuch seconds keliye laga tha ke koy apna hai,par im sorry aap wh nahii hai...Aliya mein hu tumhara zain!...Aur tum..kaha thi teen saal se...
Jannat:Jaise bh thi kush thi,Apne family ke saath.
Zain:KIya family,Aliya...
Jannat:Sorry mr Abdullah humari mulakat ka time khatam hoghya hai, aur mein time ki pamand hu aur waade ki toh...Aap se accha koy nahi janta yeh baat.Sorry but now i have to go to my family who is waiting for me..Agar ijaazat ho toh..KhudaFiz
Zain:Aliya...she goes away but zain follows her..
Zains car is follwing Aliyas and he could see from the mirror that her eyes were swollen maybe there is a chance...As soon as they reach the khan mansion...Zains eyes pop out as he saw a little girl in Zubairs arm, Zubairr is passing that girl to Aliya...Than suddenly he remembers the words "Apne FAMILY ke saath"
Zain:Nahii yeh nahii ho sakta,meri aliya kisi aur ke saath..
Aliya:Haye meri bacchi kaisi hai,Zubair ko tang th nhii kiya?
Zubair:Are Aliya...Mera matlab jannat yeh dekhho toh sahii kitna boltii hai isne bolna shuru kardiya...
Zainab:Mama papapaaa hahaha haish...i yuy u(Mama wheres papa?I love you...)
Aliyajust remembers what she just saw half an hour ago...
Aliya:Papa th yahii hai,humare dill mein,aur dekho th sahii kitni kitkit karnii laghy hai..apne papa ki tarah...and stops...wipes her tear away but obviously our zain heard it..Chalo,hum maa beti kuch time saath bitate hai ok...
The car goes past zains...Zain saw zainab playing in Aliyas lap...but aliya didnt notice this...
Zain: Ya Allah.kuch sahi raha bata,please wh naho jh mein soch raha hu...Zubair aur Aliya nahii..aur woh bacchi and he remembers her words"BOHAT KITKIT KARTII HU APNE PAPA KI TARHA..."Kahi yeh meri bacchi th nhii...Mein Papa hu...
After that he follews aliyas car...
To be continued...STAY TUNED FOR THE NEXT CHAPTER