Part 26
6 saal hogaye chen se soye hue... ab nato aankhon me neend aati hai naa to chen milta hai... Aankhe bandh karne pe wahi khaufnaak atith ke pal samne aajate hai... waqt to beet gaya par mein abhi bhi wahi usi station pe fasi reh gayi... duniya ke sare rishton se dhokha hi mila hai mujhe... jis "bhaine zindagi bhar raksha karne ka waada kiya tha wahi meri maut ka saudagar ban gaya... aisa jakhm mila hai ise mohabbat ka ki gaav to bhar gaye par dard abhi bhi thehar gaya hai... Itna dard hai mere ise dil mein, itni aag hai nafrat ki isme ke sari duniya jaladu phir bhi ye aag bujh na payegi... Ab isi aag ko hathiyar banake ladna hai... desh ke liye... insaniyat ke liye... samaj ko khokhla karne wale Sikander jaise zalimon se... taki ek aur sakshi Anand naa ban paye... yup... mein Sakshi V Anand aur ye meri kahani hai... Aisi kahani jiski shuruat bhi Arjun hai aur ant bhi arjun... meri mohabbat bhi arjun aur bepanah Nafrat bhi arjun
****************
There was a small house in middle of nowhere... Swakshi was lying on the couch with closing her eyes... she was trying to sleep but sleep wasn't even near her... all the memories from her past were haunting her... She saw her self running to save her life... She heard a horn of the train and wanted to catch that train... there were some people were running after her to kill her... While she was running she tripped over... and sakshi opened her eyes... she took deep breath and felt little relief and closed her eyes again...this time She saw her self in some well furnished room... she was also struggling to get out from there... she couldn't see anything clearly because she was under the influence of the drugs... She was screaming for help and running in the room... she heard some men's laughter and one of them threw her chunari'... she was clashing herself to the furniture was kept in the room... some man threw her on the bed and she was still resisting... he tore her clothes and pull the earing from the ear that tore her earlobe apart... she was bleeding and crying in the pain... and suddenly she saw roshni was stabbed into her stomach... And Sakshi woke up with sudden fear and her face was covered with sweat and became pale... She drank water from the bottle was on the table... she went to the bathroom and wash her face... She saw her reflection in the mirror and saw the scar on her right ear and touched it... eventhough it was old scar but she was still feeling the pain... She came out of bathroom and threw her self on the couch and turned on tv but wasn't paying attention to it...
"why?... why? Why I can't get over from all those incedents from my pasts? Why are those memories still fresh in my mind? her chain of thoughts break by the news running on tv... "good evening... Aaj ki sabse badi khabar me Uttar Pradesh me ek aur police officer ne sucide yani aatmhatya kar li hai... ji haa pichhle 1 mahine me ye 34th police officer hai jisne sucide yani ke khud ki jaan le li hai... aur inme se 22 police officers sirf Uttar Pradesh police me the... ab ye sucide hai ya murder ye abhi bhi ek sawal hai?... aakhir kya raaz hai in maut ke peechhe... Sarkar ne ye case crime branch ko saup diya hai... aaiye jante hai mauka-e wardat se, ise case ke incharge ACP Arjun Suryakant Rawte... ACP Arjun Rawte jinhone aajtak koi case adhura nahi chhoda... ACP Arjun Rawte (seeing arjun Sakshi got mad... she clichd her jaw and was staring at tv screen... Arjun was at the crime scene in his police uniform with some other officers... they were investigating)
Reporter: ACP Rawte... aap ka in sucides ke bare me kya kehna hai? Ye sucides hai ya murders?
Arjun: dekhiye... hum abhi bhi investigation kar rahe hai... par ek baat zaroor keh Shakta hun ki itni sari sucides koi co-incident nahi ho Shakta...
Reporter: aap ke mutabik ye sab kaun kar raha hai? Kya ye koi terrorist attack hai?
Arjun: teerrorist? Dekhiye ye jo bhi police officers mare gaye hai wo sab corrupt the... koi martyr nahi the... ek bahut bade hadse ki planning me shamil the (sakshi got shocked with Arjun's statement.. all the reporters were shocked too... they were asking more questions)... I know ki abhi aap logo ke dimag me bahut se sawaal uth rahe hai... waqt aane par mein sab ke jawaab dunga...
Another Reporter: kab denge sir... aapne to humare pehle sawaal ka jawab bhi nahi diya ab tak... ki aapne ETF kyun chhod di... aur baki ETF team kaha hai? Desh me itni badi problem aayi hai aur ETF team ka koi ata pata hi nahi hai?
3rd reporter: aur kuchh 1 mahine pehle ETF team ki officer Aisha Kapoor ko bhi suspend kiya gaya tha... uske bare me kya kehna hai aapko?
Arjun (his usual rud tone): kuchh nahi... aur mein kisi ko jawab dene ke liye bandha nahi hun... aap journalist ko itna to pata hi hoga ki kuchh information confidential hoti hai jo sab se share nahi ki jati... (he was about to leave but something comes up in his minds and he stopped) ek aur news hai aap ke liye... I think in sab sucides ke peechhe kisi ladki ka hath hai... hume har crime scene pe mogre ke ittar ke traces mile hai...
Arjun left from there... and arjun's statement left Sakshi fuming in anger... she picked up the phone and dialed someone
Sakshi: hello... ACP Arjun Suryakant Rawte...
Arjun (super angry, clinched his jaw): sakshi...
He ran in to office and gave signal to his officer to trace the call..
Sakshi: don't... waste your officer's energy by tracing this call arjun... its untraceable...
Arjun(angry, rude): kya chahti ho tum?
Sakshi: warn karna chahti hun... jo bhi tum kar rahe ho wo theek nahi hai...
Arjun: ohh really... aur kya theek nahi kar raha hun mein?
Sakshi: jyada oversmart banane ki koshish mat karo Arjun... tum achche se jante ho mein kis bare me baat kar rahi hun...
Arjun: seriously sakshi mein sach me nahi janta ki tum...
Sakshi (didn't let him finish his sentence, louder tone): tumhari dushmani mujhse hai Arjun... kisi begunah ko ise khel me mat ghasito...
Arjun: kya baat hai Sakshi tumhari awaaz me ek darr sa sunai deta hai... Kya lagta hai khel sirf tum hi khel Shakti ho? Ise khel ka purana khiladi hun mein... aur jeetna meri aadat hai
Sakshi: to apni aadat badlne ka waqt aagaya hai ACP Arjun... Kyunki aaj se pehle tumhare samne mere jaisi koi shatir khiladi bhi to nahi thi... ye naya daur hai ACP aur yaha khel bhi mera hai aur jeet bhi... aur rahi baat darr ki to Sakshi Anand kisi se nahi darti... chahe kitne bhi daav lagalo tum mujhe nahi rok shakte... meine jo kaam shuru kiya hai usko uske anjam tak pahuchake rahungi... kisi bhi kimat pe...
Arjun: aur mein bhi tumhe pakad ke rahunga... tumhe apne sare kiye ki saza dilake rahunga... naye ya purane sare zurmo ka hisab dena padega tumhe Sakshi...
Sakshi: go to hell Arjun... btw... I know who kill your father (that made arjun shocked)...
Arjun: tumhe kaise... kisne... kaun hai wo...
Sakshi: you know what nahi bataungi... tumhe kabhi pata nahi chal payega but you don't worry I'll take his revenge arjun... bye
Arjun was really mad and made his fist and banged on the table...
Arjun (sad, angry): mein pata lagake rahunga sakshi... baba ke katilon ko saza mein dilaunga... ye mera badla hai...
Arjun: shree I wanted you to trace this call... aur mein ye nahi sunana chahta ki nahi ho Shakta... untraceable hai... fir bhi dhundho... koi bhi lead... I want her at any cost...
He was breathing faster in anger... shree was scared couldn't say a word, looking arjun's anger...
Sakshi got ready to leave the place... she was on his motorcycle and put his helmet on... She enters some code in her watch and there was a blast in that house and she threw her phone into that fire...
Sakshi (to herself): pehle apni biwi ke katilon ke liye tadpte the ab apne baap ke katilon ke liye bhi tadpoge tum... yehi tumhari saza hai... ek masoom bachche ko apne ise khel me mohra banane ki... ab jo kaam me 1 mahine me karne wali thi wo ab 15 din me pura kar dungi...
******************
A young man in his early 30's were talking to someone on the phone... he looked very tensed as he was walking around and his helplessness was seen in his anger... Another leady in her late 20's were sitting on the couch and staring at her 5yrs old boy's picture and crying... another man in his early 60's was trying to call someone... There were few policemen inside and outside of the house... their house was huge and had expensive interior...
"Commissioner sir... 15 din guzar gaye hai lekin aapki police abhi tak mere bete Malhar ke bare me koi bhi information pata nahi kar payi hai... aap hi ne kaha tha na ki 15 days ke andar mera beta mujhe mil jayega... where is my son Commissioner? that young man yelled at commissioner... "we are trying our best to find your son Mr. Koshal... aap bas thoda patients rakhiye... Commissioner replied his all time favorite lines...
Koshal: aur kitna intezar karu... aapke kehne ke mutabik ise baat ki bhanak kisi ko nahi padne di... nahi koi relatives, friends aur nahi media ko... Lekin ab bas ye mera aapko aakhri call tha... ab aap apne seniors aur janta ko khud hi explanation dena... kyunki mein 3 ghante baad ek press conference bula raha hun... jisme mein apne bete ki kidnaping ke bare me bataunga... ( he hung up the phone) papa mujhe nahi lagta ye log itni aasani se kuchh karege...
The guy in his 60's called someone... "mantri ji.. mein Vishwajeet Anand bol raha hun... lagta hai ab aapko humare support ki zaroorat nahi rahi... (mantri was trying to say something Vishwajeet Anand stopped him) pehle meri baat puri tarah sun to lijiye... mera pota Malhar Anand ko kidnap hue 15 din ho gaye hai aur aapki police bhi kuchh nahi kar rahi hai... dekhiye mantriji mein bilkul seedhi baat karta hun... agar aapne3 ghante ke andar kuchh nahi kiya to agle election ki to chhodo par abhi isi waqt mein apna support wapis le lunga... aur ye aap ke liye bilkul theek nahi hoga... aur ye koi dhamki nahi hai... aur ye aap achche se jante hai...
In 2 hours... Commissioner and Mantri both reached to Anand Villa
Commisioner: Mr. Koshal... aap ka case humne CBI ko saupa hai... Ab CBI hi aap ke bete ko dhundhe gi...
Mantri: Vishwajeet ji... aap ab na bilkul chinta mat kijiye... humne sab ko achche se samja diya hai... aap ka pota jald hi aapke pas hoga...
Commisioner: ji bilkul... aur wo CBI chief abhi aata hi hoga... ohh... there he is... Mr. Koshal, meet CBI Chief ACP Sameer Rathod...
Rathod entered in Anand Villa with his CBI team...
Rathod: good morning sir...
Commissioner: rathod... meet this is Koshal Anand, unke father Vishwajeet Anand aur ye Mr. Koshal ki wife Mrs. Paridhi Anand...
Rathod: aur?... I mean sirf 3 log hi rehte hai yaha? Aur koi nahi?
Vishwajeet: jee haa... hum sirf 3 log hi bache hai... Meraa beta Vikas ki ek accident me death ho gayi thi... aur uski biwi Sakshi wo...
Paridhi: ACP Rathod mera beta... kab milega?
Rathod: hum jald se jald dhundhne ka try karege... Bataiye kya hua tha...
Koshal: 15 din pehle mein aur paridhi Malhar ko leke mall gaye the... aur kuchh hi min. me wo gayab ho gaya... pata hi nahi chala kab... pura mall dhundha kahi nahi mila... aur ek phone call aaya ki mera beta uske pass hai... aur wo mujhse kuchh chahta hai... mein kisise ise bare me bat na karu... aur uske next call ka wait karu... mene fauren police me complaint kar li
Rathod: aur uska koi call aaya fir se?
Vishwajeet: nahi... yehi to samaj me nahi aaraha... kyun usne fir se call nahi kiya... agar ye kidnaping paiso ke liye nahi ki hai to fir kis liye?
Rathod: yahi to pata lagana hai... Mujhe aap ke bare me sari details chahiye... saare friends, family, and even enemie sab ke naam chahiye... agar aap meri madad chahte hai to mujhse kuchh bhi mat chhupayega...
so that's it for now...
tell me how's it? keep posting your comments or hit like if you like it...
thanks!!!
Edited by aptl123 - 8 years ago
41