Bigg Boss 19: Daily Discussion Thread - 25th Sep 2025
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Sept 25, 2025 EDT
🏏T20 Asia Cup 2025: IND vs BD, Match 16, A1 vs B2 - Super 4 @Dubai🏏
All the activism/feminism is reserved for kachara FL?
ROOM SERVICE 25.9
🏏T20 Asia Cup 2025: PAK vs BD, Match 17, A2 vs B2 - Super 4 @Dubai🏏
Happy 200 MANNAT❤ ....MHKPK🥳
Hawt Geetmaan Moments 🔥🔥💋💋
Deepika to reunite with Vin Diesel for XXX 4?
Movies of Sonam Kapoor's which I enjoyed
Important Questions
Sameer Wankhede takes Aryan Khan’s series TBOB to Court
Hrithik at Homebound screening…what happened?
Quiz for BB19 Members.
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Sept 26, 2025 EDT
OTT vs. theatre: which one do you prefer?
DANDIYA NIGHT 26.9
Part 15
Arjun stayed in Gurudhwara for 25 days... and he was recovering faster... he always read news about ETF team that they had finished almost all the terrorist camps and activities in that area... Rihana had tried 3 more attacks on army armaments house but she failed asusual... before her attacked, some girl informed rathod about attack and rathod stopped that attacked too... Rathod and his team had vanished almost every illegal activities from that area and it was very difficult for terrorist to stay in that area... all there secrets and hidden place were sealed by ETF... there wasn't any place left to stay and it was the time for them to leave the country but that was not pissible either... so they went into gurudhwara and hijack that gurudhwara... News was spread faster and all the media came there for coverage... Terrorists asked $100 milion and a helicopter to leave the border safely... Unfortunately They chose the same gurudhwara where arjun had stayed... Balu uncle and Arjun heard all these noice... and there was a continuously news showing on channel so they got to know about this... ETF team, other police force and indian army also reached there...
Balu uncle: sab log ithe aachuke hai... une atankwadiyon ne humare gurudhware pe humla kar diya hai... kum se kum 40 logo ko bandhi bana diya hai...
Arjun (banged his fist on the bed with anger): mujhe jana hoga papaji... waqt aachuka hai mere laut ne ka...
Balu uncle: nahi puttar... tum abhi... (his phone rang)
Ballu uncle: haa puttar bolo...
Sakshi: uncle ji Arjun ke jane ka waqt aachuka hai...
Balu uncle: par puttarji abhi uske zakhm puri tarah se theek nahi hue...
Sakshi: koi baat nahi uncle ji... use kuchh nahi hoga... wo Arjun hai... uske agyatwas ko khatma karne ka time aachuka hai... yeh hi sahi waqt hai... sirf wahi hai jo une 40 logo ko bacha shaakta hai aur une terrorists ko pakadwa shakta hai... use kuchh zaroori medical aide dekar jane dijiye...
Ballu uncle (upset): theek hai puttar... (she hung the phone) arjun puttar tu sahi keh raha hai... Jaao aur bachalo un bekasoor logo ko aur mar girao une atankwadiyon ko... arjun ka agyatwas khatm hua ab arjun ke yudhdh karne ka time hai... jao puttar... aur ye lo tumhari gun... aur ye rahi dusari gun jiski tumhe zaroorat padegi... (Arjun looked at him to ask how did he get this gun, balu uncle understood that) kisi ne di thi tumhare liye... Mujhe kaha tha ki jab sahi waqt aane par tum jab yaha se ja rahe hoge tab de dun... tumhari sab se badi madad hogi ye... aur ha ye ek strong pain killer injection... waheguru teri raksha kare aur tujhe kamyab kare...
Arjun entered in gurudhwara from back door which was unnoticeable... He obserbed their position and how many people were there... And then he attacked on those terrorists... media, all the police force and indian army heard a gunfiring inside gurdhwara while they were making plan... every one got tensed... but suddenly one terrorist was thrown out from the glass door... People who were outside was shocked to see the terrorist in these condition... As soon as door was broke, Arjun was seen there standing with his guns... people who were inside got relieved and media were busy in taking the pics of Arjun and police and indian Army rushed into gurudhwara...
ETF team was happy to see Arjun... and Arjun was also happy to see them... Rathod rushed to him and hugged him... he was the happiest person today as his best friend is back to him... he felt guilty himself for Arjun's attacked but now seeing him absolutely fine he felt relieved... tears were rolling out from his eyes... his team were seeing their chief's this side first time... Arjun also hugged him and his eyes were wet too... looked like both of their lost friendships had come back...
Rathod (very emotionally): Arjun... I am very happy to see you brother
Arjun: me too sam... ek pal ke liye laga ki mein tumhe fir kabhi nahi mil paunga...
Shree: chhotu, aisha wo dekho ram aur Bharat milap ho raha hai...
Liza: wow finally in dono ki unban khatm ho gayi humesha ke liye
Aisha: haa ab ye log nahi zagde ge
Shree: galat... ye sirf temporary hai... dekhna abhi kuchh minute me jaise the waise
Chhotu: kya bat kar rahe ho shree... nahi ye dono sach me best friend hai
Shree: mene kab mana kiya... par inke Milan ka time abhi nahi aaya... abhi kuch aur bichhade kinaro ka milna baki hai...
Rathod and Arjun broke hug... they came back to reality... they were flown away in emotion but now they are in reality
Rathod (in his style): tum theek ho? Kaise? Tumhe kaise kuchh nahi hua?
Arjun: to kya mujhe kuchh hojana chahiye tha... Kya mujhe kisi ke char kandhope aate hue dekhna chahte the aap SIRR...
Rathod (angry): Arjun...tum se to kuchh bat karna hi bekar hai... yaha me itna pareshan ho gaya tha aur tum ho ki... damn it...
Arjun: thank you very much... itni concern ke liye... magar mene pehle hi kaha tha ki meri chinta karne ki kisi ko koi zaroorat nahi hai... samje ya samjau...
Both glared eacother, clinched their jaws and left from there...
Shree: kya bola tha mene...
Liza: man gaye spacky tumhe...
Chhotu: kamal hai yaar abhi to pyar se gale mil rahe the aur ab...
Aisha: ek dusare ka gala katna chahte hai... inka kuchh nahi ho shakta...
Chhotu: sahi me... Chaar din ki Chandani, fir kali andheri Raat
Aisha: kash aisa koi aye jo inko firse ek sath karde... jo shayad ye pehle hua karte the...
Liza: true... kahi to koi hoga na inhe milane wala...
************************
It was dark around and Sakshi was waiting for someone in some quite place...
Man: rihana uff sorry sakshi...
Sakshi: kya hua? Kuchh pata chala use mantri se...
Man: nahi..
Sakshi: Damn it... kahi khamkha hi to hum use mantri ko ETF se nahi bacha rahe hai... upar se wo ETF wale tum pe shak karne lage hai ki unke PA yani tumhari wajah se wo azad ghum raha hai aur wo log tumhare khilaf bhi sabot dhundh rahe hai...
PA Salim: aap meri fikr mat kijiye... mujhe kuchh nahi hoga... aur Ye rahi chip army ke Lef. General Vanraj aur Mantriji Ashwar khan ke khilaf... do din pehle hui unki meeting ki sari baat chit ki recording hai isme...
Sakshi: that's great... kuchh pata chala?
PA Salim: nope... lagta hai wo log kuchh khas nahi jante use aadmi ke bare me... par kal ek aur bar me koshish karne wala hun shayad kuchh pata chal jaye... bas tab tak ETF ko dur rakhna unse... kyunki sara waqt mantri ko chhudane me chala jata hai... bas kuchh din aur uske bad sab kuch saaf ho jayega jaisa aap ne plan banaya tha waise...
Sakshi: hope so... na jane kyun kuchh gadbad lagti hai... as you know ki ACP Arjun is back now to wo kuchh to karega hi...
Salim: to aap use thodi der ke liye bhatka kyun nahi deti...
Sakshi: it wont be that easy now...ab tak to hum unhe sari leads dekar apni investigation unse karwate the... but now... he wont follow our leads... wo apni investigation khud karega... and if I am not wrong wo sab samaj bhi gaya hoga...
Salim: to kya me kuchh karu... mein ETF team ko temporary kidnapped karwa shakta hun... use mantri ke naam se... taki hume thoda time bhi mil jayega...
Sakshi: are you out of your mind? Wo ACP Arjun Rawte and ACP Sameer Rathod hai... not possible... aisa kuchh karne ki sochna bhi mat... sare kiye karaye par pani fer doge tum... is that understood?
Salim: yes... aap ye chip rakhiye aapne paas... wo matri aur Lef. General ki video footage hai... inki wajah se unka bachna namumkin hoga... (Sakshi left with that chip) aap kuchh bhi kaho ETF ko kuchh time ke liye to yaha se dur rakhna padega... I have to do something...
In the ETF head quarters...
After all the interviews and investigation at gurudhwara... team member came back to the head quarters... Balu uncle also got disappeared after Arjun returned to his team... when Arjun went to the room, where he kept him nothing was there beside the medicines and all the medical instruction...
all the team was very happy and exited as their khadoos ACP Arjun is back... and after many days team members were enjoying their seniors arguments... Arjun was standing near board that had all the facts and was thinking something... he is okay now but his wound still has not healed... he kept touching his shoulder and chest as he was having pain... it wasn't unnoticeable by one person...
Arjun: kuchh to chhut raha hai...
Rathod: tum fir shuru ho gaye... aaye nahi ki fir se wahi sab... agar dard ho raha hai to baith kar davai kyun nahi lete...
Arjun: mujhe kya karna chahiye aur kya nahi me achche se janta hun SIR... aur davaai me jab chahe lun usme ETF chief ko koi fark nahi panda chahiye...
Rathod: damn it... ETF ka Chief hone ken ate meri zimmedari hai ki meri team ka har insan theek ho use nate tumhe bhi ye davaai le leni chaiye samje tum? Madhavji Khana laiye... ye meds. Khane ke baad leni hai...
Arjun(looking at food): kya hai ye sab... ye sare sophisticated logo ke chochle hai... aisa khana me nahi kha shakta...
Rathod: chup chap baitho Arjun... aur khalo... kuchh din tumhe aise hi boiled vegetables, bina namak aur mirchmasala ka khana khana hai...
Arjun: koi chhota bachcha nahi hun mein... jo jabardasti kuchh bhi khilado ge aur khaluga... ye insano ke khan eke liye nahi hai... aur ab mujhe kya khana hoga wo bhi ETF ke chief decide karege?
Rathod: haa... me decide karuga... kyunki tum bachche nahi use bhi bure ho... seedhi bat to kabhi tumhe samaj hi nahi aati... isiliye jabtak theek nahi ho jate mein jaisa kahuga waisa karoge tum...
Arjun: to ab ACP Rathod se Dr. Rathod ban gaye tum? Lagta hai forensic joint kar liya hai tumne...
Rathod: Arjun... jyada smart ban ne ki zaroorat nahi hai... jaha tumhe rakaha tha wahase tumhari medicine, aur kuchh papers mile the jisme likha tha ki tumhe kya khana chahiye aur kya nahi... meds kab leni hai... kaunsi exercises karni hai... kitna rest karna hai ect... to ab aap khana khayenge ACP Arjun Suryakant Rawte... aur ha... tumhare sath hum sab bhi aisa hi khana khayenge...
Choree (shocked): kya?
Rathod: tum logo ko koi problem hai?
Shree: no sir... wo to khushi ke mare nikal gaya... hain na chhotu
Chhotu: haa sir... hum ek team hai to sab milbatkar karege... to Arjun sir ka dukh bhi hum log milbatke khayege...
Rathod: kya bol rahe ho chhotu...
Arjun: lagta hai inhe bhi bhukh lagi hai rathod... tum log bhi khana kyun nahi khalete mere sath...
Rathod: that's good idea... madhav ji sab ka khana lagaiye...
Madhav and Radhi arranged the food for everyone...
Chhotu: pehli baar khana dekh ke bhukh mar gayi...
Liza: kash mujhe goli lagti aur mein hospital mein hoti...
Aisha: guys kya bol rahe ho...
Shree: sahi to keh rahi hai... kamsekam hospital me khana ise to achcha hi hoga... ye rathod sir bhi na humesha humari bajate rehte hai...
Chhotu: kehte hai ise khnane se Arjun sir jaldi theek ho jayege... Kya khaak theek hoge... Are achcha bhala admi bimar ho jaye aise khane se... deva kis paapo ki saza de rahe ho tum... in ke atyachro se bachane wale kisi fariste ko jaldi se bhejo yaha...
Finishing dinner difficultly, Rathod gave Arjun meds...
Arjun (galring at rathod): kya hai ye... abhi to khana khaya... fir se kyun de rahe ho?
Rathod: aaj bhi tumhe joke sunana nahi aata... chup chap khalo...
Arjun: itni sari? Papaji to mujhe utni nahi dete the... kahi mujhse badla lene ke liye 5-6 pills tumne to jyada nahi dal diye...
Rathod: Rawte tumhare aur nakhre nahi uthane wala me... Maa nahi hun me teri shale?
Both Arjun and Rathod was staring eachother...
Flashback
During their trainings days, arjun was getting ready... he was making his hair and using the perfumes... and Sam was packing bags...
Arjun: Sam mera headphone dala?
Sam: haa...
Arjun: wo pradhum ke waha se video game ki CD le aya tha na... shala kanjare ek baar cheeje le jate hai fir wapis nahi karte...
Sam: ji haa...
Arjun: aur ha wo meri new blue shirt rakh di hai na tumne?
Sam (little irritate): haa
Arjun: ha sam... mere kuchh paise hai use drover me wo bhi rakhle...
Sam (irritated): jo hokum mere aka... aur kuchh...
Arjun: nahi abhi to bas itna hi... (he went to bathroom and came back with tooth brush and toothpaste)Sam ye kya hai... dhyan kaha hai tera... abhi ye reh jata na... me waha brush kaise karta... chal ise bhi rakh de...
Sam: Abe shale ek to teri sari packing me karta hun upar se mujhe nakhre dikhata hai... Maa nahi hun me teri Shale?
Arjun: Sam tu meri maa bhi hai, bhai bhi hai aur bahen bhi...
Sakshi: achcha hua ye nahi kaha ki girlfriend bhi tu hai... waise agar kal me na rahu to Arjun tumhara gujhara to apne dost ke sath ho jayega... koi problem nahi hogi... haa agar tumhara dost tumse dur chala jaye tab tumhe problem hogi... right...
Arjun: wrong Sakshi... (hugging her) tum dono me se kisi bhi ek ke na hone par Arjun Arjun nahi rahega... mujhe Sakshi aur Sam dono chahiye... kisi ek ke bina ye zindagi ajnabee ban jayegi mere liye... samjee ya samjau...
thats it for now guys...
hope you all like it and plz plz plz leave your comments here... and hit like button if you like it...
thank you
Arakshi SS: Chance By Kismat Prologue, Part 1 and 2 Part 3: Arjun kneeled before lifeless Sakshi, who didn’t even blink from past 5minutes. She...
Hey guys I'm here with the prologue of my Ariya story, though the title hasn't been yet decided but i hope you will enjoy it. Prologue :Life is
Prologue The night was heavy. As if the air itself carried the weight of unspoken truths and unfinished emotions. A storm was brewing—not...
Part 1 The ETF office had always been a place of tension, urgency, and adrenaline, but today, an unusual silence loomed over the space. The...
Hey all iam Navya , this is my first fan fiction, iam so obsessed of our beloved arakshi ,i almost read all ffs of arakshi ,now I thought of...
41