Part 35
At night
Anuriya arjun k ghar shift ho gaye hai.riya bhi kuch din k liye .qki wo bhi anuarj se Judi hai or use bhi khatra ho sakta hai.
Dono kitchen mai hai.
or Veera n aarav arj k sath khel rhe hai.
Tabhi veera - mamu apko pata hai mere daddu ( papa) kaha hai. Mumma nhi batati kabhi.
Ar - ha wo bhi meri tarah hai police mai.
Vee - apki tarah bahut acche hai.
Ar - haa beta bahut acche hai.
Baccho k sone k bad.
Ar - anu rajat veera ke bare mai nhi janta hai na.
Anu - nhi bhai or na hi mai chahti hu wo Jane.I hate him
Ar - nhi anu jarur kuch galat fehmi hui hai .Rajat aisa nhi hai.
Anu - pehle hume bhi yahi lagta tha par wo apke sath kaise behave karte hai.
Ar - fir bhi use sach janne ka hak hai. Wo pita hai uska. Or veera k bhi kai sawal hai tum kab tak talogi unhe .WO aaj aa gaya hai mai bat karunga usse.
N he left home
2 hr bad anu ka phone ring hota hai.wo attained karne k bad numbly baith jati hai.
Ri - kya hua any??
Anu - riyu di bhai.
Ri - arjun kya hua arjun ko.
Anu - pata nhi hospital se phone tha bhai hospital mai hai.wo Rajat se milne gaye the na.kahi unhone to kuch nhi.
ri - kya ? Any jaldi hospital chalo.mai rarhore sir or shree ko bhi batati hu.
Anu -hmm.par Arav or veera.
Ri - lock kar do li ka ghar pas mai hai.use call karte hai .jaldi chalo
Anu - riyu di bhai ko kuch nhi hoga na.
Kuch der mai riyanu hospital pahuchte hai.
Waha Rajat bhi hai use bhi chotien aayi hai.
Raj - anu riya tum log aa gaye.
Par anu bahut gusse mai uski coller paladti hai
Anu - kya kiya tumne mere bhai ko. Batao kaha hai wo. Wo to tumse bat karne aye the or tum.tum itna gir jaoge Maine socha nhi tha. I hate you Rajat I hate you.
N she faint.
Raj - anu anu .kya hua tumhe.
Ri - ab jhuti concern ki jarurat nahi hai.
Dr anu ko dekhiye.
Or use ward mai letate hai
Raj - riya arjun
Riya slap him.
Ri - akhir tum bhi wahi nikle ghatiya baap k ghatiya bete. Ho bhi q na akhir khun to apna rang dikhayega hi. I hate you. I hate you bb I hate you.
Rajat shocked hai tabhi arjun aata hai.
Ar - relax riya.mai thik hu mujhe kuch nhi hua.bas thodi si chot hai. Anu ko kya hua.
Ri use bas dekh rahi hai .fir use samjh ata hai arj thik hai bas sir par thodi chot hai or bandage laga hai
Riya fouran use hug karti hai.
Ri - aap thik hai na arjun. Kuch hua to nhi.
Ar - haa riya mai bilkul thik hu or tumhare samne hu. Anu ko kya hua.
Ri - kuch nhi bas apki khabar sunkar faint ho gayi.
Ar - cutie bhi na.
Tabhi sam or sab aate hai.
Sam - arju tu thik hai. Kya kiya Rajat tumne.
Anu - bhai bhai aap thik hai.
Ar - ha cutie mai thik hu. Tum sab yaha.
Sam - haa riya ka phone aya tha ki tum
Rajat se Milne gaye ho or ab hospital mai ho.
Ar - are Rajat ne kuch nhi kiya.
All -kya .fir ye Sab.
Ar - pehle ghar chalo.Dr 3 bar akar hume ghur kar chale gaye hai. Or dusre patient bhi disturbed hai.
Sabhi ghar pahuchte hai.waha Lisa or sakshi hai or ek Dr bhi Jo arav ka checkup kar rahe hai.
Ri - Dr reddy yaha. Kya hua arav ko li.
Li - arav ki neend khuli or tum logon ko nhi dekha to pucha to maine bata diya .fir ye papu papu karke behosh ho gaya.tum jaldi mai apna phone yahi bhul gayi or anu ne uthaya nhi to maine tumhare no se Dr ko phone kiya.
Ri - thanks li.
Dr - dekho riya ab time nhi bacha hai .
Ri - par apne to kaha tha ki arav k 10 sal ka hone par.panicly
Dr - uski condition serious hai. Isi sal operation karna hoga.
Dr put hand on her shoulder n riya become statue.
While other are shocked and anu went to aarav n put hand on arav head with love n tears in her eyes.
Ar - kya hua arav ko riya.
Riya to abhi bhi statue bani hai.
Anu - arav ko blood cancer hai bhai. Agar use bachana hai to bonemarow transfer karna hoga. Pehle jab wo 10 sal ka hone wala tha tab par abhi dr ne kaha isi sal karna hoga.
All get shocked .sabhi ko chote se arav ko dekh kar daya aati hai.
Shree Lisa go to riya n hug her.isse riya hosh mai aati hai.
Ri - shree Lisa mera arav. N start crying
Sh - kuch nhi hoga riya arav ko.
Li - haa riya bone marrow transfer or sab thik ho jayega.
Ri -mera match nhi hoga
Fir riya
Ri - arjun arjun aap bacha lijiye Arav ko.plz arjun
WO apne hath jodti hai. Arjun uske hath pakadta hai.
Ar - riya hum sab tumhare sath hai .mai usko acche se ilaj karwaunga.
Ri - aap bhi apna check karwa lijiye chaliye abhi chalte hai.
WO almost apne hosh kho chuki hai.
Ar - riya hosh mai aao.wo abhi thik hai. Mai manta hu ki kabhi kabhi dusron ka bhi match karte hai par abhi humare pas chances hai uske papa ko bulao riya
Ri - unhi se to bol rahi hu. Aap plz bacha lijiye use mai use aapko de dungi .par use bacha lijiye.
Ar - riya kya bole ja rahi ho.
Anu - WO sahi keh rahi hai bhai Arav aapka beta hai.
Sabhi shocked ho jate hai or arjun to jaise or kuch nhi samajhta bas anu k words usne kan mai gunj rahe hai.
bhai Arav aapka beta hai.
Sam - kya par kaise
Ar - kya bakwas hai anu Arav 3-4 sal ka hai mai riya ko 1 1/2 sal pehle mila .ye galti se bhi possible nahi.
Li -Riya tum aisa q bol rahi ho match nhi hoga.check to karwa lo.
Ri - nhi hoga qki chahe maine use apki womb mai pala ho chahe Maine use janam diya ho par wo mera khoon nahi hai.mai uski surrogate mother hu. Arav apka or roshni di ka khun hai apka beta.
Arj - kya par kaise.
Raj - riya tum chutki ho.par kaise .
Ri - sahi pehchana aapne mai hi badkismati se bhimsing rajvansh ki Choti beti or apki or rosh di ki Choti bahan hu.
Raj - par tum kaise tum to
Ri - marne walon ne to mar diya tha par upar wale ne bacha liya.
Raj hug her .chutki meri chutki jinda hai.
Par riya use push kar deti hai.
Ri - chodo mujhe tum bhi apne ghatiya baap ki tarah ho.mera tumse koi nata nhi.
Raj - chutki.
Ri - ha unhone apni Behan or beti ki Jan li or tumne arjun ki Jan lene ki koshish ki.dono ek jaise ho.
Ar - nhi riya Rajat ne meri Jan lene ki koshish nhi ki balki bachai hai.
Samiya - sach .par
Raj - wo.sab badme chutki tumne aisa q kaha ki babasa ne tumhe or bua ma
Ko marne ki koshish ki.
Ri - qki yahi sach hai.
Ar - matlab tum roshni ki chutki ho jiski wo roj bat karti thi .
Ri - haa .mai wahi hu.
Anu - par riyu di aisa q kiya unhone.
Ri - Jaipur k thakur bhimsingh ek jhuti shan mai jeene wale insan the. Unki pehli shadi se koi bacche nhi hue to unhone apne guru swami kalcharan k kehne par ek gareb ladki rama se shadi kar li. Shadi k ek sal bad Rajat bhai sa fir ek sal bad roshni di aye. Fir di se teen sal choti mai riya yani chutki.
Humar baba ko sirf paiso or ladko se pyar tha.par mujhse or di se nhi.
mere paida hote hi ma chal basi.
Humari ek bua thi angna bua .unhone bhag kar hiren mukharjee se shadi kar li.par humare jhuti shan mai jeene wale pita ko ye gawara nhi hua.to unhone dono ko alag kar diya or bua ko wapas le aye. Par wo akeli nhi thi us waqt pragnet thi. Wo to bua ko Marne wale the par election bich mai aa gaye. Par unhone unke bacche ko janam se pehle hi mar dala dawai khilakar. Par bua ne hum teeno ki parwarish ki ek ma ki tarah.
Raj - ha humare liye to bua ma hi ma thi.mai bhi sirf 4 sal ka tha ma ki maut k waqt.
Ri - ha par unhe kya mila.maut or sitam.jab mai 12 sal ki hui to baba ke swami ji ne keh diya mai unki barbadi
Ka karan banungi par agar meri bali di to khub naam or paisa milega.or mere lalchi pita taiyar ho gaye or jisme unka sath diya humari step mother ne.
Us din hume car se bali dene le jaya ja raha tha.or unke orders the ki bua ko bhi mar de qki ab unka beta 15 sal ka ho gaya or use aya ki jarurat nhi.
Par roshni di ne sab sun liya .or hume bataya. Driver kaka bhi humare sath the .unhone hume car se utarkar car khai mai faik di .or hum kolkata bhej diya.or sabko laga hum sab mar gaye
Rajat - tabhi roshni us din se baba k samne jane se darti thi.usne na kabhi un dono se na hi unke bare mai bat ki.
Ar - ha usne mujhe sab bataya tha.par wo tum kaha ho ye nhi janti thi.bahut miss karti thi apni bua ma or chutki ko.
Ri - waha se hum Kolkata gaye or usi sal bad aa gayi. Gaon mai sab jante the buama jab waha se gayi thi 7 Mon pragnent thi. to kisi ko shak nhi hua. Is tarah riya rajvansh riya mukharjee ban gayi.bua ma ban gayi or fufa baba.
Baba ma k Jane k tut gaye to unhone sharb ka sahara liya. Wo chahte the unka beta ho qki wo unke sath hui nainsafi ka badla le bhimsing se. Isiliye mujhe kabhi unse nafrat nhi hui qki mere baap ne unse unki sari khushiyan chin li ab wo insan rahe hi nahi the nashe k gulam ban gaye the.
Sam - fir tum roshni se kab mili or Arav
Ri - meri research desk par new job lagi thi .ek din mai ghar laut rahi thi to raste mai bahut bhir thi .Maine dekha
Fb
ek Lady behosh padi hai par koi use utha nhi raha hai.
Ri - inhe hospital le jana hoga pls meri help kijiye.
Or wo use hospital le jate hai.
Dr - chinta ki koi bat nhi she is pregnant or pragnency mai ye aam bat hai.bas thodi kamjori hai.
Ri - thanku Dr
Kuch der mai wo Lady uthti hai.
La - mai hospital mai.mai to shopping ja rahi thi fir
Ri - aap faint ho gayi thi. Or congrates app ma banne wali hai.
La - sach.
Ri - hmm.
La - hii I am roshni .n thank u.
Ri - I am riya .
Ro/ri - meri bhi chutki/di ka nam riya/roshni hai.
Dono shocked and happy.or ek dusre ko hug karte hai.or ab tak kya hua sab share karte hai.
Ro - aaj mai bahut khush hu mai ma banne wali hu meri chutki bhi mil gayi. Pata hai maine inse tumhe kitna dhundwaya.
Ri - mai bhi bahut khush hu di.tum mil
gayi or ab to mai masi banne wali hu.
Ro - chutki bua ma kaisi hai.
Ri - acchi hai.or apse Milkar or wo nani banne wali hai ye sunkar kitna khush hongi.
Wo ma or rosh ki bat karwati hai.
Ri - accha di itna sab bataya par jiju ka nam nhi bataya.kya karte hai.or bhaisa kaise hai.
Ro - bataungi surprise hai.ek week bad humari marriage anniversary hai usi din unhe do surprise or tumhe ek surprise milega.
Ri - di par ek week .
Ro - intjar karna hoga.
Fb end
Ri - us din se hum roj milte the or dhero bat karte the.di apne baby ki bahut bat karte thi or arjun apki bhi.ki apko pata chalega to ap ye karenge itna khush honge. Unhone kaha tha aapne baby ka nam pehle hi soch rakha tha Arav
Ar - ha hum baby planning kar rahe the to Maine baccho k nam soche the mujhe Arav bahut pasand tha.WO mujhe jis din wo good news dene wali thi usi din us sik ne use mujhse cheen liya. Hum dono ghayal the mujhe drug kiya tha.kuch der bad mai hosh mai aya dekha rosh mai saans Baki hai
Fb
Arjun use hospital lata hai.
Ro - arjun
Ar - tumhe kuch nhi hoga roshni.
Ro - arjun bhaisa or sam blue pub mai hai humare liye surprise plan kar rahe hai unhe bachao unka next target wo hai.tum drugd the par Maine suna unhone jo kaha
Ar - par tum mai kaise
Ro - tumhe meri kasam arjun bhaisa or sam ko bacha lo.
Fb end
Ar - fir mai waha gaya or in tak pahuchne k pehle hi sabko mar dala par sik bhag gaya .jab mai hospital pahucha to waha sam tha.
Sam - Rajat kam hote hi imp mission par chala gaya.wo tumse Milan chahta tha par waqt nhi mila.kaha lautte hi surprise dega. Par fir Lauta hi nhi.sach q nhi bataya arjun hume laga tu roshni ko aise chod kar sik nam ki hawa ka picha karne gaya hai.
Ar - sach batata to tu khud ko uski maut ka responsible manta .
Sam - WO to mai hu or Maine tujhpar hi iljam lagaya. Mai kitna bura hu.
Ar - nahi sam teri kya galti Jo dikh raha tha tujhe wahi sach lagega na.or Jo roshni ki maut ka jimmedar tha use saja mil gayi.
Sam - par arjun.
Ar - bas SAM.
Ar - fir kya hua riya.
Ri - fir usi din mujhe hospital se phone aya
TBC...
49