PART 5
Arjun,"dekho jhut bolneka koi fayada nahi."
Boy,"sir me sach keha raha hu."
***************************************************************************
Arjun to chotu,"mujhe is ladke ka pura background chahiye."
***************************************************************************
Chotu,"sir ye ladka engineering ka student hai.
Topper hai aur use company se job bhi offer hui hai. Apane ma aur behan ke sath rehata hai.
Baap bachpan me hi mer gaya. Aur behan pagal hai. Use pagal pn ke daure aate hai.
Jab wo company me interview dene ke liye gayi toh uske kuch kagaz gayab ho gaye imp the wo job ke liye.
Iska sadma use bardasht nahi hua aur wo pagal ho gayi. Use laga hoga ki uski zindagi barbaad ho gayi. Waise bhi usane pura education complete kiya par wo kagaz nahi mile toh use job kaise milati. Bichari depression me chali gayi aur wo pagal...
Arjun,"use koi treatment nahi diya?"
Chotu,"umm...pata nahi sir."
Arjun,"to pata karo."
Chotu,"sir par is case se us ladki ka kya relation."
Arjun,"jitana kaha gaya hai utana kaaro chotu."
***************************************************************************
Chotu,"sir dr. khan. Unke pas uska treatment kiya. But paiso ke kami ke vajah se wo treatment chod di unlogone ab wo ladki ghar pe hi baithi rehati hai.
***************************************************************************
Arjun went to that boy's house.
His mother,"are aap aap yaha kaise???"
Arjun,"aap se kuch bat karni thi."
His mother,"ha puchiye..."
Arjun,"aapki beti ke bare me puchana tha..."
His mother,"pehale mere bte ko girftar kar liya aapne ab aapko mere beti ke bare me kya janana. Mana ke wo pagal he aapko kya lagata hai usane khun kiya."
Arjun,"maine kab kaha aise? Bat suniye meri dhyanse. Mujhe aapki beti ke bare me janana hai. Uska behavior etc. jo bhi hua uske sath."
His mother starts crying.
Arjun see towards aisha she understand.
Aisha gave sympathy to his mother.
His mother,"job ke liye gayi thi meri beti par kuch kagaz gayab ho gaye uske aur wo sadme me chali gayi. Bahot samazaya usko par wo apani halat se bahar nahi aayi. Aapne bhai ki tarah wo bhi hoshiyar thi."
Arjun,"aur kuch aisa jo ajeeb hua ho aapki beti ke sath."
His mother,"ha... ek din hum sab log mere bhanje ke shadi me gaye they. Mene vijay (that boy) ko mana kiya tha ki isse nahi leke jate par vo nahi mana.
Us din
FLASHBACK
Vijay was enjoying his brother's wedding.
His mother was busy with other people.
Sima (his sister) was alone.
She saw that one boy call her
She went there.
************************
Suddenly she starts crying.
Hearing her sound vijay and his friend went towards that room.
That room was close from inside.
Vijay and his friend break that door.
Vijay saw that no one was there
Sima seems that one boy call her she assume that he is forcing on her.
That was her illusion. As there was no one she was alone and herself she close that door.
First step towards psychological disorder.
FLASHBACK END
***************************************************************
Aisha,"pata nahi sir us ladki ke bare me kyu janana chahate hai?"
Chotu,"ha... aisha us din sir ladki ke bare me zyada puch rahe they"
Shree,"guys arjun sir puch rahe hai toh kuch toh gadbad hongi."
Aisha,"u r correct."
*************************
Arjun told about that girl to dr. khan.
Dr. khan,"hmmm...arjun that's call illusion. Ek pschyological disorder jisame ek insane apani alag duniya banata hai. Wo jo akele hote hai jinhe aapano sath chahiye par milata nahi. Wo kisi dusare insan ko assume karate hai jo sirf unhe dikhayi deta hai. Seema ke case me vahi hua wo akeli thi aur sadme bhi use us bheed me dar lag raha tha usane vahi assume kiya fir koi ladka uspar jabardasti kar rha hai. Jo ki nahi ho raha tha.
Rahi bat vijay ki toh to shayad uske bhi sath. Seema aur vijay bhai-bahen hai aur genes ke vajah se shayad seema ki bimari vijaya me..."
Arjun was shock ke aisa bhi kuch hota hai.
Dr. khan,"chaukane wali bat haina arjun kisi ek insane ko assum karake apani duniya banana.
Vijay ke sath yahi hua arjun...
Vijay ne bhi us ladki ko ek bar dekha pyar me pad gaya aur jindagi bana li apani. Us bechari ko kuch patha bhi nahi honga.
Usase milana aur uska milane aana sab illusion.
Agar kanun ke nazar se dekhe to wo murderer hai but he is innocent.
Wo ladki usko janti bhi nahi. Kk... janati bhi hongi par achanak uska ghar ana aur shadi ki bat use ajib laga honga.
Yahi bat vijay ko buri lagi aur usane bada galat kadam uthaya. Wo metally disturb tha aur akela use shayad smj nahi aaya kya kare aur kya nahi???"
Arjun,"k... thaks doctor aapne meri madat ki thanks."
*************************************************************************
Arjun,"vijay tum dono kab mile?"
Vijay,"jab mere cousin ki shadi tab use dekha maine usase bat ki usane bhi."
Arjun(in mind),"hmmm...usi din seema ko daura aaya aur dusare din wo ladki newyork cali gayi. Aur uska chehara vijay ke man me bas gaya.
***************************************************************
Shree,"sir ye aashish vijay ka friend."
Arjun,"vijay aur aarti (girl whom he loves) ke bare me jo bhi janate ho hame batao."
Aashish,"sir wo ladki ..."
He was scared.
Arjun,"don't worry jo bhi tumhe pata hai wo bolo."
Aashish,"sir us din...
FLASHBACK
Vijay,"aashish chal yar tujhe me apne pyar se milvata hu."
Aashish,"ohooo...bhabhiji. tu to bahot aage nikal gaya."
Vijay,"vo dekh aarti aa rahi hai."
Aashish was shock.
Aashish,"kaha pe hai aarti??"
Vijay,"vo dekhna gate ke pas andar aa rahi hai."
Vijay ran towards gate and hugs aarati.
Aashish was fill with sweat.
Aashish,"me tuzase bad me milata hu bye..."
FLASHBACK END
Aashish was fill with sweat remembering that incident.
Aashish,"sir... vah...a par... Koi n...a..hi tha."
And begins to cry.
Shree gave sympathy to him.
Aashish,"sir uske bad maine aarti ke bare me pata lagaya toh she was in newyork. Maine vijay ko bahot samjaya par vo nahi mana aur usane mujase dosti tod di."
Arjun,"hmmm..."
****************************************************
Court
Judge,"vijay ek mansik rogi hone ke vajah use mental hospital me bheja jata hai vahape uski treatment hongi aur 4 sal use jail me katane honge.(maine man se saza I don't know mental logo ko kya saza di jati hai."
Arjun to vijay's mother,"aap chinta mat kijiye aap ka beta thik ho jayenga aur aapki beti ko treatment deneke liye me help karunga."
********************************************************
Arjun come to reality after remembering that case.
Arjun(mv),"kahi sam ko bhi aisa kuch..."
**********************************************************
755