Wow didu...it's awesome, blossom, amazing, fantastic, fabulous, flawless and mind blowing update...Just loved it...Beautiful...marvelous..fo continue soon...and thanks for the pm..
Bigg Boss 19 - Daily Discussion Topic - 20th Sep 2025 - WKV
🏏T20 Asia Cup 2025: India vs Oman, 12th Match, Group A at Abu Dhabi🏏
Deepika starts shooting for King
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Sept 20, 2025 Episode Discussion Thread
🏏 Asia Cup 2025: Sri Lanka vs Bangladesh, Super Four, Match 1 Dubai🏏
Anupamaa 20 -24 Sept 2025 Written Update & Daily Discussions Thread
Downfall is Real! No one even cares for SPA pics this year
Fav contestant this year?
Book Talk Reading Challenge & Book Bingo ~ Oct 2025 Sign up open!
Star Parivaar Ki Favourite Saas
Related new fanfics
Homebound - OSCARS 2026 Official Indian Entry
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Sept 21, 2025 Episode Discussion Thread
HONEYMOON🏩 20th and 21.9
Akshay Kumar Is Back To Giving Hits
H-1B Visa Crisis: Families Forced to Return, Futures at Stake
Chunkey Panday happiest for Ahaan’s success (Saiyaara)
Tabu likes a reel shading Deepika on Instagram
👻😈😈😈Mask Of Zorro😈😈😈👻
🏏India vs Pakistan, Asia Cup-Super Four, Match 14 (A1 v A2) Dubai🏏
Wow didu...it's awesome, blossom, amazing, fantastic, fabulous, flawless and mind blowing update...Just loved it...Beautiful...marvelous..fo continue soon...and thanks for the pm..
Arun ki ma"nahi beta bachhce aaye is kushime nahi bus tum aye ho mere bete
ke jindagi me iskushi seaye hei"
Riya "mathalab??"
Suraykanth "wo my bathatha hoon"
Arjun "papa ab uska kya jaroorath hei??"
Suraykanth "jaroorath hei beta sab se jyada jaroorath hei kyoonki ..wo jana
hei age tere jindagi ke lovey jana hei..nahi apdonoke liye jana hai..kyoonki
bahche hei...aaj hothe hai kal job aaker ya shadi hone ek baad apna apna
jindagiyon me janthe hai...lekin jindagi ka sab se jyada jaroori hei hamare
jindagi ka sathi...jo hamare jindagi me beech me hi athe hai lekin jindagi bahar
such me dukh me aur..har ke mod me hamare sath rahathi hai hamare ya uski
aakhari saans tak.
Riya Surayaanth ke wor dekhrahi hai.
Kyoonki jabse aya wo jhatka hai waha tak bath karne ke aadath hei uska aaj wo
bath karraha hai wo bhi usse.
Riya "papa?? Aap kya kahna chahrahe hai my samjhi nahi"
Suryakanth " my ye kahna chahraha hoon beta ,wo bhi sach me mere beti
manker kahrah hoon...mere bte jaisie admi tujhe milna bahuth kush naseeb
hei"
Arjun"papa...ok kahdiya na mujhe pake wo use pake my dono kush naseeb
hei..OK chalo Ri.."
Riya Arjun ke kandhe pakdke.."Ruk...papa kuch kahraha hai tum kyoon nahi
kahne derahe ho???"
Suryakanth "kyoonki uska pyaar kya hei wo sab ko pathachaljayega a shayad
embarrass horaha hai"
Riya "ye ...aap kahiye appa mujhe sunna hai"
Arjun"Riya.."
Riya "tum ke shabd bhi nahi karrahe ho BUS Papa"
Surayakanth "my uska sunne wala nahi hoon beta..
"TUME ye janne ke liye taras rahe hona , my aur sumitra dono ..kasie aplogose
milgaye hai?"
Riya sar hiladi.
Suraykanth "kyoonki ...ek din mere paas Arjun aya...1and 1/2 year back.
Us din
Myne paper padraha hoon.
Noukar ake kaha ki " saaab...saab"
My"ha kya hua??"
Noukar" saab Arjun beta aaye hai"
My shock hogaya...isliye
"kya Arjun?? Yaha ?? tum pagal hogaye ho wo kyoon ayega ???agar yeha ana
hei tho usko patha hei na kya karna hei??"
Noukar "ji lekin my sach kharaha hooon dekhiye Wo"
Tabhi Arjun ander aaraha hai slowly ..uska chahare uthara hua hue hai.
Sach kahoon tho usko asie dekhekr mere ji gahabra gayi kyoonki ..myne mere
beta ko kabhi asie nahi dekha ..KABHI NAHI...
Wo apne decision sunathe waqth ghar chodke jathe waqth bhi myne usko asie
nahi deka.
Sumitra ko bhi khabar mili tho wo tho ...aagayi
"beta..Arjun..tum..tum sach me agaye ho?? Kya ye sach mere beta "
Bolke usko gale lagki.
Arjun bhi use...uske chehare ko dekhekr mujhe nahi laga ki sab kuch teek hai.
Isliye my do kadam aage gaya tha.
Arjun mujhe dek ker mere pair chooya.
Mujhe tho dil gahbara rahi hei.
Sab kuch teek haina ye sochse..kyoonki myne suna Arjun shadi karliye lekin
myne sumitra se nahi kaha.
Aur use jyada my jantha tak nahi.
Dil me kisibi kone me wo kush hai ye sochse tha.
Aakj mere age wo asie utare hue chehare se...khada hogaya hei.
Ttho sab teek hai??...MERE bahu..sach me useepal me mujhe has bhi agaya ki
myne us ladki ko bahu manliye...lekin mere bahu tho teek hai..warna mere
beta asie kyoon hai.
Sumitra ..tho apne beta ko dekhker kushise asoon beharahi hai.
Noukarose ye kahrahiia ki kya kya banana hei apan bte ke liye.
Arjun couch me bita.
Myne chouk gaya.kyoon Arjun...mere beta...us ghar me 24 years rahke
chalagaya..wo uska ghar hai..
Lekin aaj us couch me aise bita hei ki wo kisi aur ka ghar hei...usme uska
uncomfortable mujhe saaaf najar aya.
Mathalab wo dil se nahi aay...kuch khas bathes hi agaye hai...mathalab ye sach
hei ki kcuh tho hua hai."
Sumitara apne bte ko nasth lake khilarahi hai
Arjun khaya aur badme sumitra bhi bitker.."kya beta ab bolo sab kushal heina
??"
Arjun sar hilaya bus
Sumitra "beta tu ithane din baad aye ho agar tu ghar me hothe na ab tak tere
shadi kardethe the."
Arjun slow voice me "mere shadi hogaya maa"
Sumitra shock hue bad me sabhali kyoonki usko patha hei ki agar batha bhi
diya my nahi jane detha .
Sumitra "achha kya naam hei bahu ka?"
Arjun"Riya.."
Sumitar "bahuth pyaara naam hei kaise dikhthi hai sunder hei ??"
Arjun apna wallet se Ariya ke photo dikhaya.
Sunmitra apen bahu ko aur sath sath kushise hue Arjun ko dekheker bahuth
kush hue.
Sumitra "bahuth sunder hei ji aap bhi dekhiye bahu"
"my bhi dekha aur manme mybhi asie hi feel kiya lekin ab wo asie kyoon aya ye
mujhe kharaha hai my us ka muhse kuch sunne ke liye tarasa tha"
Bad me kush der bad...
Arjun "Papa"
Myne arjun ko hi dekhraha hoon kya bolega kya bolega????"
Arjun "my apkke wish poor karoonga...my mere job ko resighn kardoonga "
My choukgaya...kya ithane saal baad aker..mere wish pora karne chahrahe hai
kyoom?/ isliye udas hei iske liye ithane saal kyoon??aur ab kyoon??? Nahi wo
bath nahi hei isieeliye wo bath karne tak my wait kiya tha.
Arjun "my resighn kardoonga badle me mujhe 60 lakhs chahiye "
Mujhe tho kya kahana hei pathahi nahi chala..mere beta , mujhse souda
karaha hai?"
Ye sab uska jaydad hei..agar wo chahetho ye sab haq se lesaktha hai...ab aise
kahana kyoon?'
scroll down😃
Mathalab wo paisie se pyaar se nahi aya pehale jasie hi hai usko pasie me koyi
pyar nahi..phir..pasie..mathalab usko kcuh jaroortah padi paisose kya??"
My " kisliye chahiyr tujhe paisie?"
Arjun" wo chahiye isliye apka wish my poori karoonga "
My " mujhe reason chahiye tabhi desaktha hoon"
Arjun"reason kyoon apka wish.."
My "ab itane salo baad tumse ithane sal door rakhen bad tume asie lagraha hai
ki aaj bhi mere wish wahi hoga??"
Arjun mujhe chouke dekha.
My " aaj mere wish alag hei mujeh mere bata chahiye bahu chahiey wo hamare
sath nahi unke sath kahi bhi rahane ke liye hum tayar hai bus hum hamare
bache chahiye."
Arjun waise hi bitgaye,.
My hi apne place se uttker uske bagile me bita.
usko side se gale lagaker.."bolo beta kyoon chahiye tujhe pasie??"
Shayad tab tak kisi matter ko leker akele me sah raha hai kisi se banta nahi
isliye jab myne aise kaha tab wo bhi muejhe hug kiya...
Mere shirt ye bathaya ki uska ankh bhi se asona ya.
Sumitra e dekhekr "beta kyoon asie ho bolo"
Arjun " maa .mujhe Riya chahiye uske liye chahiye mujhe paise'
Myc houkagya "kya mere bete ke jindagi me ayi hue ladki paisieoke liye use..
(Riya ke wo mudker "sorry beta tab myne galath samajhe)
Sumitraa "kya beta ..paisieo chahe use?? Dethe hai use lekin asie paise chahne
wali ladki ..kab tak??"
Arjun"NAHi ..nahi maa usko pasie nahi chaiye "
My "phir??"
Arjun " wo mujhse door chaligayi usko wapas lana hei iske liye uske ek wish
poori karna hai uske liye "
Sumitra "wish kounsa wish??"
My "koyi flat??"
Arjun"Uhu "
Sumitra "gahahne ya koyi property "
Arjun"usko ye sab nahi chahiye ma bus mere siwa usko kuch nahi
chahieye,woe k judge ki beti hei.wo ye sab chodke mere liye aagyi...ma usko
mere siwa koyi pasise nahi chahiye "
Sumitra "kya tho tumse chodke kyoonagyi??"
Arjun"mere liye "
My "beta saaf bolo kya bath hei"
Arjun "ma apko patha haina mujhe bachhe kiathan pasand hei??"
Sumitra "ha "
Arjun "wo Riya pregant hue tabhi ek accident ke wajhe abortion hogaya aur
doc ne kaha ki wo kabhi ma nahi banpayegi"
Sumitar "KYA?? KYA kaharahe ho beta?"
Arjun"ha maa aur wo bhi janthi hei ki mere wish isliye ye bath mujshe chupayi
aur mujhse jagadke...chaligayi taki my use bhoolke aur ek shadi karke bachhce
hone ke liye "
MY aur sumitra dono shock
Myne socha kya mere bte ke liye wo apna jidahgi ko babraad ki...asie ladki ko
my ne kya socha
Arjun"aur...wo adoption ke liye raji nahi tho aaj kal surrogacy hei na isliye use
douran bina usko pathachale bachhe pake usko dene ke liye socha tha."
My " ha wahi teek hai"
Arjun "lekin wo bahuth costly tareeka hai ..ab tak hum 4 bar try kiyethe har ek
baar..4,5 mahene ane ke baad wo fail hogaya hai.isliye jo mere paas hai wo sab
pasie khatham hue hai.
AB mujhe doc ne ek bath batayi Riya ke bache ko paide karne ke liye perfect
donar ab milagayi hei"
My "wo tho kush khabar heina ??"
Arjun "ha lekin wo aurath ko pehelese ek bete hai usko ek accident ke
wajhe...usko operation karna hai uske liye wo...humse 50 lackhs mangrahi
hei.aur wo tests aur treatment sab ke liye aur 10 chahiye isliye ...mujhe 60
lakhs chhaiey ye perrfect hai ye miss hua tho koyi use Milna muskhi hai agar
aise hua tho...mere Riya mere paas nahi aayegi wo nahi aaya tho..mere saans
nahi chalenge papa mynahi rahaskatah uske bina a"
(Ye sunker Riya Arjun ko dekhrahi hai.)
SUrayakanth " my choukagay tha beta .kyoonki my nahi socha ki wo kabhi
apna jid chodke aayega ...
Kabhi apne job ko chodne ek liye ready hojayega.
Lekin hogaya...
Myne kabhi nahi socha ki wo mujshe pasie mangega ,
Lekin manga ..
Lekin isliye nahi ki wo apne aim ko badaldiya ya mere liya aaya...
Pasie isliye nahi manga ki haq hai uska hei..ya usko uske sath jashn manana
hai.
Isliey aaya ki apne pyaar ke liye apne pyaar ko pane ke liye ,
Wo har pal us job ke liye hi jiiya uske liye hi sapne dekha...asie job ko chodne ke
liye tayar hau.
Us job ke age mere pasie kabh usne dikyai nahi diya.
Use chodne ke liye tair kiya.
Ab usko mere paisie chahiye lekin wo bhi uske pyar ko wapas pane ke
liye...warna ab bhi usko koyi value nahi hei.
Ab sach kahatho usko bachhe per bhi ab jyada dhyan nahi bus TU...Tumahare
siwa is duniya me usko kuch hahi chahiye.
Ye pyaar dekhker my choukgaya tha.
Tumahare aur mere beta ka pyaar ek doosare ke liye ..
Tu uske liye usko hi choddiya.
Wo tere liye apana job ko chodne ke liye bhi ready hogaya.
Tho apdono ke liye my bhi chodna hei na isliye myne jid chodiye.
My "ajrun tu fikar math karo uske liye kithane bhi karcha hojaye wo my
doonga lekin uske liye tu apana job chodne ka jaroorath nahi...bolo kab dene
hai pasie??"
Arjun "one week ke baad doc ne pasie deke wo treatment shuru karegi..
Thank u papa thank u somuch"
Sumitra "kya kahrahe ho tere paapa jo kamaye wo tere liyanahi agar wo tere
kaam nahi aye tho kisiliye??"
Arjun smie karke apne maa ko bhi hug kiya.
surayaknth "ye hua beta..my isliye aaj ye sab tumse kahraha hoon
ki...jindagime pathi pathni ka ristha ...hi sabse ooper hei...wahi hamare sath
hei beech me jo kuch bhi aaye jaye sab ...humare sath jindagi bhar rahana
mushkil hei lekin tum kahi bhi javo ya wo kahabhi chalarahe ahi aapdono ek
doosare ko nahi chodenga wo honey moon hi, ya teerda yatra ho...ya job ke
liyentransfer ho ya ..koyi jungle kyon nahi ye sath kabhi nahi chodenge isiliey
bache chahiey isliy hamare pyaarse door jana teek bathnahi hei beta ..ye karne
ke liye kahdiya ye sab islye nahi ki mere bete ke pyaar ko bathane wo tum
janthe ho my kahane ka jaroorth nahi hyena ??"
Riya suryakanth ko sar hilake ha kehker ..doudke ake Arjun ko hug ki.
Arjun bhi Riya ko baki team members claps kiye hai.
kaisi lagi??
NEXT PART
Hey there guys! I'm looking for a story with Ariya. I'm not sure if it was a SS or FF. It goes something like this. Riya took Xora and was...
hey guys! Sabse pehli baat toh ye ki writing crossover stories is difficult man. Is baar kar diya, dobara nahi hoga. So before we begin, I know...
Hey guys I'm here with the prologue of my Ariya story, though the title hasn't been yet decided but i hope you will enjoy it. Prologue :Life is
Case of the Heart The usual crispness of the ETF office was tainted that morning by a peculiar scent — no, not coffee. Tension. Unspoken, oddly...
Part 1 The ETF office had always been a place of tension, urgency, and adrenaline, but today, an unusual silence loomed over the space. The...
161