PART 1 A
It was a beautiful bright morning at Mumbai Arjun was getting ready to go to his office in a hurry & Roshni was preparing breakfast for both.
After few minutes when breakfast was prepared she came to the room & called Arjun for breakfast & after that she turn to went back when Arjun hugged her from back in a bear hug, Roshni smiled & said, "kya baat hai aaj ACP Rawte bade romantic mood main hai, ab aapko der nahi ho rahi"
Arjun smirked & said, "aap kahe to hum jaate hi nahi"
Roshni said with a sly smile, "accha ye baat hai, to aaj aap chutti le lijiye, mujhe dheer saari shopping karni hai "
Arjun looked at her & said in a apologetic way, "sorry Roshni aaj ek important meeting hai, main tumhe pakka weekend pe le jaaunga"
Roshni burst out laughing & said, "kya hua pati dev abhi to aap bade vayde kar rahe th,e 1 hi minute main sab gayab tich tich"
Arjun said annoyingly, "Roshni tum mera mazaak uda rahi hoo?"
Roshni said with a smile hugging him, "Nahi Arjun main jaanti hoon aapka kam aur aapki duty aapke liye bahut mayne rakhti hai, main bas aapko thoda pareshaan kar rahi thi"
Arjun said with a smile pulling her closer, "accha to ye baat hai, to fir to iski saza milni chahiye" he tried to come close to her but Roshni pushed him away & laughed saying "Arjun chaliye jaldi tayyiyaar ho jaaiye, Sameer aata hoga, nashta maine laga diya hai " & walked out of the room smiling.
This was daily routine of Arjun he would tease his wife in such sweet & romantic way & then would leave for office he might be a killer ACP for the criminals but was a loving & faithful husband to his dear wife & a sweet friend to all his comates.
Arjun came down after getting ready & both had their breakfast.
After a while Arjun & Roshni had just finished their breakfast when Sameer enters the house & Roshni welcomes him saying, "hi Sameer aao nashta karo"
Sameer with a smile says, "hi Roshni nahi maa sa ko jaanti hoo na wo kabhi khaaye bagair ghar se jaane nahi deti mujhe, Arjun kahan hai?"
Roshni said, "Bas aate hi honge samaan lene room main gaye hai aur batao kaka sa aur kaki kaise hai, bahut din ho gaye unse milna nahi hua "
Sameer said, "Haan wo apne bahu dhoondo abhiyaan main busy rehte hai, is liye mil nahi paa rahe"
Roshni laughs & says, "kya Sameer par kaka aur kaki sahi kehte hai, ab tumhe shaadi kar leni chahiye, ab tumhari umar bhi to ho chuki hai, kuch dino ke baad kaka kaki ko rishta le jaate bhi sharam aayegi" & winks at Sameer.
Sameer in a annoyed tone said, "kya tumne mujhe Buddha kaha ruk jaa abhi batata hoon " & starts running behind her like a kid & she to starts running to escape.
These little run & chase ends when she bumped into Arjun.
Arjun understood that both friends must be teasing each other, he asked suppressing his smile, "ab kya hua tum dono aise kyu lad rahe hoo"
Sameer said, "dekh le Arjun teri biwi mujhe Buddha keh rahi hai aur..."
Cutting him short Roshni said, "to maine galat kya kaha tumhare saare dosto ki shadi ho gayi hai aur tumhari nahi, Arjun kuch samjhaoo apne is dost ko"
Arjun said, "ab wo mere akele ka dost to hai nahi, main to thak chukka hoon samjha ke, ek kaam karte hai Sunday ko kaka kaki ke paas chalte hai fir sab milke iska gherav karenge tab dekhte hai"
Roshni said, "Good idea is saal to main is naalayak ki shadi karwaa ke rahoongi "
Arjun said, "haan accha ab hum chale meeting ke liye deer ho rahi hai"
Roshni nodded & both left for ETF office.
In SUV Sameer in irritated mood said, "Arjun kya hai ye sab aur ye kya naya drama hai?"
Arjun said, "Sam relax wo to main tujhe bachne ke liye keh raha tha warna tu mujhse zayada Roshni ko jaanta hai seedha kaka kaki ke paas chali jaati aur tera patta saaf kar deti"
Sameer said wih a dramatic sigh, "haan wo bhi hai uska koi bharosa nahi"
Arjun said, "abbe fatto tu shadi se itna kyu ghabrata hai"
Sameer said, "Arjun kisne kaha main shadi se darta hoon. par tu to janata hai na main aise hi kisi se bhi shadi nahi kar sakta aur maa baba unhe to purane dharmik hindi films waali bahu chahiye aur main aise kisi ladki se shadi karke apni zindigi barbaad nahi kar sakta"
Arjun smiles, "seedhe seedhe kaka kaki se kyu nahi kehta ki tu Aisha se pyar karta hai"
Sameer looked at Arjun baffled & said composing himself, "Arjun kya bakwaas kar rahe hoo, aisa kuch bhi nahi hai, yeh sirf tera vehem hai"
Arjun said, "Sam tu aur main pichle 8 saalo se dost hai aur Aisha & Riya ko bhi main pichle 6 saal se jaanta hoon, mere kaun se dost ke mann main kya kichdi pak rahi hai mujhe sab pata hai, so be a man aur Aisha se jitni jaldi ho sake baat kar samjhe, kaka aur kaki ki fikar chood de unko main aur Roshni sambhaal lenge "
Sameer glanced at them suspiciously & said, "par I am not sure wo kaise react kare.."
Arjun said, "ab jab tak tu usse baat nahi karega tujhe pata kaise chalega aur jitna main Aisha ko jaanta hoon wo bhi tujhe pasand karti hai samjhe "
Sameer smiles faidly & Arjun responses back, their chit chat continued for a while & soon they reached ETF office.
Sameer parked the SUV & both of them went inside the office premises. Here inside the office ETF team was busy chatting & giggling as their bosses have not arrived yet.
Shree said, "yaar I hope aaj koi case na hoo mujhe naya software load karna hai apne lapi pe aur mujhe time nahi mil paa raha hai"
Liza said giggling, "specky kya hua? apni girl friend ko itna miss kar rahe hoo"
Riya & Aisha said suppress their laughter & Shree in a annoying tone said, "Liza bas bahut ho chukka tum mere lappi ke baare main kuch mat kehna, laasho ke saath kaam kar kar ke tum bhi heartless ho gayi ho aur Riya Aisha tum loog bhi iska saath de rahe hoo, ye to hai hi meri dushman par tum loog to mere dost hoo "
Liza said, "specky wo loog bhi jaante hai ki main sahi keh rahi hoon, jitna dhayan lappi pe dete hoo usse thoda bhi apne looks aur apne aas paas diya hota to ek acchi ladki mil gayi hoti tumhe"
Riya & Aisha started giggling hard & Chotu taking Shree side, "rehne de Shree tera aur mera ladikiyoo ke maamle main luck waise hi kharaab hai, tu lappi se aage dekh nahi paya aur main abhi tak departmental store se aage nahi bad paaya, hum dono ki haalat ek jaise hai, par chinta mat kar main jaldi hi aage badunga aur tere liye bhi ek acchi si ladki dhoondunga"
Shree said, "Abe bheem rehne de, tu khud ke liye dhoond le wahi kaafi hai, mere liye main khud dhoond loonga "
Their chat was broken by voice of Sameer who said entering, "Good Morning team "
All wished him back & Sameer said, "Guys Conference room in next 5 minutes"
All nodded & accumulated in conference room in next 5 minutes, Samper started with the briefing saying "Guys aap loog aaj apni reports complete kar leejiye, hame aaj dopeher meeting main DIG sir ko reports deni hai so make it fast"
All nodded at Sameer & started their work to complete the report.
Edited by GOLD.A - 10 years ago