Arjun ne ek woman ki kya definition di hai...
kabhi Roshni ban kr pyaar karna sikhaya...
kabhi Riya ban kr farz ke liye kurbaan hona sikhaya...
kabhi Aayesha ban kr criminals ko saza dilaya...
kabhi Liza ban kr forensics ki duniya mein kadam rakha...
kabhi Saakshi ban kr ek kalam ki ahmeyat bataya...
kabhi Simran ban kr crime solve karne mein help kiya...
kabhi Anjali ban kr technology se khelna sikhaya...
Salute to all ladies of Arjun...
Happy Women's Day...