Thx 4 pm
Sry 4 short comment
Thodi busy hu
Bigg Boss 19 - Daily Discussion Topic - 13th Sep 2025 - WKV
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Sep 13, 2025 EDT
PARAYI AURAT 13.9
🏏T20 Asia Cup 2025 Ban vs Sri Lanka, 5th Match, Group B, Abu Dhabi🏏
Tanya was fab today👏🏻
Two contradictory dialgues in single episode? Aurton se Rude nai hona?
Anupamaa 13 - 14 Sept 2025 Written Update & Daily Discussions Thread
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai, 14th September '25 EDT.
KIARA THROWN 14.9
Who is this actor?
Katrina won't announce her pregnancy, is she?
When a lie is repeated hundred times…
Prayansh Aransh Anpi FF: Swapnakoodu
Bb top 5 - guess
🏏T20 Asia Cup 2025 India vs Pakistan, 6th Match, Group A, Dubai🏏
Cocktail 2 begins shooting with Shahid ,Kriti and Rashmika!
Part 13
Arjun dropped riya at her house and left for some work..riya's parents were deciding the gift they were supposed to give to arjun n his friends for wedding..
R.m: mujhe toh bada darr lag raha hai arjun ke yeh sab pasand ayega na?
r.d: bilkul ayega aur arjun ko toh tum janti hoon unke jaisa insan unhone har chees kinti asan banadi hamare liye riya ke liye.
R.m: ek baar riyaa jaye toh usse pooch lungi arjun ke choice ke barein..
Riya: ma baba...
r.m: riya tum kahan gai the?arjun andar aye nahi ?
riya: ma wooh arjun sir mujhe ghar choose karne ke liye lekar gai the..
r.m.: ghar?
Riya: ha ma wooh shaadi ke baad hum jahan rahenge wooh ghar dekhane ke liye leke gaye..
r.d: sach mein riya?
Riya: papa janti unhone meri choice ka ghar liya mujhse kaha ke mein choose karo..
R.m.: wakiye mein riya arjun jaisa pati hum tumhare liye kabhi na dhoond patee.
Riya: ma papa meine bhi ayesha se kaha hia ke hum har rasam unke tradition ki hisab se karenge..
R.m: bilkul beta sab kuch waise hi hogi jaise tum dono chahte hoon..par riya arjun ka khana?
Riya: ma wooh toh meine poocha nahi..
r.m.: toh pocho ab wooh sif tere boss nahi tere honewale pati bhi hia.
r.d.: ek baar phone karke pooch le beta..
riya: jee..
r.m. : achcha riya sun hume kuch kapde aur gifts arjun ke liye buy kiya hia tu dekh lena ke unhe pasand ayega ya nahi..
riya: thik hia ma par app fikar mat karo arjun sir har chees ko bohot dil se accept karenge..mein unhe call kar deti hoon..
here arjun went to sameer house for deciding things abt the marriage..
ayesha: arjun sir sam yeh dekheye yeh list meine bana di hia joh bhi apki tarafse riya ko dena hoga..
arjun: ayesha tum le aaoge sab aur haa be careful joh bhi clothes n jewellary ho wooh light ho riya ko weight na uthana pade..
ayesha: je sir mein bilkul light laungi..sir mein soch rahe the ke shaadi ka joda aap aur riya hi choose kar lijiye..
sameer: par arjun tune toh sara zarorat ka saman riya ke ghar pe hi bhejva diya tha na..toh joda usme nahi tha?
Arjun: nahi yaar wooh mujhe riya ke choice janni the isliye meine kuch kiya nahi tha..
Ayesha: aap dono fikar matkijiye sir kal jake iss desginer store se apka aur riya ka joda le ayeyega ..abhi meine khana ready karti hoon..
Sameer: aur haa tere baki functions ke bhi shopping karni padegi time kam hai..
Arjun: ha sam hum kal jake le ayenge..jab mein aur riya jayenge tu aur ayesha bhi aa jana .saath mein le lenge..
Sameer: nahi tum dono akele jao rawte its not important now ke spend time with riya..baki ki shopping we will manage..
Bt arjun's cell buzzed seeing riya's number..
Arjun: ha riya..
Riya: sir wooh mujhe aaap appse pochna tha ki?
Arjun: riya tum thik toh ho? Itna dar ke kyon bol rahe hoon?
Riya: sir meine wooh yeh pochne ke liye phone kiya tha ke aap dinner kahan karne wale hia..?wooh agar aap bahar khane wale hia toh aap ghar aa jayeye..
Arjun: nahi riya mein bahar nahi khaa raha hoon mein sam ke ghar pe kha lunga ayesha bana raeh hia..
Riya: ok sir..
Arjun: suno tum dnner ke baad davai lena mat bhulna..
Riya: jee...
Ayesha made dinner and all 3 had it together..thn arjun left for his lojj..bt stopped to see his n roshni's house for a while..
Arjun entered his room n changed in his night wear.. he was thinking of the moments happening in his life from past few months..he was looking at the picture of roshni who was smiling beautifully as if giving him support..
Arjun mv: roshni tumse kuch nahi chupa tum sab janti hoon.. mujhe nahi pata mein sahi kar raha hoon ya galat .?
I know ke mein riya ke liye kuch ajeeb sa feel karta hoon bt kya hai wooh I dnt know?par tum mujhse gussa nahi ho na.. roshni mein usee tumhare jagah nahi de raha hoon tumhare jagah koi nahi le sakta..pata nahi roshni mein riya ke saath justice kar paunga ya nahi mein usee khush rakh paunga ya nahi? Wooh toot chuke hia uske dard se ab mujhe hi sambhalna hai..please mera saath dena roshni ke mein yeh sab kuch kar...
N he closed his eyes to jst get a feel of roshni..
Roshni: arjun,..i m proud of u n I love u.. bt ab tumhe yeh dhyaan rakhna hia ke tumhare pyar par riya ka haqq hia use wooh pyar dena .. uska saath dena.. mein bohot khush ho arjun ke riya jaise ladki tumhare humsafar banegi..n I know wooh tumhe bohot khush rakhegi..
Mein tumhare saath ho arjun.bas tum riya ka saath mat chodna..
And at lst arjun could jst feel roshni's face fading and riya face appeared to him.. smiling, happily chirping around..
Arjun suddenly got up..
Arjun mv: agar roshni bhi yahi chahti hai toh mein karunga riya ka saath dunga..uski wooh muskurahat wapas laa aunga.. I promise u roshni mein riya ko khush rakhunga...
he got sam's message..
sam: tomorow we vl go for ur shopping..
arjun: ok..
precap:
ceremonies to begin in 3 days
Surprise!!! [NOCOPY] So before anybody asks; No, this is not the CID crossover story. That is still under writing and will hopefully be...
Hey guys I'm here with the prologue of my Ariya story, though the title hasn't been yet decided but i hope you will enjoy it. Prologue :Life is
Prologue Raat ka aakhri peher tha. Mumbai ki galiyon mein aksar iss waqt shanti hoti hai, lekin ek ajeeb si khamoshi uss raat hawaon mein gungun...
Naye Rishte The ETF office buzzed with an unusual energy that morning. The scent of freshly brewed coffee lingered in the air as Riya sat at her...
Prologue The night was heavy. As if the air itself carried the weight of unspoken truths and unfinished emotions. A storm was brewing—not...
410