Okey guyz... this is the last part of Valentine's Night!!!! ENJOY and don't forget to COMMENT/ LIKE!!!!
Love you all
Happyy Valentine's Day!!!
PART 3
Riya gets off-stage and joins the ETF team.
Aisha: Abhi, Riya ne to tumhaare challenge ka mooh tod jawab diya hai. What's next?
Abhi: are Aisha, Osne to sirf ek baazi maari hai, khel to abhi baaki hai... Kyun Ri?
Riya: ooh! Abhi, please huh.. ek baazi ho ya koi khel, jeetongi to main hi!
Abhi: jaan, tum ek baar haan to bolo.. main tumhe khud hi jita doonga.
Abhi winks at Riya and she blushes. Arjun doesn't like the flirting Abhi does with Riya and the fact that Riya blushes at Abhi's actions irks him more but he controls his feelings.
Riya: excuse me guys, main ek minute main aati hoon.
Riya leaves from there.
Abhi: (wow.. Arjun is soo jealous. Onke chehre se saaf pata chalta hai. Not bad Abhi, teri acting skills to better hoti jaa rahi hain!)
Actually abhi had not only been observing Riya and carrying out the plan, but he had also been observing Arjun and only in a matter of some time, he was positive that Arjun felt something towards Riya.
Abhi: (chal beta! Plan Ariya- Part 2 begins!) Aisha, aap Riya ki bahut achi dot ho na?
Aisha: (oh.. part 2 starts. Interesting! Arjun Rawte, abhi to sirf shuruvaat hai, aage aage dekho tumhaari is jalan ka kaise fayda othayenge hum. Par phir, agar tumne apni feelings pehle realise kal li hoti to aisa kuch nahi hota tumhaare saath.) Haan abhi. Kyun kya hua?
Abhi: well, main aur Riya bahut pooraane dost hain. aur humaare parents bhi ek doosre ko bahut achi tarah se jaante hain... mere mom-dad ne Ri ke mom-dad se baat ki thi.. humaari shaadi k liye aur onhe koi aitraaz nahi hai. Magar Ri ki marzi hume jaanna baki hai. Main chahta hoon k aaj ose propose karoon! Aap ose kitni achi tarah jaanti hain.. kya oski life main koi aur to nahi hai? kya vo meri proposal accept karegi?
Hearing this Shree and Chotu were SHOCKED! But it affected someone else even more. Arjun's heart stopped. His mind repeated the words said by Abhi not five minutes ago. His heart refused to accept it.
Arjun: (Shaadi-mom-dad-aitraaz-propose?)
Arjun's mind flashed him with an image of Riya going away from him and the thought scared him. Everyone starts to congratulate Abhi and ask him to go ahead. Arjun can't bear this and goes away. Aisha sees this and smirks at Sameer. Sameer also watches Arjun go and turns to wink at Aisha. Then, Sameer follows him out.
Sameer finds Arjun standing in the hallway. He keeps a hand on Arjun's shoulder.
Sameer: Arjun kya baat hai?
Arjun: main aisa nahi hone de sakta Sam.
Sameer: kyun Arjun? Kyun?
Arjun is speechless.
Sameer: tum jaante ho iskw jawab, phir kyun nahi kehte? Mujhe pata hai ke tumhe kaisa lag raha hai. Trust me. But agar tum apni feelings ko maanoge nahi to main to kya koi kuch nahi kar sakta. Aur Riya meri behen ki tarah hai. Ek aise insaan k liye jo apni feelings ko maan ne tak ko taiyaar nahi hai, main Riya to kya kisi ko bhi ye salaah (advice) nahi doonga k vo apni zindagi barbaad kare!
Saying this Sameer leaves Arjun and goes back.
Sameer: (Lo Arjun, humne apna teer to chala diya.. ab nishaane par lagaana tumhaara kaam hai)
Arjun comes back in the party. Abhi sees him and gets ready to play the final part of their act. Riya had also joined the group.
Abhi: (AND ACTION!) Riya, may I have the pleasure of a dance?
Riya: umm... sure.
Abhi and Riya walk hand in hand to the dance floor. Abhi gestures to the DJ and the lights are dimmed and a romantic track plays. Abhi and Riya do a slow dance and are too close together for Arjun's liking. Aisha-Sameer, Chotu-Mehak (Mehak is Chotu's 11:30 wali) and Shree-Samara (Samara is Shree's girlfriend). Riya imagines Arjun instead of Abhi and so she is comfortable. Meanwhile Arjun is so angry watching Abhi-Riya dance close, that he almost breaks the glass he held in his hand.
Kuch khaas hai,
Kuch paas hai,
Kuch ajnabi ehsaas hai,
Kuch duriyan, nazdikiyan,
Kuch hass padi tanhaiyaan,
Kya yeh khumaar hai, kya aitbaar hai,
Shayad yeh pyaar hai,
Haan hai shayad,
Kya yeh bahar hai, kya intezaar hai,
Shayad yeh pyaar hai,
Pyaar hai shayad..
Kuch khaas hai,
Kuch paas hai,
Kuch ajnabi ehsaas hai,
Kuch duriyan, nazdikiyan,
Kuch hass padi tanhaiyaan,
Kya yeh khumaar hai, kya aitbaar hai,
Shayad yeh pyaar hai,
Haan hai shayad,
Kya yeh bahar hai, kya intezaar hai,
Shayad yeh pyaar hai,
Pyaar hai shayad..
Kuch saaz hai jaage se jo the soye,
Alfaaz hai, chup se nashe mein khoye,
Nazrein hi samjhe yeh guftagu saari,
Koi arzoo ne hai angdayi li pyaari,
Kya yeh khumaar hai, kya aitbaar hai,
Shayad yeh pyaar hai,
Haan hai shayad,
Naa inkaar hai, naa iqraar hai,
Shayad yeh pyaar hai,
Pyaar hai shayad'
Kehna hi kya, mera dhakal naa koi,
Dil ko dikha, dil ki shakal ka koi,
Dil se thi meri ek shart yeh aisi,
Lage jeet si mujhko, yeh haar hai kaisi,
Bukhaar hai, kyu beqraar hai,
Shayad yeh pyaar hai,
Pyaar hai shayad,
Jadoo sawar hai, naa ifteaar hai,
Shayad yeh pyaar hai,
Pyaar hai shayad,
Pyaar hai shayad..
Ooo..
Kuch khaas hai,
Kuch paas hai,
Kuch ajnabi ehsaas hai,
Haii..
Ra ra re'na na na
Ra ra ra ra..
Na re na..
Pyaar hai shayad
Pyaar hai shayad
Yahi..
The song ends and by this time Arjun's anger is reaching heights.
Abhi: (Well time for the grand ending)
Abhi is holding Riya's waist and she is leaning backwards. He takes a swift glance in Arjun direction to make sure Arjun is watching. When he sees the state of Arjun's hand on the glass, he smirks inwardly. He goes close to Riya as if he is about to kiss her. Riya sees him coming towards her but before she can react, she feels a strong hold on her arm and the next moment, she is pulled away from Abhi and turned around. She heaves a sigh of relief before looking up and staring into the burning eyes of an angry Arjun. But before she could say anything, he pulled her out and led her to the out of the main hall.
Riya: Sir... sir ye aap kya kar rahe hain? chodiye mujhe.. I said leave me.
He ignored her and walked her up the stairs and into the conference room. Once inside, he left her arm. She rubbed her arm because he had held her very tightly.
Riya: sir ye kya tareeka hai? Kya aapko pata nahi hai ke ek ladki se kis tarah behave karte hain?
Arjun: bahave karne ka tareeka? Aur tum kya kar rahi thi? Tum os Abhi ko kiss karne vaali thi! Aur kaise chipak kar dance kar rahi thi? Miss Riya Mukherjee kya aap please explain karengi?
Riya: for your kind information, main Abhi ko nahi, vo mujhe kiss karne vala tha. Aur agar aap interfere na karte to main ose rokne vaali thi. Aur hum slow song pe dance kar rahe the. Aur aise songs pe slow dance hi hota hai. Par vaise main aapko apni safai kyun de rahi hoon? aapko kya farak padta hai? Main kisi k saath dance karoon, kiss karoon ya kuch bhi karoon! Main jeeyon ya maroon? Aapko kya farak padta hai?
Arjun: Farak padta hai dammit! Farak parta hai. Mujhe nahi acha lagta agar tum kisi k kareeb jaati ho! Nahi dekha jata mujhse!
Riya: Kyun??!
Arjun: kyunki...!
Riya: boliye! Kyun farak padta hai? Koi jawab nahi hai aapke paas.. fine!
She turned around to stomp out of the room. But Arjun caught her arm again, spun her around, pushed her against the wall and crashed his lips upon hers. He kissed her like it was to save his life, like he would die if he let go. He poured all his emotions, his love and everything into the kiss. His arms went around Riya's waist and he pulled her close to himself. There was no space between them. At first, Riya was too surprised to respond but when she felt his arms around her, she felt bliss. She responded to the kiss with equal passion. Arjun felt complete when she responded to his kiss. Riya's hands went up around Arjun's neck and she pulled him closer. They broke their kiss when they were breathless. After pulling apart, they stared into each other's eyes and found it filled with love. Riya smiled and, to her surprise Arjun smiled back. Arjun bent down to capture Riya's lips once again, softly this time, assuring her of his love.
Arjun: ab pta chala, kyun farak padta hai?
Riya blushes and hides her face in Arjun's chest.
Arjun: I love you Riya! Pata nahi kab, kaise, kyun par main tumse bahut pyaar karta hoon. main nahi jee paonga agar tum mujhse door chali gayi.
Riya: kisne kaha k main aapse door ja rahi hoon. I love you too, sir!
Arjun: nahi! Ye galat hai!
Riya: WHAT?!
Arjun: tumhe Arjun sir se nahi, Arjun se pyaar hona chahiye... kya hua? Tumhe ye to nahi laga k main keh raha hoon ke humaare beech jo hai vo galat hai? Tum mujh par bharosa nahi karti?
Riya: Nahi.. aisi baat nahi hai. Magar Arjun, agar ab aapne mujhse door jaane ki baat ki na, to main mar jaongi. Please mujhe kabhi chod ke mat jana. Aur jahan tak rahi bharose ki baat to vo to main aapar bahut karti hoon. apni jaan se bhi zyada!
Arjun hugs Riya and she holds him back. They stay in that pose for a few minutes.
Arjun: ab neeche chalen? Kisi ke oopar aane se pehle?
Riya chuckles. They both come down holding hands. They reach the group and before they can say anything, Abhi comes towards Riya. Arjun sees him and steps in between.
Arjun: ah Abhi! Are ye tumhaare haath main kya hai? Ring! Isse main le leta hoon.
Arjun takes the ring from Abhi and kneel in front of Riya, leaving everyone except Abhi, Sameer and Aisha shocked.
Arjun: Riya, main ek kharoos, akdu aur sadu, nahi, sadu to Sameer hai! Haan to, main ek Akdu aur kharoos ACP hoon. Murder mystery to mere dimaag main chutiyon main solve hoti hai magar pyaar ki mystery ko solve karna mujhe nahi aata. Aur love subject seekhne k liye shayad meri poori zindagi bhi choti hogi.. leekin agar tum mujhe sikhao to shayad main seekh jaon. Batao, kya tum meri teacher banne ka risk lena chahogi? Kya tum apni poori zindagi meri baahon bitaogi? Kya tum mujhse shaadi karogi? Will you marry me, Riya?
Riya is in tears.
Riya: Arjun, aap ek simple si "will you marry me" bhi kehte na to bhi main maan jaati. So my answer is YES! haan main aapse shaadi karoongi..
Arjun slips the ring into her third finger and stands up to hug her. After breaking the hug, Arjun kept one arm across Riya's shoulder and turned to Abhi.
Arjun: sorry mate! This one's taken!
Abhi: dude! Meri nazar vaise bhi ospar nahi thi. Meri vaali to hai! Tumhaare peeche.
A girl walks from behind and straight to Abhi.
Abhi: guys meet Sanjana! My fince!
Sanjana: hi guys. Hmm to aap dono hain vo happy couple jiski vajah se mera handsome actor Valentine's eve par bhi mere saath nahi, yahan acting kar raha tha!
Arjun and Riya (together): ACTING?!
Arjun: to matlab tum Riya ko propose nahi karne vaale the?
Abhi: no brother! Vo sab part tha, ye tumhaare dost Sameer aur Riya, tumhaari dost Aisha ka, tum dono ko milvaane k liye! Maine to sirf inki help ki hai.
Arjun: SAM!!!
Riya: Aisha! How could you?
Aisha: oye! Humne jo kiya tum dono k liye kiya! Varna tum mein se kisi ki itni himmat nahi thi k pehla kadam badaye!
Arjun and Riya blush and look at the ground.
Shree: wow Aisha. Kya plan tha! Man na padega. Vaise Rathod sir, ek plan ke successful hone ki khushi main doosre ko bhi anjaam de do!
Aisha: doosra plan?!
Sameer bends down on one knee and takes out a ring from his right pocket. Aisha is shocked seeing that. Sameer takes Aisha's left hand in his.
Sameer: Aisha, tumhaare saath bitaya hua har ek pal meri zindagi ka sabse khoobsoorat pal hai. Jabse tum meri zindagi main aayi ho, mujhe ek nayi zindagi mil gayi hai. Hum apni life k har mod par ooche oothna chahte hain aur ab main bhi chahta hoon ki apni life ka ek naya kadam loon, tumhaare saath. Kya tum mera saath dogi? Will you marry me?
Aisha is unable to say anything but nods her head vigorously. All clap and cheer. Everyone congratulates the new couples. The ETF members and Abhi-Sanjana hug each other. Then, the lights are dimmed and the voice of the DJ is heard.
DJ: OK Guys and Girls.. catch hold of your partner and come to the dance floor. Here is a special song dedication to all of your LOVE! May god bless you and keep your love growing always! Here we go!
All ETF couples and Abhi-Sanjana go to the dance floor. The girls keep their arms around the boys' necks and the boys have their arms around the girls' waists. The girls' heads are on the boys' chests and the boys keep their heads on top of the girls'. They sway slowly along with the music, all of them wishing to stay in each others' arms FOREVER!
Kehte hain Khuda ne iss jahaan mein
Sabhi ke liye kisi na kisi ko hai banaaya
Har kisi ke liye
Tera milna hai uss rab ka ishaara
Maano mujhko banaya tere jaise hi kisi ke liye
Kuch toh hai tujh se raabta
Kuch toh hai tujh se raabta
Kaise hum jaane, hume kya pata
Kuch toh hai tujh se raabta
Tu humsafar hai, phir kya fikar hai
Jeene ki wajah hi yehi marna issi ke liye
Kehte hain:
Khuda ne iss jahaan mein
Sabhi ke liye kisi na kisi ko hai banaaya
Har kisi ke liye
hmm Meharbaani jaate-jaate mujh pe kar gaya
Guzarta saa lamha ek daaman bhar gaya
Tere nazaara mila, roshan sitaara mila
Taqdeer ki kashtiyon ko kinara mila
Sadiyon se tarse hai jaisi zindagi ke liye
Teri saubat mein duaayein hain ussi ke liye
Tere milna hai uss rab ka ishaara
Maano mujhko banaya tere hi jaise kisi ke liye
Kuch toh hai tujh se raabta
Kuch toh hai tujh se raabta
Kaise hum jaane hume kya pata
Kuch toh hai tujhse raabta
Tu humsafar hai, phir kya fikar hai
Jeene ki wajah hi yehi marna issi ke liye
Kehte hain khuda ne iss jahaan mein
Sabhi ke liye kisi na kisi ko hai banaaya
Har kisi ke liye...
THE END!!
SOO How was it????
Thnxx 4 reading!!!
Love ya..
Muah!!😛
Edited by dashequalsd3 - 12 years ago
637